Assalamualaikum...
Ramadan ka mahina chal raha hai... sadqa zakat log nikal rahe hain..aur waise requests aur post bhi bahut aa rahe hain. Sare requests ko hum channel's per nahi daal sakte. behtar hai k.. thodi mehnat kar k aap jaha rahte ho waha koi mustahiq, jarurat mand ho to talash kar k zakat, khairat ka Paisa de Diya Karen. Warna Aisa Naa ho.. aap ka rishtedar, aap ka padosi mustahiq ho. Aap k aas paas kisi ko hospital ya zaruri saman k liye paiso ki jarurat ho aur aapki Nazar un logo per Naa pade.
Aap ka qeemti paisa sahi jagah per aur behtar jagah per lagana ye aap ki apni zimmedari hai.
Jazakallah

💯29❤9🔥1