This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
⚘⚘ خوش خبری ⚘⚘
حضور تاج الشریعہ علیہ الرحمہ کی
حیات و خدمات پر مشتمل اینڈرائِڈ ایپ
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.noorisys.tajushshariah
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
Join : → @Soft_And_Techs

Q&A with Mufti Akhtar Raza ⬇️
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.thesunniway.qanda
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
Join : → @Soft_And_Techs
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
Jᴏɪɴ : @islaamic_Knowledge

Q&A With Mufti Akhtar Raza ⬆️
🎙 इण्टरनेट पर ह़ुज़़ूर ताजुश्शरीअ़ः ह़ज़़रत
अ़ल्लामा मुफ़्ती मुह़म्मद अख़्तर रज़़ा ख़ान
क़ादिरी अज़हरी رَحـمَـةُ الـلّٰـهِ عَـلَـیه से पूछे गये
तमाम सवालात के जवाबात अॉडियो में ह़ास़िल
करें सर्च अॉपशन के साथ ‼ सेंड भी कर सकते
हैं मैसेज की शक्ल में लिंक के साथ सेंड होगा‼
और आप अॉनलाइन सुन भी सकते हैं 🎙 ⬆️
🎙 اِنٹر نیٹ پر حضور تاج الشریعہ حـضـرت
علامہ مفتی محمد اختر رضا خان قادری ازہری
عَـلَـیهِ الرَّحمَه سے پوچهے گـئے تمام سوالات کے
جوابات آڈِیُو میں حاصِل کـریں سرچ آپشن کـے
ساتھ ‼ سینڈ ( بهیج ) بهی سکتے ہیں SMS
کی شکل میں لِنک کے ساتھ سـینڈ ہُوگا ‼ اور
آپ آن لائِن سُن بهی سکتے ہیں ایپ ¹.⁸mb ⬆️

💢 BROADCAST MSG💢
*♻PART 01*
*➡ASHURAH KI FAZILAT*
Irshad e Bari Ta'ala Hai :- Beshak Mahino Ki Ta'daad Allah Ke Nazdik 12 Hai التوبتہ) ۳۶)
In Men 4 Mahine Hurmat Wale Hain Aur Moharram Bhi Allah Ke Nazdik Hurmat Wala Mahina Hai - isi Moharram ki 10 vin tarikh ko A,ashurah kaha jata hai ' A'ashura ke din Ki Ata'ato Ibadat Ka Ajr e Azim Muqarrar Kar Rakha hai -
Nabi e Karim ﷺ Ne A'ashura Ke Roze Ki Ye Fazilat Zikr Farmai Hai Ke Is Ke Badle Allah Ta'ala Sabiqa (pichhle) Ek Sala Gunahon Ko Muaaf Farma Deta Hai Aur Arfa Ke Roze Ke Badle Ek Sal Guzashta Aur Ek Sal Aaindah Ke Gunah Muaaf Kar Diye Jate Hain _ (مسلم ۲۷۴۷)
Abu Nasar Apne Walid Ki Sanad Se Mujahid Se Woh Ibne Abbas Se Riwayat Karte Hain Ke Allah Ke Rasool ﷺ Ne Irshad Farmaya :
Jis Ne A'ashura Ka Roza Rakha Use 10 Hazar Shahido'n 10 Hazar Hajiyo'n Aur Umra Karne Walon Ke Barbar Sawab Diya Jaega -
Jis Ne A'ashura Ke Din Kisi Yatim Ke Sar Par Dast e Shafqat (pyar se hath Rakha ) Rakha Allah Ta'ala Us Yatim Ke Har Bal Ke Ewaz Us Ke Liye Jannat Men Ek Darja Buland Farmaega -
Jis Ne A'ashura Ka Ek Roza Khulwaya Us Ne Goya Puri Ummat e Mohammad ﷺ Ka Roza Iftar Karwaya Aur Sab Ko Pet Bhar Khana Khilwaya _
Sahaba Ne Arz Ki Ae Allah Ke Rasool ﷺ ! Allah Ta'ala Ne Is Din Ko Tamam Par Fazilat Bakhshi Hai ?
Farmaya :- han ! Allah Ta'ala Ne Us Din Asman Paidah Kiye ' Pahaad Banae ' Samundar Paidah Kiye ' Isi Din Qalam Aur Loh e Mahfuz Ko Paidah Kiya ' Aadam علیہ السلام Ko Paidah Kiya Aur Isi Din Unhe Jannat Men Dakhil Kiya ' Isi Din Ibrahim Paidah Huwe Aur Isi Din Unhe Farzand Yani Bete Ke liye Fidya (zabiha)Diya Gaya ' Aur Isi Din Firaun Garq Huwa ' Ayyub علیہ السلام Ko Shifa Mili Aadam علیہ السلام Ki Taubah Qubool Huwi ' Dawood علیہ السلام Ka Gunah Muaaf Huwa Isa علیہ السلام Paidah Huwe Aur Isi Din Qayamat Qaaim Hogi '
📕غنیتہ الطالبین ۴۴۴ ۴۴۵
*Continue...*
Telegram Group
https://t.me/joinchat/AAAAAEDaI6J4xMksXnyAPA

Telegram
PYARE NABIﷺKI PYARI BAATEIN GROUP
Is group me daily hadees Mubarak aur Sawal o jawab send kiye jate hai.
Tamam ulmaye karam ke liye gaye bayans aur sawal jawab audios aur vedios.
https://telegram.me/joinchat/CraHrUDaI6JY31eaXnyAPA
Tamam ulmaye karam ke liye gaye bayans aur sawal jawab audios aur vedios.
https://telegram.me/joinchat/CraHrUDaI6JY31eaXnyAPA
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
💢 BROADCAST MSG💢
*" YOUME ASHURA KE KUCH AA'MAL "*
10 SPECIAL POST :- PART 02
*A'ASHURA KE DIN KI NAFAL NAMAZEÑ*
*4 :-* Muharram ke Aashura ko Suraj Buland Hone ke Ba'ad (Taqreeban 9 am.Subah) 2 Raa'kat Namaz Nafal Ada kreñ _ Har Rakat me ALHAMDU LILLAH Ke Baad Jo Bhi Sura Yaad ho Padhe Behad O beandaaza Sawab Payenge
(📘 راحت القلوب)
*5 :-* Aashura ko Gusal karke 2 Rakat Namaz Nafal Is Tarah Padhe ke Har Rakat me ALHAMULILLAH Ke Baad Sura IKHLAAS Das Baar Padhe Aur Salam ke Baad Ek martaba AAYAT-UL-KURSI Aur 9 Baar DUROOD-E-IBRAAHEEMI Padhe UmaR me Kher O Barkat wa Zindgi me Falah O Ne'amat Hasil Hogi..
*6 :-* Ashurah Ki Raat Me Char Rakat Namaz Nafl Is Tarkeeb Se Pade Ki Har Rakat Me Alhamdu Ke Baad Aayatalkursi Ek Baar Aur Sureh Ekhlas ( Kul Huwallahu Ahad ) Teen Bar Pade. Aur Namaz Se Farig Ho Kar 100 MARTABA Kul Huwallah Ki Sureh Padhe. Gunaho Se Paak Hoga Aur Jannat Me Be Intehan Ne'amate Milengi.
*( 📖 JANNATI ZAEER )*
*_topic Jaari hai....._
Telegram group

10 SPECIAL POST :- PART 03
*ASHURA KE ROZON KE FAZAAIL*
_Maahe Ramzan Ke Roze Ke Baad Sabse Zyada Sawab Muharram Ke Rozo Ka Bhi Hai. Is Post Me Muharram Ke Rozo Ki Fazilat Hadees Ke Hawalo Se Bayan Ki Gayi Hai. Muharram Ki 9vi Aur 10vi Tarikh Ke Roze Rakhne Ki Koshish Kare Aur Sawab E Daarain Hasil Kare._
*Hadees 01:-* Hazrate Abduallah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Jab RasoolALLAH صلى الله عليه وسلم Madinah Al Munawwara Me Jalwa Afroz Huye Toh Yahudiyon Ko Dekha Ki Ashura Ke Din Ka Roza Rakhte Hai.
Logo Ne Un Se Poocha Ki Kyun roza Rakhte Hai?
Toh Unhoney Kaha Ki:
“Yeh Wo Din Hai Jab ALLAH Ta’ala Ne Hazrate Moosa Alaihi Salam Aur Bani Israeel Ko Firoun Par Galba(Victory) Diya Isliye Aaj Hum Rozedar Hai, Iski Taazeem Ke Liye”
Toh RasoolALLAH صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya:
“Hum Tum Se Zyada Dost Hai Aur Kareeb Hai Moosa Alaihi Salam Ke, Phir AAP صلى الله عليه وسلم Ne Huqm Diya Iss (10 Muharram) KE Rozey Ka”.
*📕(Jamia Al Tirmizi – Hadees: 70, Book: 8, Hadees :59, Eng Ref. - Vol: 2, Book: 3, Hadees: 740)*
*📗(Sunan Ibn Majah – Jild:1, Book:7, Hadees: 1738. Arabic Ref. – Book: 7, Hadees: 1810)*
*📘(Sahih Bukhari – Hadees: 3943, Book: 63, Hadees: 168. Eng Ref. – Vol: 58, Hadees: 279)*
*_topic Jaari hai....._*

10 SPECIAL POST :- PART 04
*ASHURA KE ROZON KE FAZAAIL*
*Hadees 02* Hazrat E Abu Hurairah رضي الله عنه Riwayat Farmate Hai Nabi E Kareem صلى الله عليه وسلم Irshaad Farmate Hai Tamaam Rozo Mei Afzal Ramzan Ke Baad Muharram Ke Roze Hai Aur Baad Namaz E Farz Ke Tahajjud Ki Namaz Hai.
*📙(Muslim Shareef - Jild: 3, Hadees: 2755)*
*Hadees 03* hades E Mubarak Ka Mafhoom Hai ke Nabi-E-Kareem صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya:“Moharram Ke Har Din Ka Roza Ek Mahiney Ke Barabar Hai.”
*📔(Tabraani Fissageer – Jild: 2, Safa: 158)*
*HADES 04* Hadees E Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrat e Sayyeduna Abduallah Ibn Abbas رضي الله عنه Farmate Hai “Maine Nabi-E-Kareem صلى الله عليه وسلم Ko Kisi Din Ke Rozey Ka Aur Din Ki Fazilat De Kar Justuju Farmate Na Dekha Magar Yeh Ki Ashura Ka Din Aur Yeh Ki Ramzan Ka Mahina
*📒(Sahih Bukhari – Jild:1, Safa: 657, Hadees: 2006)*

*10 SPECIAL POST :- PART 05*
*ASHURA KE DIN HAME KYA KARNA CHAHIYE...*
Ashura Ke Din Das Cheezo Ko ulma Ne Mustahab Likha Hai. Baaz Aalimo Ne Inko Irshade Nabvi Kaha Hai Aur Baaz Ne Hazrat Ali Radiallah Anhu Ka Koul Bataya hai. Baharhaal Yah Sab Acche Aamal hai Lihaza Inko Karna Chahiye.
*(1)* Roza Rakhna
*(2)*Sadka Karna
*(3)* Namaz E Nafl Padhna
*(4)* _Ek Hazar Martaba Kul Huwallah Padhna_
*(5)*Ulma Ki Ziyarat Karna
*(6)*Yateem Ke Sar Par Hath Ferna
*(7)* _Apne Baal Baccho Ke Rizk Me Wus'at Karna_
*(8)* Gusl Karna
*(9)* Surma Lagana
*(10)* Naakhun Tarashna.
Aur Baaz Kitabo Me Likha hai Ki In Dass Cheezo Ke Elava Teen Cheeze Aur Bhi Mustahab Hai-
*(1)*Mareezo Ki Bemaarpurshi
*(2)* Dushmano Se Milaap Karna
*(3)* Dua E Ashura Padhna
Hazrat Abdullah Bin Mas'ood Sahabi Radiallahu Anhu Kahete Hai Ki Rasool Allah صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ne Farmaya Ki Jo Shakhs Ashura Ke Din Apne Baal Baccho Ke Khane Peene Me Khub Zyada Faraakhi Aur Kushadgi Karega Yani Zyada Khana Taiyar Kara Kar Khub Bhar Pet Khilaega Allah Ta'ala Saal Bhar Tak Uske Rizk Me Wus'at Aur Khair Wa Barkat Ataa Farmaega.
*📖(Maa'Sabat Minassunnah)*
*( 📚 Jannati Zevar )*

Aashura ka bayaan :
♦♦♦♦♦♦♦
Aashura ki Fazeelat :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Is mubarak din me ALLĀH ta’ala ki qudrat aur ne’amat ki bahot si badi badi nishaaniya zaahir hui.
(1) Isi din arsh wa kurshi, loh wa qalam, aasman wa zameen, chaand wa sooraj, aur sitaare aur jannat banaaye gaye.
(2) Isi din sab se pehli aasman se zameen par baarish hui.
(3) Isi din Hazrat Ādam alaihis salaam ki tauba qabool hui.
(4) Isi din Hazrat Idrees alaihis salaam aasmaan par uthaye gaye.
(5) Isi din Hazrat Nooh alaihis salaam ki kashti toofaan ke baad salaamati ke saath Zoodi pahaad par pahunchi.
(6) Isi din Hazrat Ibrāheem alaihis salaam ki wilaadat hui.
(7) Isi din Hazrat Ya’aqoob alaihis salaam ki apne bete Hazrat Yousuf alayhis salam se mulaqaat hui.
(8) Isi din Hazrat Younus alaihis salaam machli ke pait se najaat mili.
(9) Isi din Hazrat Ayyoob alaihis salaam ki takleef door ki gai.
(10) Isi din Hazrat Yousuf alaihis salaam gahere kuwe se nikaale gaye.
(11) Isi din Hazrat Moosā alaihis salaam ko Fir’aun se najaat mili aur Fir’aun apne laskar samet dariya me gharq ho gaya.
(12) Isi din Hazrat Daawūd alaihis salaam ki lagzish muaf hui.
(13) Isi din Hazrat Sulaimaan alaihis salaam ko jinn wa insaan par hukoomat ata hui.
(14) Isi din Hazrat Eisā alaihis salaam ki wilaadat hui aur isi din aasmaan par uthaaye gaye.
(15) Isi din Huzoor Muhammad Mustafa sallallāhu alaihi wa sallam ne elaan e nabuwwat kiya.
(16) Isi din Hazrat Imaam Husain ibn Ali radi-Allāhu ta’ala anhu aur Aap ke jaan nisaar saathiyo ne maidaan e Karbala me 3 din ke bhooke pyaase rehkar Islaam ki hifaazat ke liye jaam e shahaadat nosh farmaaya.
(17) Isi din qayaamat aayegi.
♦ Is mubarak din me mo’min ki Ibaadat qubool hoti hai, Tauba qubool hoti hai, Dua qubool hoti hai.
Is liye hume chaahiye ke is din ko sahi tareeqe se ibaadate ilāhi karne me guzaare aur sachi tauba karen aur tamaam mo’mino ke liye dua e khair karen.
******************
Hadees e Nabawi :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
(1) Jo shakhs Aashoora ke roz Ghusl kare to kisi Marz me mubtala na hoga siwa e marz e Maut ke .
(2) Jo shakhs Aashoora ke roz Asmad ka Surma aankho me lagaye to us ki aankhen kabhi nahi dukhengi.
(3) Jo koi Aashoora ke din apne Ahl o ayaal par Nafqa me wus’at karega to ALLĀH ta’ala us par pura saal wus’at farmayega.
(4) Jo Shakhs Aashoora ke din Yateem ke sar par haath pherega to ALLĀH ta’ala us ke liye Yateem ke sar ke har baal ke badle ek ek darja Jannat me Buland farmayega .
******************
♦ Aashoora ke din Ghusl karna, miswaak karna, khushboo lagaana, aankho me surma lagaana aur achha khaana pakakar khaana aur kasrat se Khairaat karna aur miskeeno aur yateemo ko madad karna Sunnat hai.
******************
♦ Shab e Aashoora ki Ibaadat :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
(1) 2 Rak’at namaaz padhen.
Har rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 3 martaba Surah al-Ikhlaas padhen.
In sha’ Allāh ALLĀH ta’ala is namaaz ko padhne wale ki qabr ko qayaamat tak roshan farmaega.
(2) 4 Rak’at namaaz ek salaam se padhen.
Har rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 50 martaba Surah al-Ikhlaas padhen.
(3) 4 Rak’at namaaz ek salaam se padhen.
Har rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 1 martaba Aayatul Kursi aur 3 martaba Surah al-Ikhlaas padhen.
Namaaz ke baad baithkar 100 martaba Surah al-Iklaas padhen.
(4) 8 Rak’at namaaz 2-2 karke padhen.
Har rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 25 martaba Surah al-Ikhlaas padhen.
Phir baithkar 70 baar ‘Astaghfaar’ aur 70 baar Durood shareef padhen.
♦ Yaum e Aashoora ki Ibaadat :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
(Is ka waqt 10wi Muharram ko Tuloo’ e aaftab ke 20 minute baad se Zawaal shuru hone se pehle tak hai.)
(1) 2 Rak’at nafl Tahyatul Wuzu padhen.
Pehli rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 3 baar Surah al-Kaafirun aur Dusri rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 3 baar Surah al-Ikhlaas padhen.

Pehli rak’at me Surah al-Faatiha ke baad Surah ad-Duha padhen, dusri rak’at me Surah Alam nashrah padhen, teesri rak’at me Surah al-Zilzaal padhen aur chothi me Surah al-Ikhlaas padhen.
Ise Huzoor Nabi e kareem sallallāhu alaihi wa s

allam ko isaale sawaab karen.
Is ke baad wahi par baithkar 41 martaba Aayate Kareema padhen.
‘La ilāha illa anta sub'haanaka inni kuntu minaz zaalimeen.’
Phir sajde me sar rakhkar ALLĀH ta’ala se Eimaan ki salaamati ki dua karen.
(3) 4 Rak’at namaaz ek salaam se padhen.
Pehli rak’at me Surah al-Faatiha ke baad Surah al-Kaafiroon padhen, dusri rak’at me Surah al-Ikhlaas padhen, teesri rak’at me Surah al-Falaq padhen aur chothi me Surah al-Naas padhen.
Ise chaaro Khulfa e raashideen radi-Allahu ta’ala anhuma ko isaale sawaab karen.
Phir baithkar 70 martaba ‘Hasbunallāhu wa niamal wakeel wa niamal maula wa niaman naseer’ padhen.
(4) 2 Rak’at namaaz padhen.
Har rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 3 martaba Surah al-Ikhlaas padhen.
Ise Sayyeda Faatima Zahra radi-Allāhu ta’ala anha ko isaal e sawaab karen.
(5) 4 Rak’at namaaz ek salaam se padhen.
Pehli rak’at me Surah al-Faatiha ke baad Aayatul Kursi padhen, dusri rak’at me Surah al-Takaasur padhen, teesri rak’at me Surah al- Kaafirun padhen aur chothi me Surah al-Ikhlaas padhen.
Ise Imaame Hasan aur Imaame Husain radi-Allāhu ta’ala anhuma ki arwaah e paak ko isaal e sawaab karen.
(6) 4 Rak’at namaaz ek salaam se padhen.

Ise Shohada e Karbala radi-Allāhu ta’ala anhuma ki arwaah e paak ko isaale sawaab karen.
(7) 4 Rak’at namaaz ek salaam se padhen.
Har rak’at me Surah al-Faatiha ke baad 1 baar Aayat ul Kursi aur 3 martaba Surah al-Ikhlaas padhen.
Ise apne waalidain ko isaal e sawaab karen.
Is ke baad 100 baar Astaghfaar aur 100 baar Durood shareef padhen.
Phir 3 martaba ye dua padhen :
Allāhumma inni asaluk bihaqqil hasani wa akheehi wa ummihi wa abeehi wa jadadihee wa baneehi farrij hammee maa ana feehi bi rahmatik ya arhamar rahimeen.
(8) 2 Rak’at namaaz padhen.

Ise khud apni rooh ko isaal e sawaab karen.
********
▪▪► In namaaz me agar dusri Surah yaad na ho to us ke badle Surah al-Faatiha ke baad Surah al-Ikhlaas (Qul huwallāhu ahad) ya aur koi Surah yaad ho wo padhen.
▪▪► Kisi wajah se tamaam namaaz na padh saken to jitni padh sakte hain utni padhen aur phir Tilaawat e Qur’an, Kalma, Zikr ya Durood shareef padhte rahen.
▪▪► Aur apne liye aur tamaam ummate Mustafa ke liye Dua e khair aur apne aaba wa ajdaad aur tamaam marhoomeen ke liye Due e maghfirat karen.
▪▪► *Jin ki namaazen Qaza ho gai hain wo pehle jitni mumkin ho utni Qaza namaaz padhen take bariuz zimma ho jaaye.*
*Aur tauba karke ye pakka ahad karen ke aainda sab namaaz waqt par ada karne ki koshish karenge aur namaaz ke foyuz o barkaat haasil karte rahenge.*
******************
Is ke baad Dua e Aashura zaroor padhen.Is dua ko padhne wala In sha’ Allāh pura saal maut se mehfooz rahega.
Ye dua post ke saath Photo me di gai hai.
******************
Aashoora ka Roza :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Hadees e Nabawi :
Jo musalman aashoora ke din Roza rakhega us ke pure saal ke gunaah ALLĀH ta’ala muaf farmaega.
Hadees e Nabawi :
Hazrate Abu Huraira radi-Allāhu anhu se riwaayat hai ki :
Huzoor Rasool-Allāh sallallāhu alaihi wa sallam ne farmaaya
‘Ramazaan ke roze baad sab Roze me afzal Moharram ke roze hain, jo ALLĀH ka mahina hai aur Namaaz e Farz ke baad afzal Tahajjud ki mamaaz hai.’
(Sahih Muslim , Jild -3, Hadees -2755)
♦ Behtar hai ke 2 din roze rakhen, 9 aur 10 ya 10 aur 11.
Agar kisi wajah se 9 Moharram ka Roza na rakh saken to 10 aur 11 ka rakhen.
ek aur baat jin logon ka ramzan ka koi bhi roza kabhi ka bhi chhoota hua ho to wo niyat ramzan ke qaza ki hi karen is tarah unka ramzan ka roza bhi ada ho jayega aur maula ne chaha to muharram ke roze ka bhi sawab payenge
******************
ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me
Aur Imaam e Husain radi-Allāhu ta’ala anhu aur Shohada e Karbala aur Ahle bait waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur in sab baato ko yaad rakhkar us par amal karne ki aur dusro ko bataane ki taufiq ata farmae aur Sab ko nek amal karne ki tauf

iq ata farmae aur Aashura me sahi tareeqe se Ibaadat karne ki taufiq ata farmae aur har buri bid’at aur gunaah se aur fuzul-kharchi se bachne ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.
Aameen.