🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
2.85K subscribers
69.6K photos
227 videos
257 files
8.82K links
یہاں روزانہ اسلامی تاریخ اور بزرگانِ دین و علمائے ربانیین کی تاریخ ولادت و تاریخ وفات اور دینی باتیں (فوٹو،پوسٹ) تاریخ اور مہینے کی مناسبت سے مع کتابوں کی لِنکس بھیجی جاتی ہیں
طالب دعا 🤲
محمد جمال الدین خان قادری رضوی عفی عنہ
🆔 @Muhammad_Jamaluddin_Khan
Download Telegram
KIYA INTERNET KI WEBSITES PAR QURANI AYAAT DAAL SAKTAY HAIN?

http://jamiaturraza.com/session/28Jul13/19.mp3
quran ko bagair wazu choona haraam hai ... ek sahab ne kaha ki bagair wazu bhi choo sakte ho magar sirf sadgi ko. uske harfo ko nahi rehnumai frmain

http://jamiaturraza.com/session/16Jun13/23.mp3
Us shakhsh pr kia hokum ho ga jo paisay lay kr shia aur gair muslimo ky murday kay liay Quran sharif parrh kr uskay liay dua karta ho?

http://jamiaturraza.com/session/2Sep12/10.mp3
meri dukan me ek hafiz sahab rozana aakar qurane paak ki tilawat karte he is ke ivaz me unhe 300 Rs, mahana tankhwa deta hu to kiya shariyat ki roshni me mera ye amal jaiz he or mera hafiz sahab ko paisa dena or hafiz sahab ka bakhusi paisa kabul karna jaiz hay

http://jamiaturraza.com/session/12May13/9.mp3
Nijat wala firqa konsa hai quran aur aqwale NABI sey bta ker mamnoon fermaien۔

http://jamiaturraza.com/session/19May13/22.mp3
Kiya Tasbih Ke Danon Ka Quran-E- Karim Par Rakhna Jayez Hai?

http://jamiaturraza.com/session/7Aug11/4.mp3
haiz ka khoon jaree honey sey 2-3 din pehle ratoobat surkh rang ki ho jatee hey kiya inn 2-3 dino mey namaz quran parh sakte hey?

http://jamiaturraza.com/session/16Jun12/8.mp3
Huzur kuch logon ka kehna hay ki taaveez me quran ki ayat paper par likhte hyn isliye taviz gale me dal kar gusul khane me na jana chahiye aur taviz pehan kar nahana bhi nahi chahiye ye sarasar be-adabi hay. kya ye durust hay?

http://jamiaturraza.com/session/31Dec12/5.mp3
jis tarah kisi qurani aayat ka inkaar kufr hai kya isi tarah kisi hadees ka inkaar bhi kufr hai?

http://jamiaturraza.com/session/31Dec12/9.mp3
quran e pak huzoor ki naat hay. Jab kay is may pichli ummatoon ka tazkira bhi hay aur azaab ki ayat bhi. Wazahat farma di jiyaye.

http://jamiaturraza.com/session/26April09/1.mp3
Rawani mein Quran Sharif parrhtay huay agar Sura Tauba se pehlay bhi Bismillah Sharif parrh li tou kia phr se tilawat shuru karni hoga ya iss ka koi kaffara hay?

http://jamiaturraza.com/session/26April09/18.mp3
Aik Jalsa jis mein Musalman, Sikh, Isai sub shirkat karein aur Ibtida mein Quran Sharif ki Tilawat aur Naat Sharif k sath sath deegar mazahib k loug bhi apnay apnay mazhabi geet gaaen aur iss jalsay ka maqsad Islam ki taraf se Aman aur bhai-chaaray ka Pegham dena ho tou iss mein shirkat karna kesa aur Iss ka In'iqad karnay walon par kia hukm-e-shara' hay?

http://jamiaturraza.com/session/9Oct11/4.mp3
Syeduna Ibrahim Alihis Salam k walid kon hain? Bad-Mazhab ye Daleel detay hain k "Azar" ko Quran Sharif mein sarahatan Ibrahim Alaihis Salam ka Baap bataya gaya hay tou Sarkar Alaihis Salato wasSalam k Walidain bhi Kafir ho saktay hain aur iss mein Sarkar ki Shan mein koi Tanqees nahin (Ma'azAllah). Rahnumai farmaen.

http://jamiaturraza.com/session/9Oct11/6.mp3
AbuDawood Sharif mein hadis ka mafhoom hay jis ne Gayrullah ki Qasam khai wo Mushrik hay jub k bahar-e-Shariatk bab 9 mein isay makrooh likha hay. Nayz Quran Sharif mei bhi Sarkar k Shehar, Kalam aur Baqa ki Qasam yad farmae gaee. Rahnumai farmaiye

http://jamiaturraza.com/session/17May09/8.mp3
HAZRAT KYA PHONE ME QURAN MAJEED ADAB SE SUNNE SE SAWAB MILEGA?

http://jamiaturraza.com/session/31Mar13/6.mp3
Meri Ammi non Muslim se Muslim hui aur Quran Gujrati main padti hai kya ye Sahi hai ?

http://jamiaturraza.com/session/31Mar13/2.mp3
Kya Farmatey Hain Huzur Taajushshariah iss masle par ke kiyaQuran Shareef ki ayat e Mubarika aur Hadees shareef aur Huzur Aalahazrat alaihirahma ke naatiya ash’aar Darje main barabar hai yani agar kisi ko ayat e quraaniya yaad na ho to Aalahazrat ke ashaar padh le uski Barkatein utni hi hogi?

http://jamiaturraza.com/session/10Feb13/1.mp3
Chaltay phirtay bay wuzu aur chappal pehnay howay Quran sharif ki tilawat jaiz hogi?

http://jamiaturraza.com/session/150209/17.mp3
Quran sharif prhanay sy pehlay madaris may qaida prahaya jata hy jo mukhtalif maktabay walay print krwatay hain jaisay Baghdadi qaida/noorani qaida/Madni qaida/ Rehmani qaida. Kia unkay prhanay may koi harj hy ya direct Quran sharif hi shru karna chahiay?

http://jamiaturraza.com/session/17Feb13/9.mp3
kya quraan bina wuzu choo sakte hain aur Kya quran gair muslim ko de sakte hain?

http://jamiaturraza.com/session/15Jan12/11.mp3
Quran e paak ke sare sajde agar ek sath kiye jaen to kya ek sajda kam kiya jata hai?

http://jamiaturraza.com/session/12Aug13/2.mp3