Jo ilm ki talab mein nikla, woh Allah ke raaste mein nikla.
Aur jo ilm baant’ta hai, woh chiraagh ban jaata hai andheron ke liye.
Aaj ke din, is mubarakJummah par,
Allah humein woh ilm ata farmaaye jo dilon ko zinda kare,
Aur woh hikmat de jo band dilon ke taale khol de.
Ilm ke safar par nikalne walon ke qadam mubarak,
Aur un ke qalam sadaqa-e-jaariya ban jaayein.”
Jummah Mubarak!