Islamic Quiz
604 subscribers
1 photo
247 links
Iss Channel Me Apko Daily Islamic Quiz Milegy In Shaa'Allah.
Download Telegram
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *

*🌀👉Sawal;Innmai Se Wo kounsa Sabab Hain jiske wajah se Ummat dajjal ki Khuwaish karegi*


A: Be hayee Aam ho jaegi
B: Ummat Ka Qatl e Aam hoga
C: Fitnah gharoh Mai dakhil hoga
D: Suraj Qareeb Kar Diya jaega
E: Deen par chalna mushkil ho jaega
F: Mushkilat ke wajah se
G: Taun ki beemari ke wajah se
H: Innmai se Koi nahi
*I:SAHIH JAWAB KA INTEZAR*

💐💐💐 *Ans ➤ 5:00 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*📜🎗 REFERENCE🎗📜*
----------------------------------------------
*🎖📚SAHIH JAWAB:F📚🎖*
------------------------------------------------

عن حذيفة: قال: قال رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم : « لَيَأْتِيَنّ عَلَى أُمَّتِي زَمَانٌ يتَمَنَّونَ فِيهِ الدَّجَال» قُلْتُ: يَا رَسُولَ الله، بِأَبِي وَأُمِي! مِمَّ ذَاكَ؟ قَالَ: « مِمَّا يَلْقَوْن مِنَ الْعَنَاء أوِالضَّنَاءِ».

حذیفہ رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہتے ہیں کہ رسول اللہ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا:میری امت پر ایک زمانہ ایسا آئے گا جس میں وہ دجال کی تمنا کریں گے۔ میں نے کہا:اے اللہ کے رسول!میرے ماں باپ آپ پرقربان!کس وجہ سے؟آپ صلی اللہ علیہ وسلم نےفرمایا:انہیں جومشقت(قحط)یا بیماری پہنچےگی اس وجہ سے۔
---------
Huzaifah Radi Allahu Anhu se riwayat Hain Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye meri Ummat par ek zamana aisa aaega jis Mai wo dajjal ki tamnna karegi meine Kaha Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam mere Maa baap aap par quraban kis wajah se ? Aap Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye innhein Mushaqat ( Qehat) ya beemari pauchegi iss wajah se
*(Al-Silsila-tus-Sahiha hadees#2676)*
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*
Quiz Only Quran Hadith*

Jawab ek se Zyada hai

*👉Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ke sadqa kiya karo kyunki unqareeb ek aisa zamana ane wala hai jab aadmi apna sadqa lekar niklega to koi usko qubool nahi karega*

*👉Sawal : Log kya kehkar us sadqe ko lene se mana karenge*

*A.* My isko nahi le sakta
*B.* Agar tum ise kal laye hote to my le leta
*C.* Allah ke karam se mere paas bohot maal hai
*D.* Kisi aur ko de dena
*E.* Aaj mujhe iski zarurat nahi hai
*F.* Inme se koi nahi to apna sahi Jawab likhye?

*G. Sahi Jawab ka Intezaar hai*

💐💐💐 *Ans ➤ 9:00 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*REFERENCE*

*Sahi Jawab :*

*( B / E )*

*~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~*

حَدَّثَنَا عَلِيُّ بْنُ الْجَعْدِ، ‌‌‌‌‌‏أَخْبَرَنَا شُعْبَةُ،‌‌‌‏ قَالَ:‌‌‌‏ أَخْبَرَنِي مَعْبَدُ بْنُ خَالِدٍ،‌‌‌‏ قَالَ:‌‌‌‏ سَمِعْتُ حَارِثَةَ بْنَ وَهْبٍ الْخُزَاعِيَّ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ،‌‌‌‏ يَقُولُ:‌‌‌‏ سَمِعْتُ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ،‌‌‌‏ يَقُولُ:‌‌‌‏ ""تَصَدَّقُوا، ‌‌‌‌‌‏فَسَيَأْتِي عَلَيْكُمْ زَمَانٌ يَمْشِي الرَّجُلُ بِصَدَقَتِهِ، ‌‌‌‌‌‏فَيَقُولُ الرَّجُلُ لَوْ جِئْتَ بِهَا بِالْأَمْسِ لقَبِلْتُهَا مِنْكَ، ‌‌‌‌‌‏فَأَمَّا الْيَوْمَ فَلَا حَاجَةَ لِي فِيهَا"".

*~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~*

Maine Rasool Allah Sallallahu Alaihi wasallam se suna ' Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ke sadqa kiya karo pas unqareeb ek aisa zamana aane wala hai jab aadmi apna sadqa lekar niklega ( koi use qubool karle magar jab wo kisi ko dega to wo ) aadmi kahega ke *agar ise tum kal laaye hote to mai le leta* lekin *aaj mujhe iski haajat nahin rahi.*

*~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~*

میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا ‘ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ صدقہ کیا کرو پس عنقریب ایک ایسا زمانہ آنے والا ہے جب آدمی اپنا صدقہ لے کر نکلے گا ( کوئی اسے قبول کر لے مگر جب وہ کسی کو دے گا تو وہ ) آدمی کہے گا کہ *اگر اسے تم کل لائے ہوتے تو میں لے لیتا* لیکن *آج مجھے اس کی حاجت نہیں رہی*۔
*~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~*
Narrated Haritha bin Wahab Al-Khuza`i: I heard the Prophet (p.b.u.h) saying, (O people!) Give in charity (for Allah's cause) because a time will come when a person will carry his object of charity from place to place (and he will not find any person to take it) and any person whom he shall request to take it, I will reply, *'If you had brought it yesterday I would have taken it,* but *today I am not in need of it.*

*( Sahih Bukhari Hadees # 1424 )*
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
i*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *

Do sawal hai dosre sawal me jawab ek se zyada hai...


*Sawal : Wo kaunsa amal hai jisko karne wale ke liye farishte tab tak rahmat ki dua karte rahte hain jab tak wo amal kiya jaye ?*

A. Silarahmi
B. Miswak karna
C. SubhanAllahi wa bihamdihi padhna
D. Padosiyo ke saath husn e suluq
E. RasoolAllah ﷺ par Durud padhna
F. Bewa aur miskeen ki madad karna
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


*Sawal:2 Kaunse amal ki wajah se dunya mai kami aur aakhirat mai izafa hota hai?*

A. Namaz
B. Haya
C. Zakat
D. Paak damni
E. Ache Akhlaaq
F. Zaban ki Be basi
G. Roza
H. Samajh bujh
I. Sila Rehmi
J. Hajj

*K. Sahi jawab ka intezar hai*

💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*Sahi jawab E/BDFH 💐*
---------
Amir bin Rabia Radi Allahu Anhu se riwayat hain Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Jisne mujhe par Durud bheja Farishtein us waqt tak Uske liye rahmat ki dua Karte rehnge jab tak wo mujh par Durud padhta rahega ab bande ki marzi Hain ke wo Kam padhe ya Zyada
Masnad Ahmed Hadees # 5715-Shaih
---------
عامر بن ربیعہ ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے خطاب کرتے ہوئے فرمایا: جس نے مجھ پر درود بھیجا، فرشتے اس وقت تک اس کے لیے دعائے رحمت کرتے رہیں گے، جب تک وہ مجھ پر درود پڑھتا رہے گے، اب بندے کی مرضی ہے کہ وہ کم پڑھے یا زیادہ۔
---------
Nartrayted by Amir bin Rabia radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam said the angels will continue supplicate (send blessing) for the one who send blessing on me, as long as he continues to do so, so its up to the the servant, either he reduce or increase this.
Masnad Ahmed Hadees # 5715-Shaih
-------------
2. Reference👇👇


يَا رَسُولَ اللهِ، الْحَيَاءُ مِنَ الدِّينِ؟، فَقَالَ رَسُولُ اللهِ ﷺ: إِنَّ الْحَيَاءَ، وَالْعَفَافَ، وَالْعِيَّ، عِيَّ اللِّسَانِ لا عِيَّ الْقَلْبِ، وَالفِقهَ مِنَ الإِيمَانِ، وَإِنَّهُنَّ يَزِدْنَ فِيِ الآخِرَةِ، وَينْقصْنَ مِنَ الدُّنْيَا، وَمَا يَزِدْنَ فِي الآخِرَةِ، أَكْثَرُ مِمَّا ينْقصْنَ من الدُّنْيَا، وإِنَّ الشُّحَّ والفحش، وَالْبَذَاءَ مِنَ النِّفَاقِ، وَإِنَّهُنَّ ينْقصْنَ مِنَ الآخِرَةِ،ويَزِدْنَ فِي الدُّنْيَا، وَمَا ينْقصْنَ فِي الآخِرَةِ أَكْثَرُ مِمَّا يَزِدْنَ فِي الدُّنْيَا قال إياس:فحدثت به عمر بن عبد العزيز فأمرني فأمليتها عليه ثم كتبه بخطه ثم صلى بنا الظهر والعصر وانها في كمه ما يضعها.
-------------------------
Ayaas bin muawiya bin Qurah almazni apne waalid se woh un ke dada Qurah almazni se bayan karte hain, unhon ny kaha ke hum Rasool Allah (ﷺ) ke paas baithy hue they aap (ﷺ) ke paas Haya ka tazkara chal para, sahaba ny poocha : ae Allah ke rasool(ﷺ)?! kya haya deen se talluq rakhta hai? rasool Allah (ﷺ) farmaya : be shak *haya, pakdamni, be basi ( Adam qudrat ), zabaan ki be basi nah ke dil ki be basi, aur fiqa ( samajh boojh ) imaan se talluq rakhti hain* . un se duniya mein kami aur akhirat mein izafah hota hai. aur akhirat ka izafah duniya ke nuqsaan se bohat ziyada hai. isi tarha bakhili, fehash, aur bad kalami nifaq se talluq rakhti hain yeh cheeze akhirat ka nuqsaan karti hain aur duniya mein kuch izafah karti hain. aur akhirat ka nuqsaan duniya ke faida se bohat ziyada hai.
--------------------------
ایاس بن معاویہ بن قرۃ المزنی اپنے والد سے وہ ان کے دادا قرۃ المزنی سے بیان کرتے ہیں، انہوں نے کہا کہ ہم رسول اللہ ﷺکے پاس بیٹھے ہوئے تھے آپ کے پاس حیاء کا تذکرہ چل پڑا، صحابہ نے پوچھا:اے اللہ کے رسول ﷺ! کیا حیا دین سے تعلق رکھتا ہے؟ رسول اللہ ﷺنے فرمایا *: بے شک حیا، پاکدامنی ،بے بسی ( عدم قدرت ) ،زبان کی بے بسی نہ کہ دل کی بے بسی، اور فقہ ( سمجھ بوجھ ) ایمان سے تعلق رکھتی ہیں۔* ان سے دنیا میں کمی اور آخرت میں اضافہ ہوتا ہے۔ اور آخرت کا اضافہ دنیا کے نقصان سے بہت زیادہ ہے ۔ اسی طرح بخیلی ،فحش، اور بدکلامی نفاق سے تعلق رکھتی ہیں۔ یہ چیزیں آخرت کا نقصان کرتی ہیں اور دنیا میں کچھ اضافہ کرتی ہیں۔ اور آخرت کا نقصان دنیا کے فائدہ سے بہت زیادہ ہے۔ ایاس نے کہا میں نے یہ حدیث عمر بن عبدالعزیز کو بیان کی ۔انہوں نے مجھے حکم دیا تو میں نے یہ حدیث انہیں املا کروائی پھر انہوں نے اسے اپنے ہاتھ سے لکھا ۔پھر ہمیں ظہر اور عصر کی نماز پڑھائی تو وہ ان کی آستین میں تھا انہوں نے اسے رکھا تک نہیں
--------------------------
*Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 66*
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*
Quiz Only Quran Hadith*

*3 Sawal Hai*

*وَ اصۡبِرۡ فَاِنَّ اللّٰہَ لَا یُضِیۡعُ اَجۡرَ الۡمُحۡسِنِیۡنَ*

*👉Sawal1⃣Aap --------- kertay Rahiye. Yaqeenan Allah Taalaa ------------ ka Ajar Zaya Nahi karta.*


A. Touba
B. Neki Karnewalon ka
C. Ibadat
D. Sabr Karnewalon ka
E. Sabr
F. Narmi karnewalon ka

*👉Sawal2⃣Ye Ayat Quran ki kis Surah me Aaya Hai?*


A. Surah At Tawba
B. Surah Al Anfaal
C. Surah Al Yunus
D. Surah Al Hood
E. Surah Al Ankaboot

*👉Sawal3⃣Is Surah me Kul kitni Ayaten Hain?*


A. 115
B. 123
C. 125
D. 111
E. 100

*F. Sahi Jawab ka Intezaar hai*

💐💐💐 *Ans ➤ 9:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*🌹1⃣E...B2⃣...D3⃣...B🌹*

Surat No 11 : Ayat No 115 

وَ اصۡبِرۡ فَاِنَّ اللّٰہَ لَا یُضِیۡعُ اَجۡرَ الۡمُحۡسِنِیۡنَ ﴿۱۱۵﴾

Aap sabar kertay rahiye yaqeenan Allah Taalaa neki kerney walon ka ajar zaya nahi kerta.

11 : سورة هود 115

وَ اصۡبِرۡ فَاِنَّ اللّٰہَ لَا یُضِیۡعُ اَجۡرَ الۡمُحۡسِنِیۡنَ ﴿۱۱۵﴾

And be patient, for indeed, Allah does not allow to be lost the reward of those who do good.


Sura Hud (Arabic: سورة هود‎, Sūrat Hūd) is thei 11th chapter of the Qur'an with 123 verses. It is a Meccan sura. It is about the prophet Hud.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *

*🌀👉Muslman Ka kounsa Amal hai Jisko Karne ke bad agar Usmai se Chori bhi ho Jaye toh wo Sadqa hai*

*A: Halal Tijarat se kamaya hua Maal*
B: Walima Ka khana
*C: Qurbani Ka gosht*
*D: Halal Maal se Kiya hua Sadqa*
*E: Innmai se Koi nahi to apna sahi Jawab likhye?*
*F: Sahi Jawab Ka Intezar Hai*

*G. Sahi Jawab ka Intezaar hai*

💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*​Quiz Correct Answer*

*_Sahi Jawab Hai E _*
*{Darakht lagana}*

_Reference👇👇👇_

_ عَنْ جَابِرٍ مرفوعا: مَا مِنْ مُسْلِمٍ يَغْرِسُ غَرْسًا إِلَّا كَانَ مَا أُكِلَ مِنْهُ لَهُ صَدَقَةٌ وَمَا سُرِقَ مِنْهُ لَهُ صَدَقَةٌ وَمَا أَكَلَ السَّبُعُ مِنْهُ فَهُوَ لَهُ صَدَقَةٌ وَمَا أَكَلَتِ الطَّيْرُ فَهُوَ لَهُ صَدَقَةٌ وَلَا يَزْرَؤُهُ أَحَدٌ إِلَّا كَانَ لَهُ صَدَقَةٌ (إِلَى يَوم القِيَامَة)_



_ جابر رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے جو مسلمان كوئی پودا لگاتا ہے، اس میں سے جو كچھ كھایا جاتا ہے ، اس كے لئے صدقہ ہے۔ جو چوری كیاجائے اس كے لئے صدقہ ہے ، جانور اس میں سے جو كچھ كھائیں اس كے لئے صدقہ ہے، پرندے كھائیں تو اس كے لئے صدقہ ہے اور جو کوئی بھی اس سے مانگ کر اس میں کمی کرتا ہے اس كے لئے( قیامت تك) صدقہ ہے_


_Hazrat Jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai Jo Muslman koi podha ( Darakht ) lagata hai Usmai se Jo kuch khaya jata hai Uske liye Sadqa hai Jo chori Kiya Jaye Uske liye Sadqa hai Janwar Usmai se kuch khayein Uske liye Sadqa hai parinde khayein to Uske liye Sadqa hai aur Jo koi bhi ussay mang Kar Usmai se Kami karta hai Uske liye Qayamat tak Sadqa hai_


*_📚Al-Slisila-tus-Sahiha_*
*_hadees#1281_*
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *

*Jawab ek se Zyada*

*🌀👉RasoolAllah ﷺ inme se koun koun se kaam karne se mana farmaya hai*

A. Fajr se pahle do rakaat padhne se
B. Masjid me gumshuda cheez ka elaan se
C. Khuwab ki tabeer batana
D. Tehre hue pani me peshab karne se
E. Hajiyon ki gumshuda cheez utane se
F. Tehre hue pani me ungali dalne se
G. Hajiyon ki madad ke liye apne aap ko jimmedari dena
H. Bar bar gunah karne walon ko maaf karne se

*I. Sahi Jawab ka Intezaar hai*

💐💐💐 *Ans ➤ 9:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*Sahih jawab hai BDE*

*📓 DALEEL📓*

lحَدَّثَنَا يَحْيَی بْنُ يَحْيَی وَمُحَمَّدُ بْنُ رُمْحٍ قَالَا أَخْبَرَنَا اللَّيْثُ ح و حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ حَدَّثَنَا اللَّيْثُ عَنْ أَبِي الزُّبَيْرِ عَنْ جَابِرٍ عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّی اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ أَنَّهُ نَهَی أَنْ يُبَالَ فِي الْمَائِ الرَّاکِدِ
---------------------------
یحیی بن یحیی، محمد بن رمح، لیث، قتیبہ، ابوزبیر، جابر سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے *ٹھہرے ہوئے پانی میں پیشاب کرنے سے منع فرمایا ہے۔*

📚 Sahih Muslim Hadees No. 560
----------------------------------------------------

حَدَّثَنِي أَبُو الطَّاهِرِ وَيُونُسُ بْنُ عَبْدِ الْأَعْلَی قَالَا أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ وَهْبٍ أَخْبَرَنِي عَمْرُو بْنُ الْحَارِثِ عَنْ بُکَيْرِ بْنِ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ الْأَشَجِّ عَنْ يَحْيَی بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ حَاطِبٍ عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ عُثْمَانَ التَّيْمِيِّ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّی اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ نَهَی عَنْ لُقَطَةِ الْحَاجِّ
---------------------------
عبدالرحمن بن عثمان التیمی حضرت عبدالرحمن بن عثمانی تیمی رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے *حاجیوں کی گمشدہ چیز اٹھانے سے منع فرمایا۔*

📚Sahih Muslim Hadees No. 4408
----------------------------------------------------

حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ رُمْحٍ، ‌‌‌‌‌‏أَنْبَأَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ لَهِيعَةَ . ح وحَدَّثَنَا أَبُو كُرَيْبٍ، ‌‌‌‌‌‏حَدَّثَنَا حَاتِمُ بْنُ إِسْمَاعِيل جَمِيعًا، ‌‌‌‌‌‏عَنْ ابْنِ عَجْلَانَ، ‌‌‌‌‌‏عَنْ عَمْرِو بْنِ شُعَيْبٍ، ‌‌‌‌‌‏عَنْ أَبِيهِ، ‌‌‌‌‌‏عَنْ جَدِّهِ، ‌‌‌‌‌‏أَنّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‌‌‌‏ نَهَى عَنْ إِنْشَادِ الضَّالَّةِ فِي الْمَسْجِدِ .
---------------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے *مسجد میں گمشدہ چیزوں کے اعلان سے* منع فرمایا ہے۔

📚Sunnan e Ibn e Maja Hadees No. 766
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
*Islamic Quiz*

* Only-Quran-Hadith Quiz *
*Jawab ek se ziyada hain*

*Sawal : Wo kaunse aamal hai jinke liye hadith mein farmaya gaya hai shaitna wo aamal nahi karta ?*

A. Dahine haath se khana
B. Miswak
C. Qailulla
D. Aise darwaze jinko bismillah padh kar band kiya ho usko kholna
E. Dahine haath se koi cheez dena
F. Sila rahmi
G. Bahine haath se peena
H. Sahi Jawab ka intezar


💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*Sahi Jawab ACDE* 💐
--------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Qailulla (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyuke Shaitan Qailulla Nahi karta
Al-Silsila-As-Sahiha #127

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye jab tum Raat ke Waqt kutte bhokne ya Gadhay ki awaz suno toh Allah Subhanahu ki panah mango kyu ke wo aise makhluq dekhte hain Jo tum Nahi Dekhte aur Bismillah padh Kar Darwaza band kar do kyu ke Shaitan wo darwaza Nahi kholta Jisko Bismillah padh Kar band Kiya gaya ho, Matkey aur bartan dhanp Diya Karo aur Mashkizoh ke muh band Kar Diya Karo
Al-Silsila-As-Sahiha #237

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaya tum Mai har Shakskh ko Chahaye ke wo Dayein hath (right hand) se khaye , Dayein hath se peeye, Dayein hath se koi cheez le aur Dayein hath se hi de, islye ke Shaitan bayein hath se khata hai, bayein hath se peeta hai, bayein hath se deta, aur bayein hath se leta Hain
Sunnan Ibn Maja Jild 3, Hadith 147-Sahih