Mehra sir board
Mehra sir-
Saraswati vidhya mandir se ho aap?
percentage aur Academics to bht achha rha h apka! SLET bhi qualified ho!
Psc me hi kyu aana chahti ho?
To phir Assistant professor k liye apply kr dia kya??
Scientific officer k liye?
Eligibility criteria kya hota h uska?
Research experience h kya apko?
govt. Itni schemes shuru kr rhi hai, inme adhikansh women k liye hi kyu hai? ( aadha answer sun k hi counter question )
To pradesh mein berojgari nhi h kya? Unke liye koi scheme hain kya?
Har kshetra mein tin Tin example women k dijiye.
Bharatiya sanskrutik virasat me koun koun se pramukh sthal rahen hai, visheshkar shiksha k kshetra mein?
(Nalanda university - G20 se relate kr k)
2nd Board member -
42 Constitutional amendment.
Ye 'tudro' koun hain?
Pm hi hain? Sure??
Abhi charcha mein kyu hain?
Preamble se kuch questions.
3rd board member -
Biotechnology mein chemistry padhi jati h?
Microbiology kya h?
Biochemistry kya h?
Chemistry k bina biotechnology ki pdhai sambhav ho sakti h?
Ye sare subjects aapas me Interlinked kaise hain ?
In sbme difference kya h?
Biotechnology me chemistry kaise apply hoti h example?
Maheshwari Saaree , chanderi saaree aur banarasi saaree me main difference kya h?
Kya maheshwari saree me silk ka use hota hai?
Baag print saaree inse kaise alag h?
4th board member -
Kisi specific DNA enzyme ka naam puchh kr uska function puchha gya.
Endonuclease enzymes kya hain?
Apni favorite biotechnology branch btao!
(Answer was - genetic engineering)
Gene kya h?
DNA kya h?
Difference - dono mein.
"maan lo mujhe to technical language smjh me hi nhi aati, tum aur simplified way me btao.."
Ek pencil utha k - "meri aur mehra ji ki behes ho rhi h, ki ye hissa gene h ye hissa DNA h," tum hum dono ko kaise smjhaogi ki koun galat h koun sahi h?
Kya dono ek hi hai?
Kya inme INDIA - भारत jaisa relation hai?
Bt cotton ka Bt bacteria kaha paya jata h.
Answer sunne k baad - "maan lo main ek kisan hu, mujhe lab / biotech ka koi knowledge nhi h to mujhe kaise btaogi k ye bacteria kaha se lekr aaye hain??
Technique aur technology mein kya difference h?

👍16❤1
Modi speaks to Palestine President, reiterates 2-state solution amid criticism of India’s ‘shift in stance’
Read here
Read here
ThePrint

In call with Mahmoud Abbas, PM condoles loss of civilian lives at Gaza’s Al Ahli Arab Hospital that was bombed 2 days ago, adds India 'will continue to send aid for Palestinian people'.
Opinion: 'Even if Moitra took the bribe, she could not be prosecuted in a court of law because of the immunity granted to all parliamentarians under Article 105 of the Indian Constitution.'
Kishen Shastry, PhD candidate at University of Cambridge, and Ojaswi, advocate at Karnataka High Court, write
Read here
Kishen Shastry, PhD candidate at University of Cambridge, and Ojaswi, advocate at Karnataka High Court, write
Read here
ThePrint
Mahua Moitra has constitutional immunity. Even if she took bribe, she can’t be prosecuted
The PV Narasimha Rao v State (1998) judgment ensured such immunity for MPs. Now, the Supreme Court is right to revise it.
👍2
Trade interests in Latin America & Caribbean mainly concern edible oil, gold, critical minerals. Diaspora in Suriname, Guyana, Trinidad & Tobago helped but India still behind China.
Read here
Read here
ThePrint
How India is boosting its strategic & economic ties with distant Latin America, Caribbean
Trade interests in Latin America & Caribbean mainly concern edible oil, gold, critical minerals. Diaspora in Suriname, Guyana, Trinidad & Tobago helped but India still behind China.
👍2
Forwarded from CSE EXAM ( UPSC prelims mains) CAPF
budget_speech.pdf
1.4 MB
Name - Aysha Ansari
Date - 29/04/2024
Board - koshti sir
2nd number pr tha mera
Hobby - baccho ko padhana
Graduation - BSC (Biotech)
( Aps University, rewa)
Chairman sir :-
1- roll number
2- DOB
3- apna parichay dijiye
4- aap Aps University se graduate hai , kaun the Avdhesh pratap singh
5- rewa ke mandir pucha jisme kis mandir ko supreme court , high court aur ek aur koii court puche ( yeh mujhe pta nhi tha) teeno hanuman jii ke mandir hai
6- hobby ( baccho ko padhati hai aap, to kis class tk aur subject)
7- NEP 2020 me free education ka criteria kitna kr diya hai govt me expalin, 5+3+3+4 system explain, 10+2+3 kya tha
8 - mudliyar committee, radha krishnan committee, daulat singh kothari committee
9- GI tag of rewa
10- OPOP of rewa
Second member:-
1- papa ka naam
2- muslim hi naam q
3- aap ke samuday me shiksha ki sthiti itni acchi nhi hai q, real aur genuine reason btao
4- Akbar ke shashnkal me kaun use bhagwan bnana chahta tha
5- mahabharat kaal ke kaun kaun se kshetra mp me hai
Third member:-
1- aap bachho ko science pdhati hai to difference between breathing and respiration
( Yeh totally fluent English se baat krrhe the)
Ek do questions to smjh n aaye
2- difference between weight and mass( btane hi nhi diye, yeh puchte hi bole apna weight btao )
3- rapid fire question jisme unhone bola yes or no me answer Dena fast
--- tumhe pdhana achha lgta hai
--- tum gaati v ho
---tumhe keval ldhkiya pasand hai
---- tum apne mata ko pita se jyada pyaar krti ho
---- 3-4 aur kuch puche the ab yaad nhii
4- potential, powerfull aur energetic inko sequence me lgane ke liye bola ki kya numbering kregi aap isko
Aapme inme sbse jyada kya hai
5- ek line bole ki jo insan bhoolna chahta hai wo yaad rhta hai aur Jo yaad rkhna chahta hai wo bhool jata hai, apne life ki koii ek aisi ghatna btao jise tum kbhi bhool nhi skti
6 - attitude aur aptitude me difference
4 th member:-
1- rewa me kaunsi Nadiya hai
2- yha se koii famous gayak rha hai (- Tansen ji uske bare me pucha )
3- nijamuddin auliya aur baba fareed ke bare me pucha
4-rewa ultra mega power project ( isse 7-8 question puche)
5- mohaniya tunnel ( isse v 6-7 question puche
Fir interview samapt, koshti sir bole Aysha jii aapka interview hogya , mai uthne wali thi
Utne me last wale member achanak se fir puche
6-teachers ki kya quality hoti hai wo btao ( keyword jldi se)
7- Aysha naam ka mtlb btao
Fir interview samapt, koshti sir bole thank you Aysha jii, have a nice day, aapka interview hogya

👍21❤1
Forwarded from UPSC previous year paper ( PYQ ) PDF
UPSC CSE 2024 Paper 1.pdf
6.5 MB
CSP-2024
Paper-1 (GS-1)
Paper-1 (GS-1)
👍2