🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
21-06-1446 ᴴ | 24-12-2024 ᴱ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ حضرت خواجہ شمس الدین ترک پانی پتی https://t.me/islaamic_Knowledge/66502 حضرت امام عبد اللہ یافعی علیہالرحمہ https://t.me/islaamic_Knowledge/66499 حضرت شیخ محب اللہ اکبر آبادی https://t.me/islaamic_Knowledge/66496 حضرت…
22-06-1446 ᴴ | 25-12-2024 ᴱ
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
شان و عظمت خلفائے راشدین↶
https://t.me/Maslake_Aalaa_Hazrat/8401
شان و عظمت ابو بکر صدیق↶
https://t.me/Maslake_Aalaa_Hazrat/8565
خلفاء | اہلبیت | صحابہ | کربلا↶
https://t.me/Maslake_Aalaa_Hazrat/14068
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
حضرت ابو بکر صدیق رضی الله عنه
https://t.me/islaamic_Knowledge/66565
حضرت مولانا مخدوم غلام محمد ملکانی
https://t.me/islaamic_Knowledge/66561
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
#یوم_ولادت_ماہ_جمادی_الاخری
#یوم_وصال_ماہ_جمادی_الاخری
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
شان و عظمت خلفائے راشدین↶
https://t.me/Maslake_Aalaa_Hazrat/8401
شان و عظمت ابو بکر صدیق↶
https://t.me/Maslake_Aalaa_Hazrat/8565
خلفاء | اہلبیت | صحابہ | کربلا↶
https://t.me/Maslake_Aalaa_Hazrat/14068
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
حضرت ابو بکر صدیق رضی الله عنه
https://t.me/islaamic_Knowledge/66565
حضرت مولانا مخدوم غلام محمد ملکانی
https://t.me/islaamic_Knowledge/66561
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
#یوم_ولادت_ماہ_جمادی_الاخری
#یوم_وصال_ماہ_جمادی_الاخری
❤1
Forwarded from 🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹 (محمد جمال الدين خان قادری)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
💯1
🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
22-06-1446 ᴴ | 25-12-2024 ᴱ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
22-06-1446 ᴴ | 25-12-2024 ᴱ
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
❤1
Forwarded from 🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹 (محمد جمال الدين خان قادری)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
💯1
🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
سیدنا صدیق اکبر رضی اللہ عنہ کو ابو بکر کیوں کہا جاتا ہے؟ مسلمانوں کے پہلے خلیفہ حضرت سیدنا صدیق اکبر رضی اللہ تعالیٰ عنہ کا نام عبد اللہ اور کنیت ابو بکر تھی ـ محدثین کرام نے اس کنیت کی دو مختلف وجوہات بیان کی ہیں: ❶ عربی زبان میں لفظ ”اب“ کا معنی ہے ”والا“…
ह़ज़रते सय्यिदुना स़िद्दीक़े अकबर رضی الله عنہ को अबू बक्र क्यों कहा जाता है ?
حضرت سیدنا صدیق اکبر رضی
اللہ عنہ کو ابو بکر کیوں کہا جاتا ہے؟
Sayyidunã 'Siddeeqe Akbar رضی الله عنہ Ko Aboo Bakr Kyon Kahã Jaatã Hai ?
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
📜 Urdu اردو 🆄🆁🅳🆄 ↷
https://whatsapp.com/channel/0029Va4xNTcBlHpj2ZXcdA3J/443
📜 Hindi ہندی 🅷🅸🅽🅳🅸 ↷
https://whatsapp.com/channel/0029Va4xNTcBlHpj2ZXcdA3J/442
📜 Roman Urdu رومن اردو ↷
https://whatsapp.com/channel/0029Va4xNTcBlHpj2ZXcdA3J/441

Sayyidunã 'Siddeeqe Akbar رضی الله عنہ Ko Aboo Bakr Kyon Kahã Jaatã Hai ? Musalmãnon Ke Pahle 'Khaleefah 'Hazrate Sayyidunã 'Siddeeqe Akbar رضی الله عنہ Kã Naam 'Abdullãh Aur Kunyat Aboo Bakr Thî. Mu'haddiseene Kiraam Ne is Kunyat Kî Do Mu'khtalif Wujoohãt…
'Khu'tbah Men 'Hazrate Aboo Bakr 'Siddeeq Ke Waalid Kã Naam Kyon Nahîn Liyã Jaatã Hai ?
Suwaal:
'Khulafaa e Raashideen Kã Naam 'Kbu'tbah Men Liyã Naatã Hai Neez 'Khaleefaye Dowam (islaam Ke Doosre 'Khaleefah 'Hazrate 'Umar Faarooqe A'azam), 'Khaleefaye Som (islaam Ke Teesre 'Khaleefah 'Hazrate 'Usmaan 'Ghanî), 'Khaleefaye Chahãrum (islaam Ke Chauthe 'Khaleefah 'Hazrate Maulã 'Alee) رضی الله عنہم اجمعین Ke Baap Kã Naam Liyã Jaatã Hai Aur 'Khaleefa e Awwal (islaam Ke Pahle 'Khaleefah 'Hazrate Aboo Bakr 'Siddeeq رضی الله عنہ) Ke Waalid e Maajid Kã Naam Kyon Nahîn Liyã Jaatã Hai ?
Jawaab:
Kisî Ke Baap Kã Naam is Liye Zikr Kiyã Jaatã Hai Ki Mu'khaa'tab Ko Us Sha'kh's Ke Ta-'ayyun Men Pareshãnî Na Ho is Liye Ki Ek Naam Ke Bahut Se Log Hote Hain, Aur Jab Kisî Sha'kh's Kã Laqab Yã Ta'khallu's Wa'ghairah Mash-hoor Wa Ma'aroof Bainan-Naas (Logon Ke Darmiyãn Mash-hoor) Hotã Hai To Us Laqab Yã Ta'khallu's Ke Ba'ad Baap Ke Zikr Kî 'Haajat Baaqî Nahîn Rah Jaatî.
Jab Yeh Qaa'yidah Ma'aloom Ho Gayã To Waaze'h Ho Ki 'Umar, 'Usmaan Aur 'Alee Naam Ke Bahut 'Sa'haabah, Taabi'yeen Aur Buzurgãne Deen Huye Hain, Agar 'Khu'tbah Men 'Khulafaa e Salaasah Ke Naam Ke Saath Unke Baap Kã Zikr Na Kiyã Jaaye To Saame'yeen Ko Shubah (Shak) Ho Saktã Hai Lekin “'Hazrate Aboo Bakr 'Siddeeq رضی الله عنہ” Men Aap Kã Laqab 'Siddeeq Aysã Mash-hoor Bainas Samã-i Wal Ar'd Hai Ki is Laqab Ke Zikr Kar Dene Ke Ba'ad Baap Ke Zikr Kî 'Haajat Baaqî Nahîn Rah Jaatî is Liye Ki Aboo Bakr Bahut Guzre Hain Magar Un Men Koyî 'Siddeeq Nahîn.
Lekin is Ke Baa-Wajood Agar Koyî 'Kha'teeb Un Ke Baap Aboo Qa'haafah رضی الله عنہ Kã 'Khu'tbah Men Naam Le To Bilã Shubah Jaayiz Hai Koyî 'Haraj Nahîn.
والله تعالٰی و رسوله الاعلٰی اعلم ﷻ و ﷺ ـ
Fatãwã Faizur Rasool J¹ P⁴²⁰
✍ Faqeehe Millat, Muftee
Jalaaluddeen A'hmad Amjadee
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
یہ تحریر اردو Urdu उर्दू مِیں ↶
https://whatsapp.com/channel/0029Va4xNTcBlHpj2ZXcdA3J/452
येह तह़रीर हिंदी Hindi ہندی में ↷
https://whatsapp.com/channel/0029Va4xNTcBlHpj2ZXcdA3J/451
Yeh Ta'hreer ᴿᵒᵐᵃⁿ ᵁʳᵈᵘ Men ↷
https://whatsapp.com/channel/0029Va4xNTcBlHpj2ZXcdA3J/450