🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
20-10-1443 ᴴ | 22-05-2022 ᴱ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
21-10-1443 ᴴ | 23-05-2022 ᴱ
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
❤2👍1
Forwarded from 🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹 (محمد جمال الدين خان قادری)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
❤1👍1
🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹
21-10-1443 ᴴ | 23-05-2022 ᴱ ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
21-10-1443 ᴴ | 23-05-2022 ᴱ
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
❤3👍1
Forwarded from 🌹 اسلامی معلومات عامہ 🌹 (محمد جمال الدين خان قادری)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
❤1👍1
Forwarded from Abde Mustafa Organisation
हुज़ूर के दंदान पर कौन सा पत्थर लगा? - एक बे अस्ल रिवायत
एक रिवायत इस तरह बयान की जाती है कि हुज़ूर ﷺ के पाऊँ मुबारक बहुत कियाम करने से वरम कर जाते थे तो आप पत्थर को आग पर गर्म कर के उस से पाए मुबारक सेंकते थे तो पत्थर ने खुदा से शिकायत की कि तेरा रसूल अपने नफ़ा के वास्ते मुझे तकलीफ़ देता है तो ख़ुदा ने पत्थर से कहा कि मै तेरा इवज़ लूँगा फिर उस पत्थर को उहुद के पहाड़ पर फिंकवा दिया, जब आप जंगे उहुद में गए और एक हब्शी ने पत्थर उठा कर आपको मारा जिस से आपका दंदान शहीद हो गया, ये वही पत्थर था, इस तरह खुदा ने बदला लिया।
अल्लामा हशमत अली ख़ान रज़वी रहीमहुल्लाहु त'आला इसके मुताल्लिक़ लिखते हैं कि ये नापाक कलिमा में हुज़ूर सय्यिदुल अम्बिया ﷺ की सख़्त तौहीन है और हुज़ूर ﷺ की तौहीन करने वाला काफ़िरो मुरतद लाइके अज़ाबे अशद है।
(फ़तावा हशमतिया, सफ़हा 268)
अब्दे मुस्तफ़ा ऑफ़िशियल

Huzoor Ke Dandan Par Kaunsa Patthar Laga? - Ek Be Asal Riwayat
Ek Riwayat Is Tarah Bayaan Ki Jaati Hai Ke Huzoor ﷺ Ke Paaon Mubarak Bahut Qiyaam Karne Se Waram Kar Jaate The To Aap Patthar Ko Aag Par Garam Kar Ke Usse Paaye Mubarak Senkte The To Patthar Ne Khuda Se Shikayat Ki Ke Tera Rasool Apne Nafa Ke Wasite Mujhe Takleef Deta Hai To Khuda Ne Patthar Se Kaha Ke Main Tera Iwaz Lunga Phir Us Patthar Ko Uhud Ke Pahaad Par Phinkwa Diya, Jab Aap Junge Uhud Mein Gaye Aur Ek Habshi Ne Patthar Utha Kar Aapko Maara Jisse Aapka Dandaan Shaheed Ho Gaya, Ye Wahi Patthar Tha, Is Tarah Khuda Ne Badla Liya
Allama Hashmat Ali Khan Razvi Rahimahullahu Ta'ala Iske Mutalliq Likhte Hain Ke Ye Napaak Kalima Mein Huzoor Sayyidul Ambiya ﷺ Ki Sakht Tauheen Hai Aur Huzoor ﷺ Ki Tauheen Karne Waala Kaafiro Murtad Laaiqe Azaabe Ashad Hai
(Fatawa Hashmatiya, Safa268)
Abde Mustafa Official