Nayan Classes
20.1K subscribers
1.04K photos
21 videos
738 files
4.56K links
Download Telegram
Jitne bhi student kl sir user ID send kiye hain unka login light nhi rhne ke karan nhi ho paya hai.
Jaise hi light aata hai sbka login ho jayega.
Thanks
Pradeep
Team Nayan classes
आज 1 घंटे बाद 11 बजे मैं Youtube पर Live आऊँगा
आज शाम 6:30 बजे Youtube पर live aaunga
6:30 baje Live aaunga, YouTube ka Link abhi hi bhej diya hu
Jharkhand Polytechnic first semester ka exam hoga ya nhi
Isper Mai 7:30 baje Live aaunga
3 minute me Mai YouTube par Live aaunga
Live aaunga 9 baje, Jharkhand Polytechnic first semester ke bare me bat karne
कल सुबह Live आऊँगा, First semester पर बात करने
Good evening
Pradeep: Team Nayan Classes App
1. Maths me 1 video upload ho chuka hai.

2. Chemistry me 1 video Acid Salt & base ke andr upload ho chuka hai- Acid found in nature

Aaplog dekh sakte hain
Thanks
And good night
👆👆👆2 days offer start👆👆👆
Is group me mai Bihar Polytechnic previous year ka question aaj Tak nhi bheja hu,jante ho kua
Khud Bihar polytechnic ka authorise question Bahar nhi aata hai
Aap Sabhi log mujhse bar bar puchhte hai,ki Koi best book ka Nam bataye,Mai koi bhi book ka Nam nhi batata hu,bolta hu koi sa bhi lelo,jante ho kyu
Kyuki Sare book me Fake questions rahta hai,Jo Students ko aur Galat direction me bhej deta hai
Proof dekh lo
Ye hai Arihant me Diya hua 2018 ka question