Breakthrough Advertising.pdf
1.9 MB
Eugene Schwartz ne ab se 50 saal pahle “Breakthrough Advertising” naam ki ek kitaab likhi thi. Is kitaab ki sirf kuch copies hi print ki gayi thi aur use us jamane me ye $1,000 (yani aaj ke lagbhag 75,000 Rs) me bikti thi. Aaj bhi, aapko ye kitaab Rs. 70,000 se kam me nahi milne wali. Is kitaab me Eugene Schwartz ne consumer awareness ke 5 stages ke bare me bataya tha.
Unhone bataya ki customers aapko 5 levels par jaante aur pahchante hai. Har level ke consumers ko apna product bechne ke liye aapko ek alag strategy ka istemaal karna hoga.
Unhone bataya ki customers aapko 5 levels par jaante aur pahchante hai. Har level ke consumers ko apna product bechne ke liye aapko ek alag strategy ka istemaal karna hoga.
Pahle mujhe laga ki shayad main motivational video na bana paaun because I always made explainer videos.
dekh kar comment zaroor karna ki kaisi hai.. and mention bhi karna ki aap telegram se aaye ho. because ye baatein main sirf aap se keh raha hoon.
kaisa laga comment zaroor karna and mention bhi karna ki aap telegram se aaye ho. waiting for your comments.