Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
When I say "pata nahi"
Pata mujhe sb heh
Uglwa skte ho to ugalwaoo !!😌🙂
🥴2
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
सब ठीक था na jane
फिर क्या बात हो गई ,
हवा का झोंका आया
बिन mausam बरसात हो गई,
जिंदगी यूं बदली मेरे
पलक jhapakte he,
खुशी में दिन gujra फिर
गम भरी रात हो गई !!
❤1🙏1
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
Over thinking is not a joke,
Soch soch kr insan, khud ko pgl hi kr leta heh !!
❤2
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
Har kisi k Aangan mai nahi hota mera ana jana par
Tere dehleez me rakhe hai kadam maine
Har kisi se milna nahi hota mera
Par tujhse milne ki tamanna ki hai maine
Maine shabdon se jataya hai apne Har zindagi k panne ko
Yuhee nahi ukahadi hu mai
Kahani k kirdaro meh tujhe likha hai maine
Shabdon se alag sa prem hai mujhe
Jo tujhe saware Nikhare banae aur bhune
Par jab tujhe unmein khamiyan nazar aae ,
Mujhe meri woh kala meh bhi kuch khubiyan nazar na aae
Isliye aj jala dia Har pane ko maine
Dafan kardiya Har lafz ko maine
Aj tere samane maine uss kirdar ko kho dia maine

Shaadi nahin Hui lekin mere
ghar mein,
2-2 sas maujud hai
ek Mera Bhai 😣👊🏻 aur ek mere mata shri,
sunate hi rhete Hai 😣😭🥲❤️🩹
😭1
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
.......🙂↕️🪄
Royal Vibe heh yrrrrrrr.....🪄☃️
❤🔥3
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
M the only "kyy"
Jo" is obsessed with these kind
of things 😭💘🫰🏻🧿🪄
Hayeeeeeeee.........
🫰🏻💘💖
😁1💘1
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
"Happy new year guysszzz"
❤1
Forwarded from Motivational quotes and videos
There is no happy ending because pain is inevitable and till life goes on we will have go to through ups and downs to survive and thrive.
So happy ending is just ready to face the reality and endure all the pain.
So happy ending is just ready to face the reality and endure all the pain.
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Hmko ky lena heh sb se
Tumse hi to bs batte ab see...
Hayeeeee....
🫰🏻😌💖🧿
❤1
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
"Mere sabar keh fal "mitha" hoo bs"
Brna meh to shed si mithi huu😌
😂🫰🏻🥹🧿
☃1
Forwarded from Dil se Dil Tak 😌💖🫰🏻
Mujhe na aise log pagal lagte hai jo khud k lie jete hai
Jo khud k lie marte hai
Jo khud k bare m sochte hai
Yeah dunia meh kisi ko kisi se Matlab nahi
Sirf Matlab k rishto se hai
Kiska kitna nuksaan hua
Ya kitna munafa yeh baat sirf
Unki muskan pr nirbhar hai
Koi kisi ko khush krne meh Sari zindagi guzar deta hai
Toh koi sari zindagi ki khushi ko dhundhne meh kho deta hai
Iss dunia meh koi apna ho
Yeah sochkar akhir dil tu kyu Rota hai
Jo milte hai woh bichad jate kabhi khud se toh Kabhi khuda se
Logo k pass ane mai fir shkiyat kaisi hai
Jo aya usko jana bi zaruri hai
Iss baat ka ghamand akhir tujhe kyu hai
Meh jiti hu jaise aj hee mera sab hai
Mujhe bheja logo se milne k lie hai ya Mujhse khone k lie
Har ek pal hai
Mujhe smjh nahi Ata mai kya likhti hu kya kehti hu
Yh befuzool se rishto se akhir kyu bhagti hu