CDS Gurukul
6.37K subscribers
242 photos
37 videos
132 files
185 links
This channel is for Aspirants preparing for CDS Examination!!
Download Telegram
CDS GS mein 50+ score karna pehle impossible lagta tha…
Lekin ab problem SOLVED ✅


CDS 1 2026 aspirants, maine poora roadmap lekar ek dhamakedaar video daal di hai 🎯
Ab guessing band, bas execution shuru!

👉 Turant jaake video dekho aur apna GS ka darr khatam karo — fatafat!
Finally CDS Result Out!! 🔥
7015173285 - WhatsApp Par Iss number par apna result jarur share karein!! 🤗😇
Result nahi nikla? Dil toota hoga. Thakaan bhi hogi. Aasaan nahi hai yeh sab jhelna…”

Lekin suno… ek baat apne dil mein utaar lo — tum fail nahi hue ho, tum bas TAYAR ho rahe ho.
CDS jaise exams mein jo turant select ho jata hai na, woh successful hota hai…
Par jo baar-baar girke bhi wapas khada hota hai, woh LEGEND banta hai.


Aaj tumhare aas paas kuch log khush honge, kuch log taane maar rahe honge, kuch bas chup hain.
Par yaad rakhna — tumhara asli character ab ban raha hai.
Jis din tum phir se utho ge aur dobara ladne ka faisla loge, wahi tumhari comeback kahani ki shuruaat hogi. 🌿

Aaj rone ka mann hai? Rona.
Aaj chup rehna hai? Rehlo.
Par bas itna vaada karo khud se — rukoge nahi. ❤️

Agle attempt mein tumhara naam bhi list mein hoga.
Aur jab hoga na… tab tumhe khushi se zyada sukoon milega.
Because tab tum jaante hoge, “Main gira bhi tha… par main rukha nahi.”

Yeh game sirf knowledge ka nahi, ZIDD ka hai.
Aur agar ZIDD hai na… toh CDS kya, duniya ki har uniform tumhare saamne salute karegi. 🍀🌳

Utho. Aansu pochho. Aur khud se bolo — “Ab meri baari hai.” ❤️🔥
❤9🔥1😁1
CDs Students 🔥❤️
😁1
Ota 🔥❤️
❤1😁1
⚠️ CDS 2 2025 Result Out!
Jinka selection nahi hua… unke liye ye message hai. ❤️‍🩹

⸻

Dear Warrior / मेरे Fighter,

Aaj dukh hai…
Result aaye aur naam list mein nahi tha.
Raaton ki mehnat, dino ki tapasya… sab ek PDF ne reject kar diya. 😔

Rona aata hai… Aane do.
Dil toot raha hai… tootne do.
Lekin हार मानना MAT. ❌

Uniform reject nahi karti — Bas delay karti hai. 🫡

⸻

Har ek officer jisne today uniform pehni hai —
Woh bhi kabhi fail hua tha.
Difference sirf itna hai ⬇️

Woh gira — phir khada ho gaya.
Ab teri baari hai. 🔥

⸻

⚔️ MISSION UNIFORM Batch – SSBGUIDE App par LIVE hai CDS 1 2026 ke liye! 🇮🇳

✅ GS, English, Maths ka FULL ROADMAP
✅ Daily Targets + Live Classes + Notes
✅ Discipline + Accountability + Personal Mentorship

Yeh sirf course nahi — COMEBACK ka Platform hai. 💪

⸻

Agar iss baar naam list mein nahi…
Toh अगली बार मेरिट लिस्ट में होना चाहिए.


📢 Mission Uniform Batch Join Karo… Sirf padhne ke liye nahi — LADNE ke liye! ⚔️🔥

Next Result Time… TU ROTEGA NAHI — TU HASKE BOLEGA:
“YES! MERA SELECTION HO GAYA!”
✅
Ye batch nahi sirf !! Tumhari investment hai Tumhare future ke liye !! Milte hai classes mai 🤝🚀
❤1😁1
Only maths batch bhi fatafat join kro !! 🔥🔥💪💪
😁1
Abdul Bhatt, Kashmir (Anantnag) ka student —
Hamare Online SHERSHAH Batch ka Warrior,
CDS 2 2025 OTA Exam mein 105 MARKS ke saath CLEAR kar gaya!✅


👊 Ye sirf ABDUL ka nahi… YE HUM SAB KA COMEBACK MOMENT hai!

Agar Kashmir ka ladka, limited resources ke saath 105 marks laa sakta hai,
To TU KYUN NAHI? 😤

Success formula simple hai:

📌 Right Guidance
📌 Right Strategy
📌 Right Mentor

Shershah Batch ne ABDUL ko Officer banne ka raasta dikhaya…

👉 Ab tumhari baari hai — MISSION UNIFORM Batch for CDS 1 2026 is LIVE!
❤1🥰1
6 mahine ki Mehnat Aur pdf mai apka naam 🤝🔥🚀💪💪
🔥 Our Students Are Making Us Proud! 🔥

CDS 2 2025 exam sirf apna hi jalwa hai! 🇮🇳💪

Meet Harshil –
Hamare online batch ka soldier jiske paas double victory hai!
✅ AFCAT Clear
✅ CDS Clear
✅ Aur ab 4 SSB Interviews lined up! 🚀

Yeh sirf unka achievement nahi hai — yeh proof hai ki agar dedication aur right guidance mile, toh impossible kuch nahi!

⸻

Ab agli PDF mein naam Harshil ke neeche, tumhara naam chahiye mujhe! 💯🔥

👊 Jo log soch rahe ho “Mera nahi hoga”… bhai/bhen, iska bhi pehle nahi hota tha!
But Mission Uniform Batch join kara… aur game palat gaya 💥

⸻

Ab tumhari baari hai!
📲 Mission Uniform Batch mein enroll karo
🎯 CDS 1 2026 = RESULT ✅
❤3
Muje sirf 6 mahine dedo apne aur Selection lelo !! 🚀🤝🫡❤️
😁1
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
Yeh call 📞 next time 🕰️ tumhari honi chaiye !! Ek Mithai ke dabbe ke sath 🧁🍩
🔥3😁1