Kuch nahh reh saka jaha...
Veeraniyaan toh reh gyi,💫
Tum chale gye toh kya
Kahaniyaan toh reh gyi...!
Veeraniyaan toh reh gyi,💫
Tum chale gye toh kya
Kahaniyaan toh reh gyi...!
✍2❤2
Tu kya hai kaisi hai , ye sab baatein fizool hai..
Tu jis haal mai hai , jaisi hai
Mujhe har halat mai qubool hai
Tu jis haal mai hai , jaisi hai
Mujhe har halat mai qubool hai
❤2
Apni halat ka khud ehsas nhi mujhko....,
Maine auron se suna hai, pareshan hu mai....!!
Maine auron se suna hai, pareshan hu mai....!!
❤3👍1
Ek usko sara jahan acha laga...
Magar uss mai rehne wala mai acha na laga 🥀
Magar uss mai rehne wala mai acha na laga 🥀
❤2✍2💔1
Woh waqt mile toh milti thi
Mai waqt nikal kr milta th
Wo kisi kaam se milti thi..,
Mera toh kaam hi milna tha...!!
Mai waqt nikal kr milta th
Wo kisi kaam se milti thi..,
Mera toh kaam hi milna tha...!!
❤2👍2🎄1
Bohot ajeeb hai,
tere baad ki,
Ye barsaatein bhi...
Ham aksar band kamre mai, Bheeg jaatei hai....!
tere baad ki,
Ye barsaatein bhi...
Ham aksar band kamre mai, Bheeg jaatei hai....!
💘3😢1😭1👀1
Mai gullak tod kr
Wapas gya jab....
Toh,
Woh gudiya aur bhi
Mehengi ho chuki thi.....!!!!
Wapas gya jab....
Toh,
Woh gudiya aur bhi
Mehengi ho chuki thi.....!!!!
👍3❤2
Dard e mohabbat..🥀
Dard e judai...✨
Dono ko ek sath mila,
Tu bhi tanha, mai bhi tanha..
Aaa iss baat per haath mila...🤝!!
Dard e judai...✨
Dono ko ek sath mila,
Tu bhi tanha, mai bhi tanha..
Aaa iss baat per haath mila...🤝!!
❤3🕊2