Learn About Islam
10 subscribers
9 photos
2 files
5 links
Official Channel for website www.learnaboutislam.in
Download Telegram
Hazrat Shaykh Sirrudeen Sirri Saqti RadiAllahuAnhu 10th Imam and Shaykh of the Silsila Aaliyah Qaadiriyah Barakaatiyah Razviyah Nooriyah.

Also known as Abul Hassan.

He was Mureed and Khalifa of Hazrat  Ma'roof Kharkhi RadiAllahuAnhu

Once he saw a drunk lying on the ground, calling the name of Allah. Hazrat washed his mouth and said, "He does not know that he is taking the most exalted name with his impure mouth." After he left, the drunk man became sober. Those that were present told him what had happened while he was intoxicated. He was very embarrassed, and he began to curse his nafs and weep bitterly. He said, "O shameless nafs! Sirri Saqti has now seen you in this sad state, and he too left. Now fear Allah and repent." That night , Hazrat Sirri Saqti RadiAllahuAnhu heard a voice from the unseen which said , "You washed his mouth for my sake, and I washed his heart for your sake." When Hazrat went to the Masjid, for Tahajjud Salaah, he found the once drunk man, now in the Masjid reading his Tahajjud Salaah. Hazrat asked how the sudden change had occured in him, and he said, "Why do you ask me concerning this, when Allah has already informed you about it."

Hazrat Junaid Baghdadi RadiAllahuAnhu says, "Once I presented myself at the home of Hazrat, i found him very sad and silent. I asked the reason for his condition, and he said "A Pari (female Jinn) from amongst the fairies came to me and asked the meaning of (Haya) modesty, and when I explained the meaning to her, she melted like wax. "Even, I saw the waterfrom the body of the Pari."


TODAY IS THE WISAAL OF HAZRAT SIRRI SAQTI RADIALLAHUANHU 13 RAMADAAN
HE PASSED AWAY ON A TUESDAY AGE 98 IN BAGHDAD SHAREEF. MAZAAR SHAREEF IN A PLACE CALLED SHAWNEEZ
From the Chain of Light pg 154/155/156
Tonight 17 ramazan

The wird of the Blessed Names of Ashaab al Badr, recited in Madinah Munawwarah on 17th Ramadan al Mubarak 1430 Hijri....

Recited by Shaykh Sayyid Jafar Suba'ee and his students.....

We should remind ourselves that Asma' Ahl Badr (the names of the Muslim warriors of the Battle of Badr) are Jalaali (Majestic). They need the Jamaal (Beauty) of Salawat (Invocation of Blessings) to cool them.

So before we recite these, and after completing the recitation, it is recommended to recite Durood Shareef 100 times.
Or instead, we can recite Qasidah al-Burda....
May ALLAH bless us with the faiz of Ashaab e Badr... Aameen



Shuhada (Muslim Martyrs of the Battle of Badr)

1. Haritha bin Suraqa al-Khazraji, رضي الله عنه .

2. Dhush-shimaalayn ibn 'Abdi 'Amr al-Muhajiri, رضي الله عنه

3. Rafi' bin al-Mu'alla al-Khazraji, رضي الله عنه .

4. Sa'd bin Khaythama al-Awsi, رضي الله عنه .

5. Safwan bin Wahb al-Muhajiri, رضي الله عنه .

6. 'Aaqil bin al-Bukayr al-Muhajiri, رضي الله عنه .

7. 'Ubayda bin al-Harith al-Muhajiri, رضي الله عنه .

8. 'Umayr bin al-Humam al-Khazraji, رضي الله عنه .

9. 'Umayr bin Abi Waqqas al-Muhajiri, رضي الله عنه .

10. 'Awf bin al-Harith al-Khazraji, رضي الله عنه .

11. Mubashshir bin 'Abdi'l Mundhir al-Awsi, رضي الله عنه .

12. Mu'awwidh bin al-Harith al-Khazraji, رضي الله عنه .

13. Mihja' bin Salih al-Muhajiri, رضي الله عنه .

14. Yazid bin al-Harith bin Fus.hum al-Khazraji, رضي الله عنه .
Some Ideas for the last ten days of Ramadan:
*(from 21 to 30 Ramadhan)*
1. Make niyyat right after Asr salah that you will benefit from it as much as possible.
2. Pray Isha and Fajr with Jamaat (for females; pray awwal waqt)
3. Give some money as charity every night of last ten days of Ramadan, so if it falls on lailatul qadar it's as if you gave charity everyday for 1000 months .
2. Pray two ra'kaat every night, so if it falls on lailatul qadar it's as if u prayed everyday for 84 years.
3. Read Surah ikhlaas three times a night, so if it falls on lailatul qadar it's as if u read the whole Quran everyday for 84 years.
4. Pray tahajjud namaz at the end time (during sehri because the noor of this night lasts till fajr)
5. Read some Quran
6. Make dua for oneself; family and also don't forget the ummat.
7. Do Zikr as much as possible.
8. Recite this dua
*Allahumma innaka 'afuwwan tuhibbun 'afwa'fu 'annee*
9. Spread this as you may find it on your account [of good deeds].
10. If possible perform *Aetekaaf* for these 10 days... (this is the best way to benefit during Lailatul Qadr)
Allah make us of the victorious...
In sha Allah
Ameen.
*🌙EID KA TOHFA IMAM GAZALI رضی الله عنہ KI JANIB SE......🌙*

🌟HUZUR ﷺ FARMATE HAI KI JIS SAKSH NE EID KE DIN GHAR ME YA MASJID ME QIBLA RUKH BETHKAR 300 MARTABA

سُبحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ

(सुबहानल्लाहि व'बीहमदिहि)

PADHE AUR MOMIN MUSALMAN JO DUNIYA SE RUKSAT(INTEQAL) HO CHUKE HAI UNKI ROOHO KO ISKA SAWAB HADIYA KIYA TO HAR MUSALMAN KI QABR ME 1000 ANWAR DAKHIL HOTE HAI.

AUR JAB PADHNE WALA MAREGA ALLAH TAA'LA USKI QABR ME 1000 ANWAR DAKHIL FARMAYEGA.....

*📚(MUQASHFATUL QULOOB)*
💥 WAZAIF - EXAM, INTERVIEW ME KAMYABI 💥

Agar kisi ki exam ho ya job ke liye interview ho to exam ke 21 din pehle se rozana isha ki namaz ke bad

"AL MALIQUL QUDDUSU"

300 bar padhe aur dua kare

Aur

 Jab se exam shuru ho ya jis din interview ho us din rozana jane se pehle sure Anfal ki aayat no. 62

فَإِنَّ حَسْبَكَ اللَّهُ ۚ هُوَ الَّذِي أَيَّدَكَ بِنَصْرِهِ وَبِالْمُؤْمِنِينَ

7 bar padh kar fir exam ya interview dene jaye. Allah ke hukm se jarur kamyabi milegi.

💐English Transliteration Sureh Anfal - Ayat no 62 💐

Wain yureedoo an yakhdaAAooka fainna hasbaka Allahu huwa allathee ayyadaka binasrihi wabialmumineena


 Awwal aakhir 11 durude pak jarur padhe
*ILM HAASIL KARNE PAR ILM WALON KI FAZILAT*

قُلْ هَلْ يَسْتَوِي الَّذِينَ يَعْلَمُونَ وَالَّذِينَ لَا يَعْلَمُونَ ۗ إِنَّمَا يَتَذَكَّرُ أُولُو الْأَلْبَابِ -

_Tum Farmao Kya Barabar Hain Jaanne(Ilm) Wale Aur Anjaan(BeIlm). Nasihat To Woi Mante Hai Jo Aqal Wale Hai._
*Surah Zumar(39) – Ayat :09*

Is Ayat Mei ALLAH ربَّ الْعَالَمِينْ Ilm Walon Ki Fazilat Bayan Kar Raha Hai – Kya Ahle Ilm Aur Ahle Jahil Dono Barabar Hai? Nahi. Lihaza Ilm Walon Ke Darjaat Hai ALLAH ربَّ الْعَالَمِينْ Ke Pass. To Ilm Hasil Karne Se Insaan Ke Darjaat Buland Hote Hai, ALLAH ربَّ الْعَالَمِينْ Ne Khud Irshad Farmaya.

_ALLAH ربَّ الْعَالَمِينْ Tumhare Imaan Walon Ki Aur Unki Jin Ko Ilm Diya Gaya Darjaat Buland Farmaega_
*Surah Al Mujaadilah(58) – Ayat:11*

Is Ayat Se Pata Chalta Hai Ki Jo Log Imaan Laye Aur Jinko Ilm Diya Gaya Unke Darjat Bhi Buland Hote Hai Aur Woh Muashre Mei Bohot Hi Buland Martabe Pe Fa’eez Hote Hai.
Sawal : Ajmer Shareef mai jannati darwaze ki hikmat kya hai ?
Aur isski sahi riwayat aur fazilat kya hai ?

Hazrat rehnumayi farmaye
جَــزَاك اللــه

Jawaab:
Hazrat Baba Fareedud Deen Ganj Shakr Razi-Allahu Ta'ala Anh ne Jis Waqt Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz Razi-Allahu Ta'ala Anh ke Mazaar e Paak ke Qareeb Chilla farmaya to us dauran Ap ne Khwab me Huzoor e Akram ﷺ ki ziyaarat ki Aur Ap ne Jis Jagah se Huzoor ko Guzarte hue dekha jab Bedaar hue to wo jagah Waaqai khushbu se muattar thi, Lehaza us jagah ko Khaas kar diya gaya aur Jannati Darwaza Naam rakh diya gaya k Sarkar ka Guzar us Raah Se ho gaya Wo Jannat ki Raah ho gai.. Wa-Allahu Ta'ala A'lam

📝 مقصــــود اختــر القـــادری
خادم الافتـــــاء رضوی امجدی دارالافتاء
۵۰/ نیو قاضی اسٹـــریٹ ممبئی ۴۰۰۰۰۳

📝 (Mufti) Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
50/ New Qazi Street Mumbai 400003.
Mas'ala
Mubaligha ke sath istnja kya, yahan tak ke haqna (pakhane k maqam se takriban 1 inch andar hota hai) rakhnay ki jagah tak pani pahonch gaya, roza jata raha aur itna mubaligha chahiye bhi nahi ke is se sakht bemari ka andesha hai .
▪️(Bahar e Shari'at Hissa 5)
مسئلہ
مبالغہ کے ساتھ استنجا کیا، یہاں تک کہ حقنہ رکھنے کی جگہ تک پانی پہنچ گیا، روزہ جاتا رہا اوراتنا مبالغہ چاہیے بھی نہیں کہ اس سے سخت بیماری کا اندیشہ ہے۔
▪️(درمختار)

Mas'ala
Mard ne peshab ke surakh mein pani ya tail dala to roza na gaya, agarchay masana tak pahonch gaya ho aur aurat ne sharamgah mein tapkaya to jata raha
▪️(Bahar e Shari'at Hissa 5)
مسئلہ
مرد نے پیشاب کے سوراخ میں پانی یا تیل ڈالا تو روزہ نہ گیا، اگرچہ مثانہ تک پہنچ گیا ہو اور عورت نے شرمگاہ میں ٹپکایا تو جاتا رہا۔
▪️(عالمگیری)