1Path2Peace Foundation
6.21K subscribers
3.25K photos
2.26K videos
43 files
2.78K links
Registered NGO (Serve Ummah, Serve Humanity)

★ Amazing Statuses
#Hadith & #GIF
#Motivational Reminders
#Stories & #Sunnah of Prophet ﷺ
#Day2Day updates
#Ponder
#ShortVideos
#Parenting
@DeenTutor

Donate now:👉 donate.1Path2Peace.com
Download Telegram
Ibn Taymiyyah (rahimahullah) said:

Iblis is like a bandit; every time a
person wants to travel towards Allah, he tries to intercept him!

[Majmū' al-Fatāwā, Ibn Taymiyyah (rahimahullah), 22/608]
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Do these 2 things if you're studying Arabic!!

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Abu Huraira reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “By the One in whose hand is my soul, among the blessings you will be questioned about on the Day of Resurrection are the cool shade, fresh dates, and cold water.”

Sunan al-Tirmidhī 2369

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
Ibn Sireen (rahimahullah):

The closest that a servant will be to his Lord is when he (maintains) the state of Tahaarah (purity, cleanliness, ablution, wudhu).

[Ibn Sirin (rahimahullah), Sunan of Sa’eed Ibn Mansoor (rahimahullah), 5460]
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Hijr 97-99

Humein maloom hai ke jo baatein yeh log tumpar banate hain unse tumhare dil ko sakht koft hoti hai (heart is distressed).
Iska ilaaj yeh hai ke apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo, uski janaab mein sajda baja lao.
Aur us aakhri ghadi tak apne Rubb ki bandagi karte raho jiska aana yaqeeni hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ja'far al-Ṣadiq said to Sufyān at-Thawrī: "If Allāh bestows on you a favour, and you wish to keep that favour, then you must praise and thank Him excessively.

This is because He said; "If you are grateful, I will give you more." {14:7}

[حلية الأولياء وطبقات الأصفياء]

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
﴿وَمَنْ أَعْرَضَ عَن ذِكْرِي فَإِنَّ لَهُ مَعِيشَةً ضَنكًا﴾

And whoever turns away from My remembrance - indeed, he will have a depressed (i.e., difficult) life.

[Surat Taha, 20:124]
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al An'aam 31-32

31. Nuqsan mein pad gaye woh log jinhon ne Allah se apni mulaqaat ki ittila ko jhoot qarar diya, jab achanak woh ghadi aa jayegi to yahi log kahenge “afsos! Humse is maamle mein kaisi takseer hui ” aur inka haal yeh hoga ke apni peethon (backs) par apne gunaahon ka boojh laadhey huey honge. Dekho! Kaisa bura boojh hai jo yeh utha rahe hain.
32. Duniya ki zindagi to ek khel aur ek tamasha hai, haqeeqat mein aakhirat hi ka muqaam un logon ke liye behtar hai jo ziyan kaari se bachna chahte hain (seek to ward off their ruin), phir kya tum log aqal se kaam na loge?

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Messenger of Allah (ﷺ) said, "Visit the sick, feed the hungry, and (arrange for the) release of the captive.''

[Al-Bukhari].

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
Ibn Qudamah رحمه الله said,

“When you see your heart is not present in Salah, know that the reason is weak faith, so strive to strengthen it.”

📖 [Mukhtasar Minhaj al-Qasidin, 30]
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Insaan 8-11

8. Aur Allah ki muhabbat mein miskeen aur yateem aur qaidi ko khana khilate hai,
9. Aur unse kehte hai ke (hum tumhein sirf) Allah ki khatir khila rahe hain, hum tumse na koi badla chahte hai na shukriya,
10. Hume to apne Rubb se us din ke azaab ka khauf lahiq hai jo sakht museebat ka intihayi taweel din hoga
11. Pas Allah taala unhein us din ke sharr se bacha lega aur unhein taazgi aur suroor bakshega.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Umar b. al-Khaṭṭāb رضي الله عنه said:

"O' Allāh, if You have written me down as being someone who is miserable, then erase that for me; and instead write me down as being happy. For indeed, You erase whatever You wish, and You write down and uphold whatever You wish."

{مجموع فتاوى جلد رقم ١٤ صحفة ٢٧٥}

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
Sh. Muqbil Raḥimahullāh said:

“It is possible that a supplication from the parents may DESTROY a man and RUIN his Dunyā and also his Ākhirah due to a Duʿā made against him by his mother or his father."

[الرحلة الأخيرة صفحة ٢٤٠]
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
The best life is the life with Qur'an!
Listen to this amazing advice!

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Abu Sa’id al-Khudri reported: The Prophet (ﷺ) said, “There is no Muslim who calls upon Allah, without sin or cutting family ties, but that Allah will give him one of three answers: He will quickly fulfill his supplication, He will store it for him in the Hereafter, or He will divert an evil from him similar to it.” They said, “In that case we will ask for more.” The Prophet said, “Allah has even more.”

Musnad Aḥmad 11133

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Anfāl 25

Aur bacho us fitne se jiski shamat makhsoos taur par sirf unhi logon tak mehdood na rahegi jinhon ne tum mein se gunaah kiya ho, aur jaan rakkho ke Allah sakht saza dene wala hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Abū Hurayrah رضي الله عنه said:

If one dies, the angels say: “What has he put forth?” And the people say: “What has he left behind?”

[Az-Zuhd Li Abī Dāwūd]

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Fath verse 29

Muhammad Allah ke Rasool hain, aur jo log unke saath hain woh kuffar par sakht aur aapas mein raheem hain. Tum jab dekhoge unhein ruku va sujood aur Allah ke fazl aur uski khushnudi ki talab mein mashgul paoge. Sujood ke asarat unke chehron par maujood hain jinse woh alag pehchane jaate hain. Yeh hai unki sifat Taurat mein. Aur Injeel mein unki misaal yun di gayi hai ke goya ek kheti hai jisne pehle kopal (sprout) nikali, phir usko taqviyat (strength) di, phir woh gadhrayi, phir apne tanay (stem) par khadi ho gayi. Kaasht (sowers) karne walon ko woh khush karti hai taa-ke kuffar inke phalne phoolne par jalein (enraged). Is giroh ke log jo iman laye hain aur jinhon ne neik amal kiye hain Allah ne unse magfirat aur bade ajar ka waada farmaya hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Messenger of Allah ﷺ said: “Two supplications are not rejected: at the time of the adhān and under rain.”

(Ḥākim in Mustadrak 2534, Ṭabarānī in al-Muʿjam al-Kabīr 5756)

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah A'raaf 34-35

Har qaum ke liye mohlat ki ek muddat muqarrar hai, phir jab kisi qaum ki muddat aan poori hoti hai to ek ghadi bhar ki takheer o taqdeem bhi nahin hoti.
(Aur yeh baat Allah ne aagaaz e takhleeq hi mein saaf farma di thi ke) aey bani Adam, yaad rakkho, agar tumhare paas khud tumhi mein se aise Rasool aayein jo tumhein meri aayaat suna rahe hon, to jo koi nafarmani se bachega aur apne rawayye ki islaah karlega uske liye kisi khauf aur ranjj ka mauqa nahin hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Abu Hurairah narrated that the Messenger of Allah ﷺ said:

"A man is upon the religion of his friend, so let one of you look at whom he befriends."

Jami` at-Tirmidhi 2378

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Important rule*
Everything is haram in worship unless legislated by the Shariah.
Everything is halal in this world unless stated haram by the Shariah.

Eid Milad un Nabi is clearly an innovation in religion and not in wordly affairs. Therefore, it is totally impermissible to celebrate it any shape or form.

There is nothing in the Quran to say that we should celebrate the Mawlid al-Nabi or birthday of the Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him). The Prophet himself did not do this or command anyone to do it, either during his lifetime or after his death.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah An Naziat 40-46

Aur jisne apne Rubb ke saamne khade hone ka khauf kiya tha aur nafs ko buri khwahishaat se baaz rakkha tha, jannat uska thikana hogi. Yeh log tumse puchte hain ke aakhir woh ghadi kab aakar thehre gi? Tumhara kya kaam ke uska waqt batao. Uska ilm to Allah par khatm hai. Tum sirf khabardaar karne wale ho har us shaks ko jo uska khauf kare. Jis roz yeh log usey dekh lenge to inhein yun mehsoos hoga ke (yeh duniya mein ya halat-e-maut mein) bas ek din ke pichle pehar ya agle pehar tak thehre hain.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله:

“If Allāh loves His servant, He makes him for Himself, chooses him for His love, and selects him to worship Him. Allāh will let His servant's tongue be busy in remembering Him and his limbs will be busy serving Him.”

[al-Fawā’id | Pg. 158]

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Al Qiyamah 26-35

Hargiz nahin, jab jaan halaq tak pahunch jayegi aur kaha jayega ke hai koi jhaad phook karne wala, aur aadmi samajh lega ke yeh duniya se judai ka waqt hai, aur pindli se pindli judh jayegi. Woh din hoga tere Rubb ki taraf rawangi ka, magar usne na sach mana, aur na namaz padhi, balke jhutlaya aur palat gaya. Phir akadta hua apne ghar walon ki taraf chal diya. Yeh rawish tere hi liye sazawaar hai aur tujh hi ko zeib deti hai, haan yeh rawish tere hi liye sazawaar hai aur tujh hi ko zeib deti hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The imam al-Shawkāni رحمه الله said:

"The spread of innovations is faster than the spread of fire, especially the innovation of the mawlid. Indeed, the hearts of the common folk yearn for it, the utmost degree of yearning."

:Al-Fath al-Rabbāni 2/1089

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Qaaf 31-35

31: Aur Jannat muttaqin ke qareeb le aayi jayegi, kuch bhi dur na hogi.
32: Irshad hoga “yeh hai woh cheez jiska tumse waada kiya jata tha, har us shaks ke liye jo bahut rujoo karne wala aur badi nigehdaasht (watchful of his conduct) karne wala tha.
33: Jo bay dekhe Rehman se darta tha, aur jo dil-e-girwida liye huey aaya hai,
34: Dakhil ho jao Jannat mein salamati ke saath” woh din hayat-e-abadi (eternity) ka din hoga.
35: Wahan unke liye woh sab kuch hoga jo woh chahenge, aur hamare paas is se zyada bhi bahut kuch unke liye hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Abdullah bin Mas'ud رضي الله عنه said:

"Allah has not created in the heavens nor in the earth what is more magnificent than Ayat Al-Kursi."

Sufyan al-thawri رحمه الله explaining that statement said:"Because Ayat Al-Kursi is the Speech of Allah, and Allah's Speech is greater than Allah's creation of the heavens and the earth."

Jami` at-Tirmidhi 2884

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Aal e Imraan 200

Aey logon jo iman laye ho, Sabr se kaam lo, baatil paraston ke muqable mein pa-mardi dikhao, haqq ki khidmat ke liye kamar-basta ho jao, aur Allah se darte raho, umeed hai ke falaah paoge.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Prophet (ﷺ) said:

"Of the dinar you spend as a contribution in Allah's path, or to set free a slave, or as a sadaqah given to a needy, or to support your family

the one yielding the greatest reward is that which you spent on your family."

Sahih Muslim 995

*Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
*Order Organic Products* Organomart.co