🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
2.85K subscribers
69.6K photos
227 videos
257 files
8.82K links
یہاں روزانہ اسلامی تاریخ اور بزرگانِ دین و علمائے ربانیین کی تاریخ ولادت و تاریخ وفات اور دینی باتیں (فوٹو،پوسٹ) تاریخ اور مہینے کی مناسبت سے مع کتابوں کی لِنکس بھیجی جاتی ہیں
طالب دعا 🤲
محمد جمال الدین خان قادری رضوی عفی عنہ
🆔 @Muhammad_Jamaluddin_Khan
Download Telegram
kya internet ka istemaal jaiz hay aur mobile ka istimaal?

http://jamiaturraza.com/session/16June2009/25.mp3
Haal Hi Men Ek SMS Aap Ke Naam Se Jaari Kiya Gaya Hai Jis Men Likha Hai Ki " Jis Ke Mobile Ya Computer Men Meri Tasveer Ho Woh Meri Baiat Se Kharij Hai " Kya Ye Paigham Aap Ki Taraf Se Hai Yaa Kisi Ne Aap Ka Naam Lekar Aam Kar Diya Hai ?

http://jamiaturraza.com/session/14Oct12/8.mp3

حال ہی میں ایک ایس ایم ایس SMS آپ کے نام سے جاری کیا گیا ہے جس میں لکھا ہے کی " جس کے موبائل یا کمپیوٹر میں میری تصویر ہو وہ میری بیعت سے خارج ہے " کیا یہ پیغام آپ کی طرف سے ہے یا کسی نے آپ کا نام لے کر عام کر دیا ہے ؟

http://jamiaturraza.com/session/14Oct12/8.mp3

ह़ाल ही में एक एस एम एस SMS आप के नाम से जारी किया गया है जिस में लिखा है की " जिस के मोबाइल या कंप्यूटर में मेरी तस़्वीर हो वो मेरी बैअ़त से ख़ारिज़ है " क्या ये पैग़ाम आप की त़रफ़ से है या किसी ने आप का नाम लेकर आम कर दिया है ?

http://jamiaturraza.com/session/14Oct12/8.mp3
Hum ye jann na chahte hai k kya hum quran e pak ko ya islamic msg ko mobile me rakh sakte hain? agar rakh sakte hai to qurane pak wa hadis sharif ka ehteram kaise karein.

http://jamiaturraza.com/session/28Oct12/25.mp3
Mobile me quraan load ho awaz k sath sath dikhta bhi ho to iska istemal krna kysa?

http://jamiaturraza.com/session/13May12/21.mp3
agar Shuru Namaz me Mobile me call aaya or Silent ya Switched off karna bhul gye he to shuru namaz me Mobile ko bandh kar sakte he ?

http://jamiaturraza.com/session/11Mar12/9.mp3
Mobile NAMAZ padhne se pehle band karna ya silence karna bhul jaye aur NAMAZ ki halat me mobile ki ring bajay tou kya usko ek haath se bandh kar sakte hian?

http://jamiaturraza.com/session/04Oct09/13.mp3
Bachay ki Pedaish k baad ghar k kisi Buzurg ya kisi Aalim-e-Deen se Mobile k Zariye usay Azan Dilwa saktay hain?

http://jamiaturraza.com/session/01Nov09/25.mp3
AlaHazrat Alaihir RaHma ne Fatawa Razawiyyah mein Tasaweer ki hurmat par poora Risala likha magar lougon ne apny Mobiles aur Computers mein Unki Tasweer (Asli ya Jhooti) rakhi hui hay. Aisay lougon k liye Hazrat kch Naseehat farma dein!

http://jamiaturraza.com/session/07Feb10/24.mp3
kya mobile me naat sharif ki ring tone rakh shakte hai aor kayi log mana karte hai ke ye nahi rakhna chayae to pls jara tafseer se bataye?

http://jamiaturraza.com/session/21Feb10/33.mp3
Mobile ya Computer se dekh kar Quran Sharif k Tilawat ki ja sakti hay.

http://jamiaturraza.com/session/31July11/26.mp3
Agar wuzu na ho tou Mobile ya Computer jis mein Quran Sharif hay usay choo saktay hain?

http://jamiaturraza.com/session/31July11/28.mp3
main kaam par jate waqt or wapas ate wqat gaarhi main quran ki tilawat sunta ho mobile headphone ke zarye. aksar meri ankh lag jati hai aur quran ki tilawat chalti rahti hai to kiya is surat main Quran ki behurmati ka mujh par gunah hoga?

http://jamiaturraza.com/session/30May10/25.mp3
jo salaam mobile ya email k zareye apne musalman bhai ko hum bhejte hain kya uska jawab dena wajib hai

http://jamiaturraza.com/session/29Aug10/12.mp3
Hazrat ye mobile par jo Qur'aani Ayaten aati hai bahut se log kahte hain k ise delete na kiya jaye aur Hadees ka hawala dete hain k Huzur Alaihissalam ne farmaya k aakhir waqt me log Qur'aan ko mitaein ge. is ki kya haqeeqat hai?

http://jamiaturraza.com/session/29Aug10/21.mp3
Aaj kal Mobile par Quran Pak ki ayatain aur Hadis Sharif sms kiye jatay hain. Kia unhain apnay Mobile se delete kia ja sakta hay?

http://jamiaturraza.com/session/30May10/28.mp3
MOBILE PHONE PER NAJASAT E GHALIZA LAG JAE TO KIS TARAH PAK KIYA JAE. PANI KE ISTIMAL SE MOBILE KHARAB HONE KA ANDESHA HAI?

http://jamiaturraza.com/session/12Sept10/35.mp3
mobile phone aur computer me wallpaper ko koi dargah ya gumbadh ki photo set karna kaisa hai?

http://jamiaturraza.com/session/7Nov10/16.mp3
Mobile par Quran Sharif ki koi Aayat ya Tarjama parrhnay k liye Wuzu karna zaroori hay?

http://jamiaturraza.com/session/29May11/15.mp3
Kya mobile me naate pak sunna sahi hay aur quraane pak sunna mobile se kesa hay?
http://jamiaturraza.com/session/9Mar14/19.mp3
Mobile me jo aazan record hoti kya qabar wale ko wo suna sakte hen.
http://jamiaturraza.com/session/4May14/31.mp3