*📜WAZU KA MASNOON TAREEQA❗*
*🔶 Sab se pehle dil se wazu ki niyyat karen.*
📔Sahih bukhari : 1.
*🔶"Bismillah" kahen.*
📔Sanan tirmezi : 24.
*🔶Dono hatheliyon ko teen(3) baar dhulen, Aur ungliyon ke darmiyaan khalal karen*.
📔Sahih bukhari : 164. Sanan tirmezi : 38.
*🔶Teen(3) baar kulli karen, aur teen(3) baar naak me paani dalen aur ise saaf karein.*
📔Sahih bukhari : 164.
*🔶 Phir chehre ko teen(3) baar dhulen.*
📔Sahih bukhari : 164.
*🔸 Kaan se kaan tak chaudai me (albatta kaan ko nahi dhulna hai) aur lambai me sar ke baal shuru hone wali jagah se lekar neeche daadhi tak. Aur daadhi ke baalon me ungliyan daal kar khalal karen.*
📔Sanan abi dawood : 145.
*🔶Dono haathoun ko teen(3) baar ungliyon se lekar kohniyon tak dhulen, pahle daahina haath phir baayan haath*
📔Sahih bukhari : 140.
*🔶 Ek(1) baar sar ka masah karen, shuru se lekar peeche sar ki guddi tak, poore sar ka masaah zaroori hai.*
📔Sahih bukhari : 185.
*🔸Phir kaan ka masaah karen wo is tarah ke sababa(shahadat wali ungli) se kaan ka andruni hissa aur anghote se kaan ka bahari hissa masah karen*.
📔Sanan abi dawood : 135.
*Gardan ka masah jayez nahi kyunke Rasool'allah s.a.w se sahih sanad se sabit nahi hai*.
*🔶Pehle dahina phir bayan pair takhno tak dhulein*.
📔Sahih bukhari : 140, 164, 167.
*🔶 Haath wa pair dhulte waqt ungliyon ke darmiyaan khalal karna sunnat hai*.
📔Sanan abi dawood : 129.
*🔶Phir wazu ke baad ki dua padhen : ash-hadu anla-ilaha illalahu wahadahu la sharikalahu wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasooluhu* (أشهد أن ﻵ الاه الله وحده ﻻ شريكله واشهد انن محممد عبده ورسوله(
*Wazu ke baad ye dua padhne wale ke liye jannat ke aantho(8) darwaze khol diye jaate hai ke jisse chahe daakhil ho.*
(sahih muslim, kitaab at-tahara)
Aur baaz riwayatoun mei ye izafa(dua) bhi warid hai : *ﺍﻟﻠَّﻬُﻢَّ ﺍﺟْﻌَﻠْﻨِﻲ ﻣِﻦَ ﺍﻟﺘَّﻮَّﺍﺑِﻴﻦَ ﻭَﺍﺟْﻌَﻠْﻨِﻴﻤِﻦ َﺍﻟْﻤُﺘَﻄَﻬِّﺮِﻱﻥَ*
📔Sahih sanan tirmezi : 48.
*⭐Note : ye baat malhoz rahe ke azaa e wazu me koi jagah khusk(sukhi) na rahei.*
📔Sanan abi dawood : 158.

*क़यामत की निशानी।*
रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: क़यामत से पहले खास लोगों को सलाम किया जाएगा और तिजारत आम हो जाएगी, हत्ता की बीवी तिजारती उमूर में अपने शौहर की मदद करेगी, कतअ रहमी (रिश्ते तोडना), झूटी गवाही, सच्ची शहादत को छुपाना और लिखाई पढ़ाई (भी आम हो जाएगी।
Rasool Allah ﷺ ne farmaya: Qayamat se pehle makhsoos logon ko salaam kaha jayega aur tijarat aam ho jayegi, hatta ke biwi tijarti umoor mein apne shohar ki madad karegi, qita rehmi, jhooti gawahi, sachhi shahadat ko chhupana aur likhai parhai ( bhi aam ho jayegi ).
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: قیامت سے پہلے مخصوص لوگوں کو سلام کہا جائے گا اور تجارت عام ہو جائے گی ، حتی کہ بیوی تجارتی امور میں اپنے خاوند کی مدد کرے گی، نیز قطع رحمی، جھوٹی گواہی، سچی شہادت کو چھپانا اور لکھائی پڑھائی (بھی عام ہو جائے گی)۔
The Prophet ﷺ said: "Verily, in the presence of the Last Hour, giving salam would be limited to those known, trade would spread, until even a wife assigns her husband to trade for her, ties of kinship would be broken, and false testimony, concealing evidence and the calligraphic style (reed pen) would appear."
📜 *Wazahat:* *Qayamat ki alamato mein se ek alamat ye hai ke sirf jaan pehchan walo ko hi salaam kiya jayega, karobaar mein biwi apne shohar ki madad karegi, rishtedaro se talluqaat khatm kar diya jayega (qita rehmi), jhooti qasam khana jhooti gawahi dena, haq baat ko chhupana aam ho jayenge. Agar gor kiya jaaye ye tamaam alamate muashre mein aam hoti nazar aa rahi hai*.
📚 _*Musnad Ahmed: jild-7, hadith no. 8257*_
📚 _*Al Adab Al Mufrad: 801*_
*Grade sahih*

*जुमआ तो ईद है।*
रसूल अल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: ये ईद का दिन है, अल्लाह तआला ने मुस्लमानों के लिए इसे ईद का दिन क़रार दिया है, लिहाज़ा जो कोई जुमा के लिए आए तो ग़ुसल कर के आए, और अगर ख़ुशबू मयस्सर हो तो लगा ले, और तुम लोग अपने ऊपर मिस्वाक को लाज़िम कर लो।
Aap Rasool Allah ﷺ ne farmaya : yeh eid ka din hai, Allah taala ne musalmano ke liye isse eid ka din qarar diya hai, lehaza jo koi jume ke liye aaye to ghusal kar ke aaye, aur agar khushbu mayassar ho to laga le, aur tum log apne upar meswaak ko lazim kar lo.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: یہ عید کا دن ہے، اللہ تعالیٰ نے مسلمانوں کے لیے اسے عید کا دن قرار دیا ہے، لہٰذا جو کوئی جمعہ کے لیے آئے تو غسل کر کے آئے، اور اگر خوشبو میسر ہو تو لگا لے، اور تم لوگ اپنے اوپر مسواک کو لازم کر لو۔
“The Messenger of Allah (ﷺ) said: ‘This day is an ‘Eid (festival) which Allah has ordained for the Muslims. Whoever comes to Friday (prayer), let him take a bath and if he has perfume then let him put some on. And upon you (I urge to use) is the tooth stick.”
*Wazahat:* iss hadees se maloom hua hai ke ghusal namaz jume ke liye masnun hai naa ke jume ke din ke liye, pas jis par juma farz naa ho, jaise aurat, mareez, musafir ya na baligh aur woh jume ki namaz ke liye aane ka iradah bhi naa rakhta ho to usko bhi ghusal karna mustahab hoga.
Miswaak karna sunnat hai, isse daton ki safai hoti hai aur rabb taala ki razamandi ka baais hai, ahadees mein iski beshumar fazilatein bayan ki gayi hain. Aap ﷺ ne farmaya: *tum ( log ) miswaak ka laazmi tor par ehtemam karo, kyun ke ye muh ko paak karne wala aur rabb ko razi karne wala (amal) hai* [📗Musnad Ahmed: 552].
_*sunan ibne majah: jild-1, kitab Iqamah Al-salat wa sunnah fiha 5, hadith no. 1098*_

*अपने नफ़्स की बात मत मानो।*
रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: हाथ तीन तरह के हैं: अल्लाह का हाथ जो सबसे ऊपर है, देने वाले का हाथ जो उस के बाद है और लेने वाले का हाथ जो सबसे नीचे है, लिहाज़ा जो ज़रूरत से ज़ाइद ( ज़्यादा ) हो उसे दे दो और अपने नफ़्स की बात मत मानो।
Rasool Allah ﷺ ne farmaya: haath teen tarha ke hain: Allah ka haath jo sabse upar hai, dene wale ka haath jo uske baad hai aur lene wale ka haath jo sab se neeche hai, lehaza jo zaroorat se zeyada ho usay de do aur apne nafs ki baat mat mano.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ہاتھ تین طرح کے ہیں: اللہ کا ہاتھ جو سب سے اوپر ہے، دینے والے کا ہاتھ جو اس کے بعد ہے اور لینے والے کا ہاتھ جو سب سے نیچے ہے، لہٰذا جو ضرورت سے زائد ہو اسے دے دو اور اپنے نفس کی بات مت مانو ۔
The Prophet ﷺ said: Hands are of three types: Allah's hand is the upper one; the bestower's hand is the one near it; the beggar's hand is the lower one. So bestow what is surplus, and do not submit yourself to the demand of your soul.
_*Sunan Abi Dawud: Al-Zakat 9, hadith no. 1649*_

*दीन इस्लाम की खूबसूरती*
रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: जो अल्लाह के नाम पर पनाह मांगे उसे पनाह दो, जो अल्लाह के नाम पर सवाल करे उसे दो, जो तुम्हें दावत दे उसे क़ुबूल करो, और जो तुम्हारे साथ भलाई करे तुम उस का बदला दो, अगर तुम बदला देने के लिए कुछ ना पाओ तो उस के हक़ में उस वक़्त तक दुआ करते रहो जब तक की तुम ये ना समझ लो कि तुम उसे बदला दे चुके।
Rasool Allah ﷺ ne farmaya: jo Allah ke naam par panah maange usay panah do, jo Allah ke naam par sawal kare usay do, jo tumhe dawat de usay qubool karo, aur jo tumahre sath bhalai kare tum uska badla do, agar tum badla dene ke liye kuch nah pao to uske haq mein us waqt tak dua karte raho jab tak ke tum yeh nah samajh lo ke tum usay badla day chuke.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو اللہ کے نام پر پناہ مانگے اسے پناہ دو، جو اللہ کے نام پر سوال کرے اسے دو، جو تمہیں دعوت دے اسے قبول کرو، اور جو تمہارے ساتھ بھلائی کرے تم اس کا بدلہ دو، اگر تم بدلہ دینے کے لیے کچھ نہ پاؤ تو اس کے حق میں اس وقت تک دعا کرتے رہو جب تک کہ تم یہ نہ سمجھ لو کہ تم اسے بدلہ دے چکے ۔
The Prophet ﷺ said: If anyone seeks protection in Allah's name, grant him protection; if anyone begs in Allah's name, give him something; if anyone gives you an invitation, accept it; and if anyone does you a kindness, recompense him; but if you have not the means to do so, pray for him until you feel that you have compensated him.
_*Sunan Abi Dawud: Kitab Al-zakat 9, hadith no. 1672*_

*फ़र्ज़ नमाज़ के लिए मस्जिद में बैठे रहने की फ़ज़ीलत*
रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: जब कोई शख़्स मस्जिद में दाख़िल हो कर नमाज़ के लिए रुके रहता है तो वो नमाज़ ही में रहता है, और फ़रिश्ते उस शख़्स के लिए उस वक़्त तक दुआए रहमत करते रहते हैं जब तक वो उस जगह बैठा रहता है जिस जगह उसने नमाज़ अदा की है, वो कहते हैं: ए अल्लाह! इसे बख़्श दे, ए अल्लाह! इस पर रहम कर, ए अल्लाह! इसकी तौबा क़ुबूल फ़र्मा, ये दुआ यूँही जारी रहती है जब तक की उस का वज़ु ना टूटे, और जब तक अपनी जगह से हट ना जाए।
Rasool Allah ﷺ ne farmaya: jab koi shakhs masjid mein daakhil ho kar namaz ke liye ruke rehta hai to woh namaz hi mein rehta hai, aur farishte us shakhs ke liye us waqt tak duaye rehmat karte rehtay hain jab tak woh us jagah baitha rehta hai jis jagah usne namaz ada ki hai, farishte kehte hain: Ae Allah ! Isay bakhash de, Ae Allah ! is par reham kar, Ae Allah ! iski tauba qubool farma, yeh dua yun hi jari rehti hai jab tak ke uska wazu na toot jaye, aur jab tak apni jagah se hatt nah jaye.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب کوئی شخص مسجد میں داخل ہو کر نماز کے لیے رکے رہتا ہے تو وہ نماز ہی میں رہتا ہے، اور فرشتے اس شخص کے لیے اس وقت تک دعائے رحمت کرتے رہتے ہیں جب تک وہ اس جگہ بیٹھا رہتا ہے جس جگہ اس نے نماز ادا کی ہے، وہ کہتے ہیں: اے اللہ! اسے بخش دے، اے اللہ! اس پر رحم کر، اے اللہ! اس کی توبہ قبول فرما، یہ دعا یوں ہی جاری رہتی ہے جب تک کہ اس کا وضو نہ ٹوٹے، اور جب تک اپنی جگہ سے ہٹ نہ جائے۔
The Messenger of Allah ﷺ said: 'When one of you enters the mosque, he is in a state of prayer, so long as the prayer keeps him there, and the angels will send prayer upon anyone of you so long as he remains in the place where he prayed, saying: O Allah, forgive him; O Allah, have mercy on him; O Allah, accept his repentance, so long as he does not commit Hadath nor disturb anyone.'
_*Sunan ibne majah: jild-1, Kitab Al-Masajid wal jama'at 4, hadith no. 799*_

اَلسَّلَامُ عَلَیّکُمٌ وَرَحٔمَتُہ اللهِ وَبَرَکَاتَه
Hakeekat parast aur shakhsiyat parast insan me farq:-
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
Insan do kism ke hote Hain,
❶shakhsiyat parast
❷hakeekat parast
Shakhsiyat parast wo hain Jo baton ko shakhsiyat ke aitbaar se dekhein jis bat se uske mahboob shakhsiyat ke taeed nikle, us ko wo theek samajh le,aur jis bat se uske mahboob shakhsiyat ki tardeed ho rahi ho us ka wo inkari ban Jaye.
Hakeekat parast wo hai Jo baton ko hakeekat ke aitbaar se dekhe Jo bat dalail se sabit ho,us ko maan le, aur Jo bat dalail se durust sabit na ho us ko radd kar de,
Yahi dusri kism ke log Hain jo khuda ko pate Hain Jo akhri aa'laa hakeekat hai pehli kism ke log sari Zindagi sari umr shakhsiyat ke khoul me band rehte Hain, aur isi me mar jate hain wo is lazzat e ma'arifat se mehroom rehte Hain Jo hakeeki rab ko paa Kar kisi Banda e parwar ko hasil hoti hai.

جمعہ کے دن کے آداب
@ فجر کی نماز میں سورہ سجدہ اور انسان کی تلاوت
@ زیادہ سے زیادہ درود شریف کا اہتمام
@ غسل کرنا
@ خوشبو اور مسواک کا اہتمام
@ جمعہ کی نماز کے لئے جلدی پہنچانا
@ سورہ کہف کی تلاوت
@ کسی کو اٹھا کر اسکی جگہ نہ بیٹھے
@ نہ گردن پہلانگیں اور نہ ہی دوسروں کو تکلیف پہنچائیں
@ مسجد اگر تاخیر سے پہنچیں اور خطبہ شروع ہو گیا ہو تو بہی دو رکعت پڑھ کر ہی بیٹھے
@ زیادہ سے زیادہ دعا کا اہتمام
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Juma ke din kiye Jane wale kaam:
1: dant saaf karna
2: nahana
3: Saaf aur accha kapda pahenna
4: khushbu lagana
5: chal kar masjid jana
6: jaldi masjid pahunchna
7: Emam ke qareeb baithna aur gaur se khutba sunna
8: Surat Al-Kahf ki tilawat karna
9: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam pe ziyadah se ziyadah darood bhejna
10: ziyadah se ziyadah duwa ka ehtemam karna
-----------------------------------------
Things to do on Jumu’ah (Friday)
1- Cleaning teeth with Miswak/Siwak.
2- Taking Ghusl.
3- Wearing clean and good dress.
4- Applying perfume and hair oil.
5- Going to Masjid on foot.
6- Reaching Masjid early.
7- Sitting near Imam & listening Khutabah (Sermon) attentively.
8- Reciting Surah Al-Kahf.
9- Sending lot of Salutation (Durood) upon Prophet Muhammad ﷺ.
10- Making lots of Dua.
[Jami’ At-Tirmidhi: 496 | Sahih Al-Bukhari: 883, 929, 932, 935, 6400 | Sahih Muslim: 853, 857 | Silsalat Al-Hadith As-Sahiha: 1407]
जुमा के दिन किये जाने वाले काम:
1: मिसवाक करना.
2: नहाना.
3: साफ सुथरा और अच्छा कपड़ा पहनना.
4: खुश्बू लगाना.
5: चलकर मस्जिद के लिए जाना.
6: पहले मस्जिद पहुंचना.
7: ईमाम के करीब बैठना और गौर से खुतबा सुनना.
8: सुरत अल कहफ की तिलावत करना.
9: रसूल सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम पे जियादह से जियादह दरुद भेजना.
10: जियादह से जियादह दुआओं का ईहतिमाम करना.