Good Morning
Ab class 11th or 12th ke Students ke videos upload hogi

Sabse pehle kis subject ki Video chaiye comments krke batay 👇
Kuch students pichle saal ke videos dekh lete h or fir bolte h ki sir aapne jo questions diye the un me se bahut kam aaya

isliye new video ko dekhe
Class 10th ke baccho ki demand pr answer bhi de diye

Jaldi dekh lo
Class 11 or 12th ke students ke liye videos jald hi upload ho jayenge
Guys 11 baje class 11th ka chemistry ka video aane wale h
12 chemistry ka 12 baje upload hoga ok
Guys ab Account or Geography ke videos upload hoge
Discussion chat evening me ON hoga abhi band kr rha hu ok
Guys kal IMPORTANT Questions or Objectives ki video upload hogi
Good Morning Dear Students
Aaj sabhi subject ke IMP Questions or Objectives ke upload hoge with solution
Jo bacche real paper ke liye telegram ko join kiye h aap left ho sakte h


is Group me sirf IMP Questions, Model Paper milenge
Important Questions for class 10th
Pdf link👆👆👆👆👆👆👆👆👆
Guys aaj me bahut jada busy tha isliye video upload nhi kr paaya lekin jo subject bache hua h aaj un sabhi subjects ke videos upload ho jayenge 10 baje se pehle
छात्रों टेंशन ना ले आज सभी विषय की वीडियो अपलोड होंगे इसके साथ-साथ पीडीएफ की लिंक भी शेयर की जाएगी 9:00 बजे से पहले
9 baje sabhi subject ke pdf milenge ok
Rajniti vigyan ka paper kab h ?