Teri yaadein bhi kamaal karti h
Ab har pal mujhse hi swaal karti h
Puchti h kyun pyaar karte ho usey
Jo har baar tumhe bhulne ko tyaar rehti h
Ab kaise samjhau apne aap ko mai
Mere dil ko aaj bhi uski hi talaash rehti h
~ α π± πΌ π
π₯ππ«
β€βπ₯1β€1π₯1π1
Ki tumhari yaadon mein saari raatain kat jaati hai
Tumhari ek jhalak dekhne ke liye yeh aankhein taras jaati h
Kabhi Sochta hoon ki phirse baat kar paau kabhi tumse
Par phir woh hi puraani baatain yaad aa jaati h
Tum tod kar gaye ho iss kadar mujhe ki phir kabhi jud naa sakuuu
Magar phir bhi tumhari yaadein mere dil se jaati nahi h
Nahi hoga ab pyaar kisi aur see mujhe uss kadar jaise tumhe kiya thaa
Tum toh hume bhul gaye honge par aaj bhi tumharii tasveer meri aankhein bhuli nahi hai
~ α π± πΌ π
β€οΈβπ©Ήπ₯π«
π₯2β€1π₯°1
Shuruwat tujhse karna chahti hu
Ishq ke naam pe tera naam likhna chahti hu
Meri har dua mein tera hi zikr ho
Mai apni har khushi tere naam karna chahti hu
Teri muskurahat ko apni duniya banana chahti hu
Teri baahon mein sukoon ke do pal bitana chahti hu
Jo baatein lafzon mein kabhi keh na saki
Unhe apni khamoshi se sunana chahti hu
Tere saath har lamha khaas banana chahti hu
Har khushi aur har gham tere saath baantna chahti hu
Chahe kitne bhi mod aaye is safar mein
Main har raaste par tera saath nibhana chahti hu
βπ» ββαΆ«α΅κͺeβ―(β)π¦πππ₯π‘π βββ§βββ’ΰΌΆ(βΊ) γ €γ €γ €γ €
β€1π₯1π₯°1
Kabhi tere liye ek pyaari si kabita likhunga,
Jisme tera sundar chehra aur teri pyaari si aankhon ka zikr hoga.
Agar kabhi meri yaadon se tera chehra dhundhla padne lage,
Toh usi kabita ko padh kar phir se tujhe yaad kar lunga.
Har lafz mein tera ehsaas hoga,
Kabita ke harr hisse mein tera naam chup sa hoga.
Phool bhi ek din murjha jaate hain,
Par teri yaadon ko kabhi murjhane nahi dunga.
Bhale hi ek din sab kuch khatm ho jaaye,
Par apni kabitaon mein mai tujhe hamesha zinda rakhunga.
Aur agar kabhi koi meri kabita padhega,
Toh shayad woh na jaane tum kaun thi,
Lekin itna zaroor samajh jaayega ki meri zindagi mein tum bahut khaas thi.
~ α π± πΌ π
β€1π₯1π₯°1π1π―1π1π«‘1
Ki teri baatein aaj bhi main sabse karta hoon,
Tum kitni pyaari thi, yeh aaj bhi har kisi ko batata hoon.
Bhale hi tum aaj mere saath nahi ho,
Par is dil mein aaj bhi sirf tum hi rehti ho.
Kaise bhool jaaun tumhari woh pyaari-pyaari baatein,
Aur kaise tumhare baare mein kuch bura kahoon.
Shayad waqt badal gaya, raaste bhi alag ho gaye,
Par meri yaadon ki kitaab ka sabse haseen panna aaj bhi tum hi ho.
Kabhi sochta hoon ki sab kuch bhool jaaun,
Par is dil ki har dhadkan mein aaj bhi tum hi basti ho.
~ α π± πΌ π
β€βπ₯2β€1π₯°1π1π―1π1
Agar woh aaj bhi mere saath hoti,
Toh aaj bhi utni hi pyaari hoti.
Uski kahi hui baatein aaj bhi mujhe khush kar deti hain,
Uski woh pyaari muskaan aaj bhi mera din bana deti hai.
Magar waqt badal gaya hai kuch is qadar,
Na woh saath hai, na uski baatein.
Phir bhi is dil ko uski har ek yaad,
Aaj bhi sabse pyaari lagti hai.
~ α π± πΌ π
β€2π₯°2π1