20201222_105806_0000.png
163.5 KB
Congratulations Winners! Here is the Token of Appreciation from Iqra'
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Baqarah, ayat: 76-80
Sukhi Napaki Chune se Muntaqil Nahi Hoti | Iqra'
https://www.iqrakitab.com/2019/05/sukhi-napaki-chune-se-muntaqil-nahi-hoti.html
https://www.iqrakitab.com/2019/05/sukhi-napaki-chune-se-muntaqil-nahi-hoti.html
Iqrakitab
Sukhi Napaki Chune se Muntaqil Nahi Hoti
Agar ek bachha bistar pe peshab kar de aur peshab ke sukh jane par agar mai us bistar par baithta hu, toh kya mera libas napak ho jayega?
Wuzu ke dauran Gardan ka Masah karna | Iqra'
https://www.iqrakitab.com/2017/12/wuzu-ke-dauran-gardan-ka-masah-karna.html
https://www.iqrakitab.com/2017/12/wuzu-ke-dauran-gardan-ka-masah-karna.html
Iqrakitab
Wuzu ke dauran Gardan ka Masah karna
Hadees ke mutabik, khwab me doodh peene ki kya taabeer hai?
Anonymous Quiz
11%
Maal
30%
Nek aulad
45%
Ilm
15%
Jannat
Forwarded from Iqra'🌙
Beshak unn logon ne kufr kiya jinhone kahaa ki Allah hi to Maseeh bin Mariyam hai, aap kah dijiye ki phir koun ikhteyaar rakhta hai Allah Ke aage kisi bhi chiz ka agar wo chahe ki halaaq kar de Maseeh bin Mariyam ko aur unki Maa ko aur jitne log zameen me hai sab ko, aur Allah hi ke liye hai baadshahi aasmano aur zameen ki aur jo kuch unke darmiyaan hai, wo paida karta hai jo kuch chahta hai, aur Allah har cheez par qadir hai.
(Surah Maida: 5:17)
#Eesa_Allah_ke_bande_hai
(Surah Maida: 5:17)
#Eesa_Allah_ke_bande_hai
Forwarded from Iqra'🌙
Aye Ahle-kitaab! apne deen me hadd se aage na badho aur Allah ke baareme koi baat haq ke siwa na kaho, Maseeh Eesa bin Mariyam to bas Allah ke ek Rasool aur uska ek kalima hai jisko usne Mariyam ki taraf dalaa tha aur uski jaanib se ek rooh hai, pas Allah par aur uske rasoolon par eeman lawo aur yun na kaho ki teen hai, baaz aa jawo yahi tumhare haq me behtar hai, mabood to bas ek Allah hi hai, wo paak hai ki uski aulad ho, usi ka hai jo kuch aasmaano aur zameen mai hai, aur Allah hi ka kaar-saaz hona kaafi hai.
(Surat un Nisa: 4:171)
#Eesa_Allah_ke_bande_hai
(Surat un Nisa: 4:171)
#Eesa_Allah_ke_bande_hai
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Hadees 6 | Jo logo par raham nahi khaata
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Surah Baqarah, ayat: 81-86.
Hadees ke mutabik, Dajjal kis zameen se niklega?
Anonymous Quiz
29%
Khurasan
30%
Damishk
14%
Baghdad
26%
Yaman