Mai shunya [ Zero ] pe sawar hu,
be-adab sa mai khumar hu.
Mai shunya pe sawar hu,
ab mushkilon se kya daru,
mai khud keher hazar hu.
Mai shunya pe sawar hu
be-adab sa mai khumar hu.
Mai shunya pe sawar hu,
ab mushkilon se kya daru,
mai khud keher hazar hu.
Mai shunya pe sawar hu
🔥1
जिन के किरदार से आती हो सदाक़त की महक !!
उन की तदरीस (Teaching) से पत्थर भी पिघल सकते हैं !!!
उन की तदरीस (Teaching) से पत्थर भी पिघल सकते हैं !!!
Happy Teachers' Day
❤4
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Koi Shay nahi hai !!!⚡️
Please open Telegram to view this post
VIEW IN TELEGRAM
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kahte hain jise sukoon !!! Nahi hai !!!
लसकर भी तुम्हारा है, सरदार भी तुम्हारा !!
तुम झूठ को सच लिख कर छाप दो ये अख़बार भी तुम्हारा है !!!
तुम झूठ को सच लिख कर छाप दो ये अख़बार भी तुम्हारा है !!!
❤4
Zulm fir Zulm hai, badhta hai toh mit jata hai !!
Khun fir khun hai, tapkega to Zam jayega !!!
Khun apna ho ya praya ho,
Khun nasl e aadam ka hai aakhir !!
Jang mashriq mein ho ya maghrib mein, amal-e-aam ka khoon hai aakhir !!!
Yeh zameen jo hai sab ki, kyun sirf laashon se seenchi jaye?
Insaniyat ke hisse mein, kyun dard-o-gham ki virasat aaye?
Zakhmon ki yeh dastaan kab tak, kirdar-e-khoon se likhi jayegi?
Jahan ke har ek kone se, sada sulah ki uthai jayegi !!!

❤2
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
A person who understands his own religion will never disrespect another religion !!!
❤4
पक्षपात के ताज से चमचे सजाए गए !!
दरबार में झूठ के सिंहासन उठाए गए !!!
जड़ में जो दरार पड़ी थी चुपचाप कहीं !!
उसी दरार ने एक दिन राज ही ढहा दिए !!!
दरबार में झूठ के सिंहासन उठाए गए !!!
जड़ में जो दरार पड़ी थी चुपचाप कहीं !!
उसी दरार ने एक दिन राज ही ढहा दिए !!!
❤4
Din samet karke laut aata hoon har shaam !!
Kabhi khud kharch hota hoon kabhi tamannaye !!!
Kabhi khud kharch hota hoon kabhi tamannaye !!!
तर्कों की कसौटी पर बगावत करना सीखिए !!
जवानी हाँ में हाँ मिलाने के लिए नहीं है !!!
~
जवानी हाँ में हाँ मिलाने के लिए नहीं है !!!
~
❤2
Hum zeher bhi hain aur shehad bhi !!
Zaika aapko aapke rawaiye ke mutabiq milega !!!
~
Zaika aapko aapke rawaiye ke mutabiq milega !!!
~
❤1🔥1
ilm ka takabbur zahalat se bhi jyada khatarnak hota hai !!!
Takabbur: Arrogance
Takabbur: Arrogance
🔥2
रंग-वो-रस की हवस और बस !!
मसला दस्तरस और बस !!!
यूं बुनी हैं रगें जिस्म की !!
एक नस, टस से मस और बस !!!
मसला दस्तरस और बस !!!
यूं बुनी हैं रगें जिस्म की !!
एक नस, टस से मस और बस !!!
❤1