Islamic Quiz
610 subscribers
1 photo
247 links
Iss Channel Me Apko Daily Islamic Quiz Milegy In Shaa'Allah.
Download Telegram
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *


*Sawal: Jannat ke jawan logo ke sardar kaun kaun honge*


A: Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B: Hassan Radi Allahu Anhu
C: Umar Radi Allahu Anhu
D: Umama Radi Allahu Anhu
E: Hussain Radi Allahu Anhu
F: Fatima Radi Allahu Anha
G: Asiya Alaihi salam
*H: Allahu Aalam*
*🎗️📜REFERENCE 📜🎗️*
----------------------------------------
*🎖️📚SAHIH JAWAB : BE📚🎖️*



*Bismillahirrahmanirraheem*

*✦ Hadith : Hasan aur Hussain Radi allahu anhuma Jannat ke jawano ke sardar hain*
-----------
✦ Abu Saeed Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Hasan aur Hussain Radi allahu anhuma Jannat ke jawano ke sardar hain
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 1701-Sahih
-------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”حسن اور حسین اہل جنت کے جوانوں کے سردار ہیں
جامع ترمذی جلد ۲ ۱۷۰۱
_
✦ Narrated Abu Saeed Radi allahu anhu that the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Al-Hasan and Al-Husain are the chiefs of the youth of Paradise.
Jamia Tirmidhi , Book 46, Hadith 3768-Sahih
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *


*Eh Allah jo innse Mohabbat karta hai tu bhi unse Mohabbat kar*

*Sawal: Ye dua Innmein se kis ke liye farmaye gayee thi*


A: Ahle Bait
B: Fatima Radi Allahu Anha aur Ali Radi Allahu Anhu
C: Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhum
D: Umama Radi Allahu Anha
E: Ahle Madina
F: Mere Sahaba Radi Allahu Anhum
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*
*Sahi Jawab - E*
*Hadith: Achchi tarah Quran ki Qiraat karne wala wo shakhs hain jiski Khashiyat nazar aaye yani Allah ka khauff...*

📚Reference:
-----
Aisha Radi Allahu Anhu se riwayat hain ke logon mein sabse *achchi (Quran) ki Qiraat karne wala wo shakhs hain ke jab wo Qirat kare to is par Allah ki Khashiyat (Allah ka khauff) nazar aaye.*
------------
عائشہ رضی اللہ عنہا سے مرفوعا مروی ہے کہ: لوگوں میں سب سے اچھی قراءت کرنے والا وہ شخص ہے کہ جب وہ قراءت کرے تو اس پر اللہ کی خشیت نظر آئے
------------
*Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2810-Sahih*
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *


*Eh Allah jo innse Mohabbat karta hai tu bhi unse Mohabbat kar*

*Sawal: Ye dua Innmein se kis ke liye farmaye gayee thi*


A: Ahle Bait
B: Fatima Radi Allahu Anha aur Ali Radi Allahu Anhu
C: Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhum
D: Umama Radi Allahu Anha
E: Ahle Madina
F: Mere Sahaba Radi Allahu Anhum
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*
*📜🎗️REFERENCE 🎗️📜*
------------------------------------------
*🎖️📚SAHIH JAWAB:C📚🎖️*


*Bismillahirrahmanirrahim*

*✦ Hadith : Eh Allah jo inse (Hasan aur Hussain radi allahu anhuma se) muhabbat kare, tu bhi unse Muhabbat farma*
-------
✦ Usama bin Zaid Radi allahu anhu se rivayat hai ki ek raat mein kisi kaam se Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke paas gaya Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam apne upar kuch lapete huye they mujhe malum nahi wo kya tha jab main kaam se farig hua to pucha ye kya hai to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne usko hataya to usmein Hasan aur Hussain Radi allahu anhuma they Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ye dono mere aur meri beti ke bete hain , Eh Allah main inse Muhabbat karta hu tu bhi inse muhabbat farma aur jo inse muhabbat kare unse bhi Muhabbat farma
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 1702-Sahih
------
✦ Narrated Usamah bin Zaid Radi Allahu anhu I came to the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam one night concerning some need, so the Prophet (ﷺ) came out while he was covering up something, and I did not know what it was. Once I had tended to my need, I said: What is this that you were covering up? So he uncovered it, and I found it was Hasan and Husain [peace be upon them]. So he said: These are my two sons, and the sons of my daughter. O Allah! Indeed, I love them, so love them, and love those who love them.
Jamia Tirmidhi , Book 46, 3769-Sahih
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *


*Sawal: Mafhum Mukamal karen Innmein se kaunse aamal ke liye farmaya gaya hai hai jiska wo aamal qubul nahi hua uska koi bhi aamal qubul nahi hoga*



A: Laa Ilaha IllAllah ki Shahadat
B: Jihad
C: Sadqa
D: Allah Subhanahu aur uske Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se Mohabbat
E: Taqwa
F: Paaki
G: Innmein se koi nahi
*H: Allahu Aalam*
*📜🎗️REFERENCE 🎗️📜*
-----------------------------------------
*🎖️📚SAHIH JAWAB: G📚🎖️*
*( NAMAZ)*



*Bismillahirrahmanirrahim*


*Mafhum e hadith: Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee hai aur ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee hai Jisne Iss tarha adaa kiya to uski namaz qubul ki jaegi aur uske sare aamal qubul honge aur jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: نماز تین حصوں میں تقسیم ہے، پاكیزگی ایك تہائی ہے،اور رکوع ایک تہائی ہے اورسجدے ایك تہائی ہیں، جس نے اسے كماحقہ ادا كیا تو اس كی نماز قبول كی جائے گی، اور اس كے سارے اعمال قبول ہوں گے اور جس كی نماز قبول نہیں ہوگی اس كے کوئی بھی اعمال قبول نہیں ہو گئے
---
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said:‘Salah has three parts; Purification, the ruku’ and the sajdah. Whoever fulfills it like it ought to be, will have his Salah as well as all other deeds accepted. He whose Salah is rejected, will have all his other deeds rejected too.
Al-Silsila-tus-Sahiha - 643
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Iss Channel Me Apko Daily Islamic Quiz Milegy In Shaa'Allah.

https://t.me/QuizIslamic
👆Is link ko click kar ke join karen, Aur is link ko aur bhi logo se share karen, apne liye sadqa e jariye banaye !!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *

*Sawal: Hadith ko mukammal kijiye....Kaunsa amal hain jo Jannat ko wajib karta hain?*

A: Roza
B: Taqwa
C: Sabr
D: Khamoshi
E: Narm Dil
F: Tawheed
G: Inmein se koi nahi

H: Sahih jawab ka intezaar
*Sahih Jawab - F*

*Hadith: Tawheed Jannat ko wajib kar deti hai aur Shirk dozakh ko*

Reference📚:
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke khidmat mein ek aadmi hazir huwa aur pucha YA Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam wajib karne wali do baatein kaunsi hain Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne jawab diya Jo kisi Cheez ko Allah Subhanahu ke saath Shirk Na karte huwe mare wo Jannat mein dakhil hoga aur Jo Allah Subhanahu ke saath kisi Cheez ko Sharik karte huwe mara wo dozakh mein dakhil hoga yani *Tawheed Jannat ko wajib kar deti hai aur Shirk dozakh ko*
-------
ایک آدمی نبی اکرم ﷺ کی خدمت میں حاضر ہوا اور پوچھا : اے اللہ کے رسول ! واجب کرنے والی دو باتیں کون سی ہیں ؟ آپ نے جواب دیا : ’’ جو کسی چیز کو اللہ کے ساتھ شریک نہ کرتا ہوا مرا ، وہ جنت میں داخل ہو گا اور جو اللہ کے ساتھ کسی چیز کو ٹھہراتے ہوئے مرا ، و ہ دوزخ میں داخل ہو گا ۔ ‘ ‘ یعنی توحید جنت کو واجب کر دیتی ہے اور شرک دوزخ کو ۔
----
It is narrated on the authority of Jabir that a man came to the Messenger of Allah ( صلی اللہ علیہ وسلم ) and said: Messenger of Allah, what are the two things quite unavoidable? He replied: He who dies without associating anyone with Allah would (necessarily) enter Paradise and he who dies associating anything with Allah would enter the (Fire of) Hell.
----
*Sahih Muslim Hadees#269
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *

*Sawal: wo kaunsi namaz ke bare mein farmaya gaya hain ke Allah Subhanahu ke nazdik wo sabse Afzal behtar hain*

A: Tahhajjud
B: Chast
C: Jumme ki Namaz
D: Asar ki Namaz
E: Fajar ki Namaz
F: Isha ki Namaz
G: Inmein se koi nahi (Apna Sahih Jawab likhiye)

*H: Sahih Jawab ka Intezaar*
*Sahih Jawab - G (Jumme ke din Fajar ki namaz jamaat ke saath aada karna)*

*Hadith: Allah Subhanahu ke nazdik sabse Afzal Namaz Jumma ke din Fajr ki Namaz jamat ke saath adaa karna hain*

Reference📚:
-----------------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya *Allah Subhanahu ke nazdik Afzal Namaz Jumma ke din Subha ki Namaz (yani Fajar ki Namaz) jamat ke saath adaa karna hain*
--------
نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ كے نزدیک افضل نماز جمعہ كے دن صبح كی نماز باجماعت ہے۔
-------
Ibn Umar reported: The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam, said, “Verily, the most virtuous of prayers to Allah Subhanahu is the dawn prayer in congregation on Friday.”
-------
*Al-Silsila-As-Sahiha 545-Sahih*
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM