*Sahi Jawab - CE✅*
Reference 1👇👇
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jis shakhs ne *mareez ki ayadat ki jab tak woh baith nahi jaye rahmat mein dooba rahega jab woh baith jaye ga to rahmat mein ghouta lagaye ga*.
------
جابر بن عبداللہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے كہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص نے مریض كی عیادت كی جب تك وہ بیٹھ نہ جائے رحمت میں ڈوبا رہے گا ۔ جب وہ بیٹھ جائے گا تو رحمت میں غوطہ لگائے گا
-------------------
Sahih Hadees
*Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2345*
-----------
Reference 2👇👇
*Bismillahirahmanirrahim*
*Hadith: Jisay ye baat pasand ho ke Allah Subhanahu usay Qayamat ke din taklif se nijat de wo Qarz maaf Karen*
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jisay ye baat pasand ho ke Allah Subhanahu usay Qayamat ke din taklif se nijat de to wo tang dast ( Qarazdar ) ko mohlat de ya usay maaf Kar de
Sahih Muslim Jild 4, 4000
-------
رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جس شخص کو یہ پسند ہو کہ اللہ اسے روزِ قیامت کی تکلیفوں سے نجات دے دے تو وہ تنگدست کو مہلت دے یا اسے (قرض) معاف کر دے
صحیح مسلم جلد ۴ ۴۰۰۰
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said He who loves that Allah saves him from the torments of the Day of Resurrection should give respite to the insolvent or remit (his debt).
Sahi Muslim Volume 4 ,4000

*❗⌛Islamic Quiz⌛❗*
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*👉🌀Sawal: Agar koi musalman kisi dusre musalman ko Assalamu Alaikum Warahmatullahi Kahta hai to usko kitni nekiya milti hain ❓*
A. 30
B. 70
C. 10
D. 35
E. Innmai se Koi nahi to apna sahi Jawab likhye?
*F. Sahi jawab ka intezar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐

*🎗📜 REFERENCE📜🎗*
-----------------------------------------------
*🎖📚Sahi Jawab- E 20*📚
------------------------------------------------
*Assalamu Alaikum = 10 nekiyan*
*Assalamu Alaikum Warahmatullahi = 20 nekiyan*
*Assalamu Alaikum Warahmatullahi wabarkatahu = 30 nekiyan*
-------------------
✦ Imran bin Hussain Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke pass ek shaks aaya aur usne kaha Assalamu Alaikum
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne uska jawab diya aur wo baith gaya Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya das (10 nekiyan mil gayee) ,
Phir ek aur shaks aaya aur usne kaha Assalamu Alaikum Warahmatullah
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne usko bhi jawab diya aur wo baith gaya
phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya bees (20 nekiyan mil gayee)
phir ek aur shakhs aaya aur usne kaha Assalamu Alaikum Warahmatullahi wabarkatahu ,

phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Tees (30 nekiyan mil gayee)
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1752 -Sahih

❗Quiz Only Quran Hadith❗
Do Sawal Hai‼
*⭕👉Sawal 1 : Wo kaunse Nabee ki Qaum thi jinhone apne Nabee se kaha ki Allah se kaho aasman se hamare liye khana bhej de, to un Nabee ne farmaya ki Allah ka khauff karo agar tum imaan wale ho ?*
*⭕👉Sawal 2 : Wo Kaunse Nabee they jinhone apni qaum ke liye dua ki thi ki Ya Allah hamare liye aasman se Maaida nazil farma ?*
A. Muhammad SallAllaahu Alaihi Wasallam
B. Yunus Alaihi Salam
C. Eesa Alaihi Salam
D. Saleh Alaihi Salam
E. Shoaib Alaihi Salam
F. Hud Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
💐💐💐 *Ans ➤ 9:00 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*Bismillahirrahmanirrahim*
✅ *Sahih Jawab CC* 💐
--------
*إِذْ قَالَ الْحَوَارِيُّونَ يَا عِيسَى ابْنَ مَرْيَمَ هَلْ يَسْتَطِيعُ رَبُّكَ أَن يُنَزِّلَ عَلَيْنَا مَائِدَةً مِّنَ السَّمَاءِ ۖ قَالَ اتَّقُوا اللَّهَ إِن كُنتُم مُّؤْمِنِينَ*
Wo Qissa bhi yaad Karo jab hawariyyon ne Kaha ke Eh Eesa Alahih Salam kya aap ka RABB aisa Kar Sakta hai ke ham par Asman se (khane ka) khwan (maida) nazil Karen unhone kaha ke agar Imaan rakhte ho to Allah Subhanahu se daro
*قَالُوا نُرِيدُ أَن نَّأْكُلَ مِنْهَا وَتَطْمَئِنَّ قُلُوبُنَا وَنَعْلَمَ أَن قَدْ صَدَقْتَنَا وَنَكُونَ عَلَيْهَا مِنَ الشَّاهِدِينَ*
Wo bole ke hamari ye Khuwaish hai ke ham iss main se khaye aur hamare Dil tasalli paye aur ham Jaan le ke tumne sach kaha aur ham iss khwan (Maida) ke nuzul par gawah rahe
*قَالَ عِيسَى ابْنُ مَرْيَمَ اللَّهُمَّ رَبَّنَا أَنزِلْ عَلَيْنَا مَائِدَةً مِّنَ السَّمَاءِ تَكُونُ لَنَا عِيدًا لِّأَوَّلِنَا وَآخِرِنَا وَآيَةً مِّنكَ ۖ وَارْزُقْنَا وَأَنتَ خَيْرُ الرَّازِقِينَ*
Eesa Alahih Salam ne dua ki Eh hamre RABB ham par Asman se khuwan (Maida) nazil farma ke hamare liye (wo din) Eid qarar paye yani hamare aglon aur peechlon sabke liye aur wo teri tarf se nishani ho aur hame rizq de tu behtareen rizq dene wala hai
Al Quran : Surah Maida (5), 112-114

*🌀👉Sawal: Mafhum Mukamal Karen Allah Subhanahu Innmai se kab Bahut Khush hota hai?*
A: Bande ke Namaz mein awwal saf mein khade hone se
B: Fajr Ka Quran padhne wale se
C: Sila Rehami main pehal Karne wale se
D: Naimat Milne par Alhmadulillah kehne se
E: Ilm hasil Karne wale se
F: Chupa hua Sadqa Karne se
G: Innmai se koi Nahi
*H:SAHIH JAWAB KA INTEZAR*

*📜🎗 REFERENCE 🎗📜*
------------------------------------------------
*🎖📚SAHIH JAWAB: G 📚🎖*
*( Bande ki Tauba se )*
---------------------------------------------------
*Bismillahirahmanirrahim*
*Hadith: Allah Subhanahu bande ki tauba se bahut zyada Khush hota hai*
------------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ko apne bande ki tauba se tum mein se Kisi aise Shaks ki nisbat kahin zyada Khushi hoti hai jab chatel sarha ( regastani jagha) mein Uske us Oonth ke aane par uski ankh khulti hai Jisay wo sehra mein goom Kar chuka hota hai
Sahih Muslim Jild 6 6961
-------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : اللہ تعالیٰ کو اپنے بندے کی توبہ سے ، تم میں سے کسی ایسے شخص کی نسبت کہیں زیادہ خوشی ہوتی ہے جب چٹیل صحرا میں اس کے ( اس ) اونٹ ( کے آنے ) پر اس کی آنکھ کھلتی ہے جسے وہ صحرا میں گم کر چکا ہوتا ہے ۔
صحیح مسلم جلد ۶ ۶۹۶۱
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: Allah is more pleased with the repentance of His servant than if one of you gets up and he finds his camel missing in a waterless desert (and then he accidentally finds it).
Sahih Muslim Volume 6 6961

*Jawab ek se zyada hai!*
*⭕👉Sawal: Jo shaqs chahata hai ke uske Rozi mein kushadgi (izafa ho) usse kya karna chahiye?*
A: Zayda tauba aur astaghfar karne se
B: Kamzor aur maazur ki madad karne se aur unki dua ki wajah se
C: Allah Subhanahu ka darr aur tawakkal karne se
D: Namaz ki pabandi karne se
E: Ilm hasil karne se
F: Padosi ki madad karne se
G: Sila Rehmi karne se
H: Fajr ke waqt Quran padhne se
I: Har niyamat mein Allah ka shukar karne se
*J: Sahi Jawab ka Intezaar?*

*Sahi Jawab - ABCG✅*
Reference📚:
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo *Astagfar karne ko apne upar laazim karega* to Allah subhanahu usko har tangi se nikalne ka ek raasta ata farmayega aur har Gam se Nijat dega aur aisi jagah se Rozi ata farmayega jahan se usko Guman bhi nahi hoga
Al Muajjam Al Kabir,Tabrani-Sahih
---------------
Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya *Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai*.
*Sahih Bukhari, Jild 4, 2896*
-------------------
Anas Bin Malik Radi Allahu Anhu ne kaha maine suna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam farma rahay thy ke jo shakhs apni Rozi mein kushadgi chahta ho ya Umar ki darazghi chahta ho to usay chahiye ke *Sila Rehmi kare*.
*Sahih Al-Bukhari, 2067*
-------------------
*وَ مَنۡ یَّتَّقِ اللّٰہَ یَجۡعَلۡ لَّہٗ مَخۡرَجًا ۙ*
*Jo shaks Allah Subhanahu say darta hai Allah uss kay liye chutkaray ki shakal nikal deta hai*.
*وَّ یَرۡزُقۡہُ مِنۡ حَیۡثُ لَا یَحۡتَسِبُ ؕ وَ مَنۡ یَّتَوَکَّلۡ عَلَی اللّٰہِ فَہُوَ حَسۡبُہٗ ؕ اِنَّ اللّٰہَ بَالِغُ اَمۡرِہٖ ؕ قَدۡ* جَعَلَ اللّٰہُ لِکُلِّ شَیۡءٍ قَدۡرًا
*Aur ussay aisi jagah say rozi deta hai jiss ka ussay guman bhi na ho aur jo shaks Allah per tawakkal keray ga Allah ussay kafi hoga*. Allah Taalaa apna kaam poora ker kay hi rahey ga. Allah Taalaa ney her cheez ka aik andaza muqarrar ker rakha hai.
-------
*Al Quran - Surah At-Talaq, Surah No. 65 Ayat No. 02 aur 03*

*🌀👉Sawal: Mafhum Mukamal Karen*
*Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke paas sabse aziz aur Qayamat ke din Sabse nazdik Innmai se koun hoga*
A: Kasrat se Durud padhne wala
B: Ahle Quran
C: Murda sunnat ko zinda Karne wala
D: Jannat hasil Karne wala
E: 2 betiyon ki parwarish Karne wala
F: Azan ke bad Jisne Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke liye waseele Ka Sawal kiya
G: Innmai se koi Nahi To apna sahi Jawab likhye?
*H:SAHIH JAWAB KA INTEZAR*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*🌀👉Sawal: Mafhum Mukamal Karen*
*Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke paas sabse aziz aur Qayamat ke din Sabse nazdik Innmai se koun hoga*
A: Kasrat se Durud padhne wala
B: Ahle Quran
C: Murda sunnat ko zinda Karne wala
D: Jannat hasil Karne wala
E: 2 betiyon ki parwarish Karne wala
F: Azan ke bad Jisne Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke liye waseele Ka Sawal kiya
G: Innmai se koi Nahi To apna sahi Jawab likhye?
*H:SAHIH JAWAB KA INTEZAR*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*📚SAHIH JAWAB: G 📚*
✅ *( Achche Akhlaq)*✅
---------------------------------------------------
*❗Bismillahirahmanirrahim❗*
*🔹Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke sabse zyada mehboob aur nazdik Qayamat ke din Behtareen Akhlaq wale log honge*
-----------
🔹Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya mere nazdik tum mein se duniya mein sabse zyada mehboob aur Qayamat ke din mujhse Sabse zyada Qareeb baithne wale wo log hai jo tum mein behtareen Akhlaq wale hai aur mere nazdik tum mein ( duniya mein) Sabse zyada Qabil e nafrat aur Qayamat ke din mujhse dur baithne wale wo log hai jo baatoni bila ehtiyat bolne wale , zuban daraz aur Takkabur Karne wale Sahaba Radi Allahu Anhuma ne aarz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam hamne baatoni aur bila ehtiyat bolne ko Jaan liya lakin koun log hai ? Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Takkabur Karne wale
Jamia Tirmaizi Jild 2 , 2018 - Hasan
-------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”میرے نزدیک تم میں سے ( دنیا میں ) سب سے زیادہ محبوب اور قیامت کے دن مجھ سے سب سے زیادہ قریب بیٹھنے والے وہ لوگ ہیں جو تم میں بہترین اخلاق والے ہیں، اور میرے نزدیک تم میں ( دنیا میں ) سب سے زیادہ قابل نفرت اور قیامت کے دن مجھ سے دور بیٹھنے والے وہ لوگ ہیں جو باتونی، بلااحتیاط بولنے والے، زبان دراز اور تکبر کرنے والے «متفيهقون» ہیں“، صحابہ نے عرض کیا: اللہ کے رسول! ہم نے «ثرثارون» ( باتونی ) اور «متشدقون» ( بلااحتیاط بولنے والے ) کو تو جان لیا لیکن کون لوگ ہیں؟ آپ نے فرمایا: ”تکبر کرنے والے“
جامع ترمذی جلد ۲ ۲۰۱۸ حسن
-----
🔹Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Indeed the most beloved among you to me, and the nearest to sit with me on the Day of Judgment is the best of you in character. And indeed, the most disliked among you to me, and the one sitting furthest from me on the Day of Judgement are the Thartharun, and the Mutashaddiqun and the Muthafaihiqun. They said: O Messenger of Allah! We know about the Thartharun, and the Mutashaddiqun, but what about the Muthafaihiqun? ' He said: The arrogant.
Jamia Tirmaizi Volume 4 ,2018 - Hasan

🌀🌹🌀🌹🌀🌹🌀🌹🌀🌹🌀
*🌷بِسْمِ اَللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْم🌷*
*🌹خَیْرُکُمْ مَنْ تَعَلَّمَ الْقُرْآنَ وَعَلَّمَہ*ُ🌹
*❗⏳ISLAMIC QUEENS QUIZ⏳❗*
*💫1⃣SAWAAL:-👉 Nabi-E-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Humein Tabattal (تبتل) Key Bare Mai Kya Hukum Diye Hain..❓*
*💡Options Are👇👇*
*A.🌹Karne Ka Hukum Diye Hai.*
*B.🌹Mana Farmaye Hai.*
*💫2⃣SAWAAL:-👉Tabattal (تبتل) Kya Hota Hai...❓*
*💡No Options👇👇*
*A.🌹Apna Sahi Jawab Likhen.*
*B.📗Rabbi Zidni Elma.*

*✅Aaj ke Quiz ke sawal ka sahi jawab hae👇👇*
*✅1:-👉B.*
*✅2:-👉Auraton Se Alag Rehne Wali Zindagi.*
*📗Reference👇👇*
*🌹👉Maine Saad bin Abi waqqas رضى الله عنه sey suna, unhone bayaan kiya key Rasool Allah صلى الله عليه وسلم ney Tabattal (تبتل ) yani Auraton sey alag rehne ki zindagi sey mana farmaye tha. Agar Nabi صلى الله عليه وسلم unhey ijazath dey detey toh hum toh khasi hi hojatey*
*🌹👈حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ يُونُسَ، حَدَّثَنَا إِبْرَاهِيمُ بْنُ سَعْدٍ، أَخْبَرَنَا ابْنُ شِهَابٍ، سَمِعَ سَعِيدَ بْنَ الْمُسَيِّبِ، يَقُولُ: سَمِعْتُ سَعْدَ بْنَ أَبِي وَقَّاصٍ، يَقُولُ: رَدَّ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عَلَى عُثْمَانَ بْنِ مَظْعُونٍ التَّبَتُّلَ""، وَلَوْ أَذِنَ لَهُ لَاخْتَصَيْنَا.*
*🌹👈میں نے سعد بن ابی وقاص رضی اللہ عنہ سے سنا، انہوں نے بیان کیا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے «تبتل» یعنی عورتوں سے الگ رہنے کی زندگی سے منع فرمایا تھا۔ اگر نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم انہیں اجازت دے دیتے تو ہم تو خصی ہی ہو جاتے۔*
*📗Sahih Bukhari Hadees # 5073*
🌹🌀🌹🌀🌹🌀🌹🌀🌹🌀🌹