🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
21-10-1443 ᴴ | 23-05-2022 ᴱ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
22-10-1443 ᴴ | 24-05-2022 ᴱ
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
❤1👍1
Forwarded from 🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹 (محمد جمال الدين خان قادری)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
❤1👍1
🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
22-10-1443 ᴴ | 24-05-2022 ᴱ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
22-10-1443 ᴴ | 24-05-2022 ᴱ
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
❤1👍1
Forwarded from 🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹 (محمد جمال الدين خان قادری)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
❤1👍1
Forwarded from Abde Mustafa Organisation
जो क़ौम शादी के खाने के लिये इतनी परेशान है...
अल्लामा ख़ादिम हुसैन रज़वी रहीमहुल्लाहु त'आला फरमाते थे के शादी के मौक़े पर जब लोग रोटी खाने लगते हैं, जब वो हालत मैं देखता हूँ (के लोग उसकी तरफ लपकते हैं) तो सोचता हूँ के ये निज़ामे मुस्तफ़ा ﷺ लायेंगे?
जंगे यरमूक में हज़रते इकरिमा रदीअल्लाहो त'आला अन्हो बेहोश पड़े थे, उन्होंने कहा पानी चाहिये, साथ बेटा भी बेहोश पड़ा था, हज़रते इकरिमा कहने लगे बेटा पानी दे, हज़रते अम्र बिन इकरिमा ने पानी दिया वहां चाचा बोल पड़े भतीजे मैं भी प्यासा हूँ वो भी बेहोश हो कर गिर पड़े, उन्होंने उन्हें पानी दिया फिर एक और सहाबी ने आवाज़ लगाइ... सात सहाबा तक पानी पहुंचा, किसी एक ने भी ना पिया, सब शहीद हो गये!
हम जिन को मानते हैं वो तो ऐसे थे के जाते जाते भी दुसरो को कहा तुम पानी पियो (लेकिन आज शादियो में) जब रोटी खुलती है तो महसूस होता है के रोटी हमने कभी देखी ही नहीं है, मुसलमान की तो ये शान ही नहीं है, मुसलमान के सामने तो सोना भी पड़ा हो तो वो उसकी तरफ देखेगा भी नहीं।
हज़रते नोमान बिन मुक़रीन यज़्दगिर्द (ईरान के बादशाह) के दरबार में गये तो उनका बिछा हुआ रेशम तलवार से काट दिया, सोने की कुर्सी पर बैठे तो जब देखा सोने की है तो खड़े हो गए, वो सब हंस पड़े, यज़्दगिर्द भी और उसके मुशीर भी, कहने लगे आपने कभी सोना नहीं देखा? हमने तो आपके ऐज़ाज़ के लिये सोने की कुर्सी बिछाइ है।
हज़रते नोमान फटी हुइ पगड़ी, फटे हुए कपड़े, तलवार को दंदाने पड़े हुए थे लेकिन आप ने सुपर पावर बादशाह के सामने बैठ कर फरमाया के मैं इसलिये नहीं उठा के मैंने सोना नहीं देखा बल्कि हमारे हुज़ूर ﷺ ने सोने के इस्तेमाल से मना फ़रमाया है, इसलिये खड़ा हो गया हूँ, बाक़ी रह गइ सोने की बात तो हमारे आक़ा व मौला ﷺ ने सोना और मिट्टी हमारी आँखों में बराबर कर दिया है।
(वाक़ियात -ए- सीरतुन नबी, अल्लामा ख़ादिम हुसैन रज़वी)
अल्लामा ख़ादिम हुसैन रज़वी चुंकि पाकिस्तान के हैं तो उन्होंने शादियों में रोटी के बारे में ऐसा लिखा है, हमारे हिंदुस्तान में ऐसा गोश्त के टुकड़ो, पापड़, ज़र्दा और मिठाइ वगैरा को ले कर होता है के मुसलमान एक दूसरे पर टूट पड़ते हैं और ना मिलने पर शिकायतो के पुल बाँध देते हैं, अब जो क़ौम शादी में खाने के लिये इतनी परेशान हो तो उनसे निज़ामे मुस्तफ़ा क़ाइम करने की उम्मीद भला कैसे की जा सकती है.
अ़ब्दे मुस्तफ़ा ऑफिशियल

👍1
Forwarded from Abde Mustafa Organisation
Jo Qaum Shadi Ke Khane Ke Liye Itni Pareshan Hai...
Allama Khadim Husain Razvi Rahimahullahu Ta'ala Farmate The Ke Shadi Ke Mauqe Par Jab Log Roti Khane Lagte Hain, Jab Wo Haalat Main Dekhta Hoon (Ke Log Uski Taraf Lapakte Hain) To Sochta Hoon Ke Ye Nizame Mustafa ﷺ Layenge?
Junge Yarmook Mein Hazrate Ikrima Radiallaho Ta'ala Anho Behosh Pade The, Unhone Kaha Paani Chahiye, Saath Beta Bhi Behosh Pada Tha, Hazrate Ikrima Kehne Lage Beta Paani De, Hazrate Amr Bin Ikrima Ne Paani Diya Wahan Chacha Bol Pade Bhatije Main Bhi Pyaasa Hoon Wo Bhi Behosh Ho Kar Gir Pade, Unhone Unhein Paani Diya Phir Ek Aur Sahabi Ne Aawaz Lagai... Saat Sahaba Tak Paani Pahuncha, Kisi Ek Ne Bhi Na Piya, Sab Shaheed Ho Gaye!
Hum Jin Ko Maante Hain Wo To Aise The Ke Jaate Jaate Bhi Dusro Ko Kaha Ke Tum Paani Piyo (Lekin Aaj Shadiyo Mein) Jab Roti Khulti Hai To Mahsoos Hota Hai Ke Roti Humne Kabhi Dekhi Hi Nahin Hai, Musalman Ki To Ye Shaan Ji Nahin Hai, Musalman Ke Saamne To Sona Bhi Pada Ho To Wo Uski Taraf Dekhega Bhi Nahin
Hazrate Noman Bin Muqrin Yazdgird (Iran Ke Baadshah) Ke Darbar Mein Gaye To Unka Bichha Hua Resham Talwar Se Kaat Diya, Sone Ki Kursi Par Baithe To Jab Dekha Sone Ki Hai To Khade Ho Gaye, Wo Sab Hans Pade, Yazdgird Bhi Aur Uske Musheer Bhi, Kehne Lage Aapne Kabhi Sona Nahin Dekha? Humne To Aapne Aizaz Ke Liye Sone Ki Kursi Bichhai Hai
Hazrate Noman Phati Hui Pagdi, Phate Hue Kapde, Talwar Ko Dandane Pade Hue The Lekin Aap Ne Super Power Badshah Ke Saamne Baith Kar Farmaya Ke Main Isliye Nahin Utha Ke Maine Sona Nahin Dekha Balki Humare Huzoor ﷺ Ne Sone Ke Istemal Se Mana Farmaya Hai, Isliye Khada Ho Gaya Hoon, Baaqi Reh Gai Sone Ki Baat To Humare Aaqa Wa Maula ﷺ Ne Sona Aur Mitti Humari Aankho Mein Barabar Kar Diya Hai
(Waqiyaat -e- Seeratun Nabi, Allama Khadim Husain Razvi)
Allama Khadim Husain Razvi Chunki Pakistan Ke Hain To Unhone Shadiyo Mein Roti Ke Baare Mein Aisa Likha Hai, Humare Hindustan Mein Aisa Gosht Ke Tukdo, Papad, Zarda Aur Meethai Waghaira Ko Le Kar Hota Hai Ke Musalman Ek Dusre Par Toot Padte Hain Aur Na Milne Par Shikayato Ke Pul Baandh Dete Hain, Ab Jo Qaum Shadi Mein Khane Ke Liye Itni Pareshan Ho To Unse Nizame Mustafa Qaaim Karne Ki Ummeed Bhala Kaise Ki Ja Sakti Hai
Abde Mustafa Official

👍2