*Sahih Jawab1 : BCEFGHI✔*
*Reference*
أَخْبَرَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ نَافِعٍ، قَالَ: حَدَّثَنَا عُمَرُ بْنُ عَلِيٍّ، عَنْ مَعْنِ بْنِ مُحَمَّدٍ، عَنْ سَعِيدٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: إِنَّ هَذَا الدِّينَ يُسْرٌ، وَلَنْ يُشَادَّ الدِّينَ أَحَدٌ إِلَّا غَلَبَهُ فَسَدِّدُوا، وَقَارِبُوا، وَأَبْشِرُوا، وَيَسِّرُوا، وَاسْتَعِينُوا بِالْغَدْوَةِ وَالرَّوْحَةِ وَشَيْءٍ مِنَ الدَّلْجَةِ .
----------
Rasool Allah(ﷺ) ne farmaye : *”Ye deen aassan hai aur jo deen mein ( amli tor par ) sakhti brte ga to deen is par ghalib aa jaye ga ( aur usay thaka day ga ) lehaza sahih rastay par chalo ( agar mukammal tor se amal nah kar sakuu to kam az kam ) deen se qareeb raho, logon ko deen ke muamlay mein khush rakho ( nafrat nah peda karo ) inhen aasani do aur subah o shaam aur kuch raat gaye ki madad se Allah ki ibadat karo* ۱؎ .
----------
It was narrated that Abu Hurairah said:
"The Messenger of Allah said: 'Indeed, this religion is easy, and no one will ever overburden himself in religion, except that it will overtake him. tidings (that you will be rewarded), and take it easy; and gain strength by worshiping in the mornings, afternoons, and during the last hours of the nights. '"
----------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: *”یہ دین آسان ہے اور جو دین میں ( عملی طور پر ) سختی برتے گا تو دین اس پر غالب آ جائے گا ( اور اسے تھکا دے گا ) لہٰذا صحیح راستے پر چلو ( اگر مکمل طور سے عمل نہ کر سکو تو کم از کم ) دین سے قریب رہو، لوگوں کو دین کے معاملے میں خوش رکھو ( نفرت نہ پیدا کرو ) انہیں آسانی دو اور صبح و شام اور کچھ رات گئے کی مدد سے اللہ کی عبادت کرو ۱؎۔*
----------
*Grade : Sahih (Darussalam)*
*Reference : Sunan an-Nasa'i 5034*
*In-book reference : Book 47, Hadith 50*
*English translation : Vol. 6, Book 47, Hadith 5037*
*Sahi Jawab 2: F (Jo hukmaran das ya is se ziyada afraad par hukumat paye) ✅*
*REFERENCE*
۔ (۱۲۰۴۴)۔ عَنْ أَبِی أُمَامَۃَ، عَنِ النَّبِیِّ صَلَّی اللّٰہُ عَلَیْہِ وَسَلَّمَ أَنَّہُ قَالَ: ((مَا مِنْ رَجُلٍ یَلِی أَمْرَ عَشَرَۃٍ فَمَا فَوْقَ ذٰلِکَ إِلَّا أَتَی
اللّٰہَ عَزَّ وَجَلَّ مَغْلُولًا یَوْمَ الْقِیَامَۃِیَدُہُ إِلَی عُنُقِہِ، فَکَّہُ بِرُّہُ أَوْ أَوْبَقَہُ إِثْمُہُ، أَوَّلُہَا مَلَامَۃٌ وَأَوْسَطُہَا نَدَامَۃٌ، وَآخِرُہَا خِزْیٌیَوْمَ الْقِیَامَۃِ۔)) (مسند احمد: ۲۲۶۵۶)
--------------------------------------------------
Syedna Abu Imam Radi Allahu Anhu se rivayet hai, nabi kareem (ﷺ) ney farmaya : *Jo hukmaran das ya is se ziyada afraad par hukoomat paye, usay qayamat ke din Allah taala ke huzoor is haal mein paish kya jaye ga ke is ka haath is ki gardan se bandha huwa hoga,* is is ki neki is ko chhudaye gi ya is ka gunah is ko halaak kar day ga, is Iqtidaar ki ibtida mein malamat hai, darmiyan mein nedamat hai aur is ka injaam qayamat ke roz ruswai hai .

سیدنا ابوامامہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے، نبی (ﷺ) نے فرمایا: *جو حکمران دس یا اس سے زیادہ افراد پر حکومت پائے، اسے قیامت کے د ن اللہ تعالیٰ کے حضور اس حال میں پیش کیا جائے گا کہ اس کا ہاتھ اس کی گردن سے بندھا ہوا ہوگا،* اس اس کی نیکی اس کو چھڑائے گی یا اس کا گناہ اس کو ہلاک کر دے گا، اس اقتدار کی ابتدا میں ملامت ہے، درمیان میں ندامت ہے اور اس کا انجام قیامت کے روز رسوائی ہے۔

*Musnad Ahmed Hadees # 12044*

🌺 *ISLAMIC QUEEN ~ QUIZ* 🌺
*1⃣ 💫_Jannat Mein Jannatiyon Ko *Ar Rahiq* Diye Jayegi_.❓*
*Sawal:* Woh Kya Hai❓
_Option's Are:_
🌹A. Jannati Taqht.
🌹B. Jannat Ka Mewa.
🌹C. Jannat Ki Khushboo.
🌹D. Jannat Ka Khaas Khaana.
🌹E. Jannat Ka Libaas.
🌹F. Jannat Mein Ek Khaas Mukaam.
🌹G. Jannat Mein Ek Khaas Ghar.
🌹H. In Mein Se Koi Nahi.
Aap Apna Jawab Dein.
🔰I. Rabbi Zidni I'llma.

✔✔ *H. Khalis Mohar Lagi Hui Sharab*✅✅
👇👇👇👇👇
*عربي:*
[القرآن الكريم, سورة المطففين, آيه ٢٢ - ٢٨].
*إِنَّ الْأَبْرَارَ لَفِي نَعِيمٍ*.
*عَلَى الْأَرَائِكِ يَنظُرُونَ*.
*تَعْرِفُ فِي وُجُوهِهِمْ نَضْرَةَ النَّعِيمِ*.
*يُسْقَوْنَ مِن رَّحِيقٍ مَّخْتُومٍ*.
*خِتَامُهُ مِسْكٌ فِي ذَٰلِكَ فَلْيَتَنَافَسِ الْمُتَنَافِسُونَ*.
*وَمِزَاجُهُ مِن تَسْنِيمٍ*,
*عَيْنًا يَشْرَبُ بِهَا الْمُقَرَّبُونَ*.
*Roman Urdu:*
[Quran, Surah Al Mutaffifin, Aayat 22 - 28].
*Beshak Al Abrar (yani Neik log) Jannat mein honge*.
*Takhton par baithe hue nazare kareinge*.
*Aap un ke chehro par naimat ki taazgi maloom kar leinge*.
*Un ko khalis sharab (Ar Rahiq) mohar lagi hui pilaye jayegi*.
*Us ki mohar Musk ki hogi, aur ragbat (koshish) karne walon ko us ke liye ragbat (koshish) karni chahiye*.
*Aur us mein Tasnim (ke pani) ki aamazish hogi*,
*Ek chashma (spring) jis mein se Muqarrab (Allah ke khaas qareebi bande) peeyeinge*.
*English:*
[Quran, Surah Al Mutaffifin, Verse 22 - 28].
"Indeed, the righteous will be in pleasure".
"On adorned couches, observing".
"You will recognize in their faces the radiance of pleasure".
"They will be given to drink [pure] wine [which was] sealed".
"The last of it is musk. So for this let the competitors compete".
"And its mixture is of Tasneem",
"A spring from which those near [to Allah] drink".

❗⌛Islamic Quiz⌛❗
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*Sawal:Wo kounsa Gunah hai jisko chorh dene wale ke liye Jannat main mehal banya jaega*
A: Shirk
B: Ilm Chupana
C: Bukhal
D: Jhoot
E: Qata taluq
F: Gussa
G: Innmai se koi Nahi
*H: Sahi Jawab Ka intezar*

*📜🎗 REFERENCE🎗📜*
----------------------------------------------
*🎖📚SAHIH JAWAB: D 📚🎖*
-----------------------------------------------
*Bismillahirahmanirrahim*
*Mafhum e Hadith: Jhoot Chorne wale ke liye Jannat ke kinaron mein Ek Mehal banaya jaega*
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jisne jhoot bolna chorh diya aur wo batil par tha to Uske liye Jannat ke kinaron mein Ek Mehal banaya jaega aur Jisne Haq par hone ke bawajud behas chorh di Uske liye Jannat ke beach main ek Mehal banya jaega aur jisne Apne aap ko husn e ikhlaq se mazeen Kiya Uske liye Jannat ke upari hissa main mehal banaya jaega
Sunnan ibn Maja #51
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس نے جھوٹ بولنا چھوڑ دیا اور وہ باطل پر تھا تو اس کے لیے جنت کے کناروں میں ایک محل بنایا جائے گا، اور جس نے حق پر ہونے کے باوجود بحث اور کٹ حجتی چھوڑ دی اس کے لیے جنت کے بیچ میں محل بنایا جائے گا، اور جس نے اپنے آپ کو حسن اخلاق سے مزین کیا اس کے لیے جنت کے اوپری حصہ میں محل بنایا جائے گا ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۵۱
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: 'Whoever gives up telling lies in support of a false claim, a palace will be built for him in the outskirts of Paradise. Whoever gives up argument when he is in the right, a palace will be built from him in the middle (of Paradise). And whoever had good behavior, a palace will be built for him in the highest reaches (of Paradise).'
Sunnan ibn Maja Volume 1 , 51

*❗⌛Islamic Quiz⌛❗*
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*🌀👉Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne Innmai se kounse aamal ke liye irshad farmaya us say Nazdik raho dur na raho warna Jannat main bhi dur ya akhir main rahoge ?*
A: Waliden
B: Quran
C: Juma ke din jaldi Masjid aane wale
D: Ahle bait se qareeb rehne wale
E: Namaz main pahli suf se qareeb rahne wale
F: Juma ke din Imam ke Qareeb hone wale
G: Innmai se koi Nahi
*H:SAHIH JAWAB KA INTEZAR*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐

-------------------------------------------------
*🎖📚SAHIH JAWAB: F 📚🎖*
--------------------------------------------------
*Bismillahirahmanirrahim*
*Mafhum e Hadith: Juma ke din Immam ke Qareeb baithne ki Fazeelat*
---------
عَنْ سَمُرَةَ بْنِ جُنْدُبٍ أَنَّ نَبِيَّ اللهِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم قَالَ: اُحْضُرُوا الذِّكْرَ وَادْنُوا مِنَ الْإِمَامِ فَإِنَّ الرَّجُلَ لَا يَزَالُ يَتَبَاعَدُ حَتَّى يُؤَخَّرَ فِي الْجَنَّةِ وَإِنْ دَخَلَهَا.
سمرہ بن جندب رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: نصیحت كی مجالس (خطبہ جمعہ) میں حاضر ہوا کرو اور امام کے قریب بیٹھا کرو کیونکہ آدمی دور ہوتا رہتا ہے حتی کہ وہ جنت میں بھی پیچھے رہ جاتا ہے اگرچہ اس میں داخل ہوجا ئے۔
---
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya nasihat ki Majlis ( Khutbah Juma) mein hazir hua Karo aur Immam ke Qareeb baitha Karo kyu ke Admee dur hota rahta hai Yaha tak ke wo Jannat main bhi peeche rah jata hai agar usmein ( Jannat mein ) dakhil ho Jaye
Al-Silsila-As-Sahiha# 488

*‼Jawab ek se zyada hai*
*⭕👉Inmein se kaun kaun jannat mein dakhil nahi honge*
A. Ehsan karke jatane wala
B. Sharab ka aadi
C. Waldein ka nafarman
D. Jadu par yakeen karne wala
E. Taqdeer ko jhuthlane wala
F. Rishtedari todne wala
G. Madina walo ko darane wala
H. Sahi jawab ka intezar hai
💐💐💐 *Ans ➤ 9:00 PM* 💐💐

*✅ Answer ABCDEF 💐*
----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Waliden Ka Nafarman, Sharab Ka aadi, aur taqdeer ko jhutlane wala jannat mein dakhil nahi honge
Al-Silsila-As-Sahiha 914
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sharab ka aadi, Jadu par yaqeen rakhne wala aur Rishtedari todne wala Jannat mein dakhil nahi honge
Al-Silsila-As-Sahiha 916
✦ Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke log kabhi jannat mein dakhil nahi honge pahla apne waldein ki nafarmani karne wala dusra sharab peene ka aadi aur teesra Ehsana karke jatanewala
Sunan Nasaii, Vol 2, 473-Hasan

‼2 Sawaal hain
*🌀👉Sawal 1: Wo kaun hain jinke liye Allah subhanahu ne farmaya ki unko khas maine apne liye banaya ?*
A. Ibrahim Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Jibrail Alaihi Salam
D. Nooh Alaihi Salam
E. Idris Alaihi Salam
F. Maryam Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
*🌀👉Sawal 2 : Unse kisne farmaya ki tumko Allah subhanhu ne khas apne liye pasand farmaya hai ?*
A. Pathtar
B. Jibrail Alaihi Salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Darakht
E. Khidr Alaihi Salam
F. Musa Alaihi Salam

✅ *Sahi jawab: G,C* 💐
*(G: Musa Alahih Salam)*
--------
*فَلَبِثْتَ سِنِينَ فِي أَهْلِ مَدْيَنَ ثُمَّ جِئْتَ عَلَىٰ قَدَرٍ يَا مُوسَىٰ*
*وَاصْطَنَعْتُكَ لِنَفْسِي*
--------
Tu madyan wale mein kayee baras raha , phir tu Eh Musa (Alaihi Salam) taqdeer se yaha aaya
aur maine tujhe khas apne liye banaya
Surah Taha (20) Aayat 40-41
------------
Adam Alaihi Salam ne ne kaha ki aap wahi hain jinko Allah subhanahu ne apni risalat ke liye pasand kiya aur khud apne liye pasand kiya aur aap par taurat nazil ki ? Musa Alaihi salam ne kaha ji haan
Sahih Bukhari, Jild 6, 4736

*🌀👉Sawal: Mafhum Mukamal Karen Allah Subhanahu ne Innmai se kis ke sath pakka Ehad Kiya usay Jannat main dakhil karega ?*
A: Quran Ka ilm hasil Karne wale
B: Laa illaha illallaha Ka iqrar Karne wale
C: Tahajud Padhne walo se
D: Chupa aur khula Sadqa Karne walo se
E: Jisne Allah Subhanahu ko ek pal bhi Yaad Kiya ho
F: Jisne Reham ko joda
G: Innmai se koi Nahi
*H:SAHIH JAWAB KA INTEZAR*
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*🌀👉Sawal: Mafhum Mukamal Karen Allah Subhanahu ne Innmai se kis ke sath pakka Ehad Kiya usay Jannat main dakhil karega ?*
A: Quran Ka ilm hasil Karne wale
B: Laa illaha illallaha Ka iqrar Karne wale
C: Tahajud Padhne walo se
D: Chupa aur khula Sadqa Karne walo se
E: Jisne Allah Subhanahu ko ek pal bhi Yaad Kiya ho
F: Jisne Reham ko joda
G: Innmai se koi Nahi
*H:SAHIH JAWAB KA INTEZAR*
*🎗📜 REFERENCE📜🎗*
---------------------------------------------------
*🎖📚SAHIH JAWAB : G 📚🎖*
*( 5 waqt ki Namaz adaa Karne wale)*
-----------------------------------------------------
*Bismillahirahmanirrahim*
*Mafhum e Hadith: Allah Subhanahu Ka pukhta wada 5 waqt Namaz adaa Karne walo se Jannat main dakhil Karne ka*
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ne Apne bando par panch (5) Namazein Farz ki hai Jo innhein Ada karenga aur unmein se Kisi ko Halka samjhte huye zaya Nahi karega to Allah Subhanahu Ka usay pukhta ehad ( pakka Ehad) hai ke usay Jannat main dakhil karega aur Jisne innhein adaa Nahi Kiya toh Allah Subhanahu Ka usay koi wada Nahi hai agar chahe to usay azab de aur chahe to usay Jannat main dakhil karen
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے سنا ہے: اللہ نے اپنے بندوں پر پانچ نمازیں فرض کی ہیں، جو انہیں ادا کرے گا، اور ان میں سے کس کو ہلکا سمجھتے ہوئے ضائع نہیں کرے گا، تو اللہ کا اس سے پختہ وعدہ ہے کہ وہ اسے جنت میں داخل کرے گا، اور جس نے انہیں ادا نہیں کیا تو اللہ کا اس سے کوئی وعدہ نہیں ہے، اگر چاہے تو اسے عذاب دے، اور چاہے تو اسے جنت میں داخل کرے ۔
---
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Five prayers are those that Allah has decreed for (His) slaves, whoever does them, and does not neglect any of them out of disregard toward them, will have a promise from Allah that He will admit him to Paradise. And whoever does not to them will have no such promise from Allah; if He wills he will punish him and if He wills He will admit him to Paradise.
Sunan Nisai Volume 1 , 462