*
_✍Do Sawal Hai_
*🌀👉Sawal 1 : Kaunse Nabee ne ye dua farmayee thi Aey Humara parwardigar tujhi per hum ney bharosa kiya hai aur teri hi taraf rujoo kertay hain aur Teri hi tarf lotna Hai❓*
*🌀👉Sawal 2 : Kaunse Nabee ne ye dua farmayee thi ki mujhe aisaee hukumat ata farma jo mere baad kisi ko ata na ho❓*
A. Dawood Alaihis Salam
B. Ibrahim Alaihis Salam
C. Ishaq Alaihis Salam
D. Musa Alaihis Salam
E. Aap Sallallahu Alaihi Wasallam
F. Yusuf Alaihis Salam
G. In mein Se Koi Nahi
*H. Sahi Jawab ka Intezaar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
❗Quiz Only Quran Hadith❗*

*✅ Sahi Jawab Hai BG ✅*
*✔1B. Ibrahim Alaihis Salam.*
*✔2G. Salaman Alaihis Salam.*
*( Musalmano! ) Tumharay liye hazrat Ibrahim mein aur unn kay sathiyon mein behtareen namoona hai jabkay unn sab ney apni qom say bar mala keh diya kay hum tum say aur jin jin ki tum Allah kay siwa ibadat kertay ho unn sab say bilkul bey zaar hain. Hum tumharay ( aqaeed kay ) munkir hain jab tak tum Allah ki wahadaniyat per eman na lao hum mein tum mein hamesha kay liye bughz-o-adawat zahir hogaee lekin ibrahim ki itni baat apney baap say hui thi kay mein tumharay liye istaghfaar zaroor keroon ga aur tumharay liye mujhay Allah kay samney kissi cheez ka ikhtiyar kuch bhi nahi. Aey Humaray Parwaardigar tujhi per hum ney bharosa kiya hai aur teri hi taraf rujoo kertay hain aur teri hi tarf lotna hai*
♦ *قَدۡ کَانَتۡ لَکُمۡ اُسۡوَۃٌ حَسَنَۃٌ فِیۡۤ اِبۡرٰہِیۡمَ وَ الَّذِیۡنَ مَعَہٗ ۚ اِذۡ قَالُوۡا لِقَوۡمِہِمۡ اِنَّا بُرَءٰٓؤُا مِنۡکُمۡ وَ مِمَّا تَعۡبُدُوۡنَ مِنۡ دُوۡنِ اللّٰہِ ۫ کَفَرۡنَا بِکُمۡ وَ بَدَا بَیۡنَنَا وَ بَیۡنَکُمُ الۡعَدَاوَۃُ وَ الۡبَغۡضَآءُ اَبَدًا حَتّٰی تُؤۡمِنُوۡا بِاللّٰہِ وَحۡدَہٗۤ اِلَّا قَوۡلَ اِبۡرٰہِیۡمَ لِاَبِیۡہِ لَاَسۡتَغۡفِرَنَّ لَکَ وَ مَاۤ اَمۡلِکُ لَکَ مِنَ اللّٰہِ مِنۡ شَیۡءٍ ؕ رَبَّنَا عَلَیۡکَ تَوَکَّلۡنَا وَ اِلَیۡکَ اَنَبۡنَا وَ اِلَیۡکَ الۡمَصِیۡرُ ﴿۴﴾*
*♦۔ ( مسلمانو! ) تمہارے لئے حضرت ابراہیم میں اور ان کے ساتھیوں میں بہترین نمونہ ہے جب کہ ان سب نے اپنی قوم سے برملا کہہ دیا کہ ہم تم سے اور جن جن کی تم اللہ کے سوا عبادت کرتے ہو ان سب سے بالکل بیزار ہیں ہم تمہارے ( عقائد کے ) منکر ہیں جب تک تم اللہ کی وحدانیت پر ایمان نہ لاؤ ہم میں تم میں ہمیشہ کے لئے بغض و عداوت ظاہر ہوگئی لیکن ابراہیم کی اتنی بات تو اپنے باپ سے ہوئی تھی کہ میں تمہارے لئے استغفار ضرور کروں گا اور تمہارے لئے مجھے اللہ کے سامنے کسی چیز کا اختیار کچھ بھی نہیں ۔ اے ہمارے پروردگار تجھی پر ہم نے بھروسہ کیا ہے اور تیری ہی طرف رجوع کرتے ہیں اور تیری ہی طرف لوٹنا ہے ۔*
*📚60 : سورة الممتحنة 4*
-------------
*قَالَ رَبِّ اغْفِرْ لِي وَهَبْ لِي مُلْكًا لَّا يَنبَغِي لِأَحَدٍ مِّن بَعْدِي ۖ إِنَّكَ أَنتَ الْوَهَّابُ*
Unhone (Suliamn Alaihi salam ne ) kaha Eh mere RABB mujhe maaf kar aur mujhe aisee hukumat ata farma jo mere baad kisi ko ata na ho beshak tu bada Ata farmane wala hai.
*اُس نے کہا: ’’اے میرے رب!مجھے بخش دے اورمجھے ایسی سلطنت دے جو میرے بعدکسی کے لائق نہ ہو،یقیناًتُو بہت عطاکرنے والاہے۔*‘‘
*📚Surah Saad (38) Aayat #35*

*❗⌛Islamic Quiz⌛❗*
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*⭕👉Sawal: Inmein se kaunsi aurat ko zaniya (badkar) kaha gaya hai❓*
*👉Jawab ek se Zyada hosakte Aur Nahi bhi👈*
A. Jo Aurat dusri aurat ka nikah karwaye
B. Jo Aurat Parda nahi karti
C. Jo Aurat Apne shoher se bina wajah khula le le
D. Jo Aurat Shohar ki ejazat ke bagair ghar se bahar nilkal jaye
E. Jo Aurat tanahyee mein namahram se baat kare
F. Inmein se koi nahi
*G. Sahi jawab ka intezar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 9:30 PM* 💐💐

*✅ Sahi Jawab Hai F ✅*
*{Jo Aurat apna nikah khud kar leti hai}*
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya aurat aurat ka nikah na karawaye,aur na Aurat khud apna nikah kare, wo aurat badkar (zaniya) hai jo apna nikah khud karti hai
Sunan Ibn Maja, Book 9, 1882-Sahih
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis aurat ka nikah uske wali (dekhbhal karne wale) ne na karaya ho to uska nikah batil hai, uska nikah batil hai , uska nikah batil hai, ( yani uska nikah hi nahi hua) aur agar mard ne us aurat se sohbat bhi kar li hai to usko mahar bi dena hoga
Sunan Ibn majah, Vol 2, 36-Sahih
★ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya wali ke bagair nikah nahi
Sunan Ibn majah, 1881-(Darussalam) Sahih

*🌀👉Sawal: Jo Shakhs ye chahe ke Musibat aur Mushkilat me Allah Subhanahu Wa Ta'ala uski Duaye qabul kare to use Kya karna chahiye ❓*
A. Kasrat se namaz padhe
B. Kasrat se Astaghfar kare
C. Jyada se jyada Sadqa de
D. Kasrat se quran ki Tilawat kare
E. Nawafil roze rakhe
F. Inme se koi nahi
*G. Sahi Jawab ka intezar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*🌀👉Sawal: Jo Shakhs ye chahe ke Musibat aur Mushkilat me Allah Subhanahu Wa Ta'ala uski Duaye qabul kare to use Kya karna chahiye ❓*
A. Kasrat se namaz padhe
B. Kasrat se Astaghfar kare
C. Jyada se jyada Sadqa de
D. Kasrat se quran ki Tilawat kare
E. Nawafil roze rakhe
F. Inme se koi nahi
*G. Sahi Jawab ka intezar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*✅ Sahi Jawab F ✅*
*{Kasrat se Dua karen}*
*Reference 👇*
حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ مَرْزُوقٍ، حَدَّثَنَا عُبَيْدُ بْنُ وَاقِدٍ، حَدَّثَنَا سَعِيدُ بْنُ عَطِيَّةَ اللَّيْثِيُّ، عَنْ شَهْرِ بْنِ حَوْشَبٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: مَنْ سَرَّهُ أَنْ يَسْتَجِيبَ اللَّهُ لَهُ عِنْدَ الشَّدَائِدِ وَالْكَرْبِ *فَلْيُكْثِرِ الدُّعَاءَ فِي الرَّخَاءِ .* قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَدِيثٌ غَرِيبٌ.
Abu Hurairah [may Allah be pleased with him] narrated that:
The Messenger of Allah said: “Whoever wishes that Allah would respond to him during hardship and grief, *then let him supplicate plentifully when at ease.”*
----------------------------
Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool-Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya:
“Jo Shakhs Ye Chahey Ke Musibat aur Mushkilat (aur taklif k halat) me Allah Ta’ala Uski Dua Qubool Farmaye *To Usey kushadgi aur farakhi ki haalat mein kasrat se Duaye mangte rehna chahiye.*
_*📚 Reference: Jamie Tirmadhi Hadees # 3382*_

*👉Jawab ek se ziyada hain👇*
*⭕👉Sawal : inmein se is ummat ke sabse badtar log kinhe kaha gaya hai ❓*
A. Jo Logo ko ilm sikhate hain aur khud amal nahi karte
B. Jo Geebat karte hain
C. Jo dosto ke beech judayee paida karte hain
D. Jo Musalmano ko apni zuban aur haath se takleef pahuchate hain
E. Jo Apni Namaz se ghafil rahte hain
F. Jo begunah logo par ilzam lagate hain
G. Khwarij
*H. Sahi jawab ka intezar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 9:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
❗Quiz Only Quran Hadith❗*
*👉Jawab ek se ziyada hain👇*
*⭕👉Sawal : inmein se is ummat ke sabse badtar log kinhe kaha gaya hai ❓*
A. Jo Logo ko ilm sikhate hain aur khud amal nahi karte
B. Jo Geebat karte hain
C. Jo dosto ke beech judayee paida karte hain
D. Jo Musalmano ko apni zuban aur haath se takleef pahuchate hain
E. Jo Apni Namaz se ghafil rahte hain
F. Jo begunah logo par ilzam lagate hain
G. Khwarij
*H. Sahi jawab ka intezar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 9:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
✅ *Sahi jawab BCFG ✅*
-------------
Abu malik ashari radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya iss ummat mai se Allah ke behtreen bande wo hai ke jinhe dekh kar Allah subhanahu yaad aa jata hai , aur iss ummat ke badtareen log wo hain jo chugal khor hain aur jo dosto (ya muhabbat karne walo) ke beech mein judayee paida karwate hain aur jo bequsur (pak daman) logo par gunaho ka ilzam lagate hain
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3412
Abu Saeed Khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne ek qaum (Khawarij) ka zikr kiya jo aapki ummat mein hongi aur wo log us waqt niklenge jab logo mein phoot hogi aur unki nishani sir mundwana hogi aur Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki wo badtareen makhluq hain , unko wo log qatl karenge jo Haq ke nazdeek honge
Sahih Muslim, Vol 3, 2457

*🌀👉Sawal: "Mujhay ilzam na lagao bulkay khud apney aap ko malamat kero na mein tumhara faryad rus aur na tum meri faryad ko phonchney walay__*
*👉Ye Jumla kis ne kaha*.❓
A. Nabiyon ne
B. Munaafiq
C. Momeen
D. Kafir ne
E. Farishton ne
F. Awliya ne
G. Inme se koi nahi
*H. Sahi Jawab ka Intezaar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*↪ Only-Quran-Hadith Quiz ↩*
*🌀👉Sawal: "Mujhay ilzam na lagao bulkay khud apney aap ko malamat kero na mein tumhara faryad rus aur na tum meri faryad ko phonchney walay__*
*👉Ye Jumla kis ne kaha*.❓
A. Nabiyon ne
B. Munaafiq
C. Momeen
D. Kafir ne
E. Farishton ne
F. Awliya ne
G. Inme se koi nahi
*H. Sahi Jawab ka Intezaar hai*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:30 PM* 💐💐
💐💐💐 *In Shaa' Allah* 💐💐💐
*✅ Sahi Jawab Hai G ✅*
*{Shaitaan ne}*
*Reference*
*Al Quran (Surah Ibraheem)*
(14:22) وَقَالَ ٱلشَّيْطَٰنُ لَمَّا قُضِىَ ٱلْأَمْرُ إِنَّ ٱللَّهَ وَعَدَكُمْ وَعْدَ ٱلْحَقِّ وَوَعَدتُّكُمْ فَأَخْلَفْتُكُمْ ۖ وَمَا كَانَ لِىَ عَلَيْكُم مِّن سُلْطَٰنٍ إِلَّآ أَن دَعَوْتُكُمْ فَٱسْتَجَبْتُمْ لِى ۖ فَلَا تَلُومُونِى وَلُومُوٓا۟ أَنفُسَكُم ۖ مَّآ أَنَا۠ بِمُصْرِخِكُمْ وَمَآ أَنتُم بِمُصْرِخِىَّ ۖ إِنِّى كَفَرْتُ بِمَآ أَشْرَكْتُمُونِ مِن قَبْلُ ۗ إِنَّ ٱلظَّٰلِمِينَ لَهُمْ عَذَابٌ أَلِيمٌ
(14:22) And Shaitan (Satan) will say when the matter has been decided: "Verily, Allah promised you a promise of truth. And I too promised you, but I betrayed you. I had no authority over you except that I called you, and you responded to me. So blame me not, but blame yourselves. I cannot help you, nor can you help me. I deny your former act in associating me (Satan) as a partner with Allah (by obeying me in the life of the world). Verily, there is a painful torment for the Zalimun (polytheists and wrong-doers)."
(14:22) Jab aur kaam ka faisla ker diya jayega to *shaitan kahey ga* kay Allah ney to tumhen sacha wada diya tha aur mein ney tum say jo waday kiye thay unn ka khilaf kiya mera tum per koi dabao to tha hi nahi haan mein ney tumhen pukara aur tum ney meri maan li pus tum mujhay ilzam na lagao bulkay khud apney aap ko malamat kero na mein tumhara faryad rus aur na tum meri faryad ko phonchney walay mein to siray say manta hi nahi kay tum mujhay iss say pehlay Allah ka shareek mantay rahey yaqeenan zalimon kay liye dard naak azab hai.

*👉Dono Sawal me Jawab Ek se zyada hai👇*
*⭕👉Sawal 1: Miskeen koun hai*❓
A. Jis ke paas apni zarurat poori karne k liye maal aur doulat na ho
B. Jis ke paas ek wakt ka khanay ka na ho
C. Kisi ko maloom na ho k woh muhtaj hai takay usse sadqa de
D. Jis ke pas pehnne k liye kapday na ho
E. Jo logon se mangne haat phailata hai
F. Jis ke paas rehne k liye ghar na ho
*G. Sahi Jawab ka Intezaar hai*
*⭕👉Sawal 2: Bewa or Miskeen ke madad karne wala kis ki tarha hai*
A. Jihad karne wala
B. Rozay rakhne wala
C. Zikr karne wala
D. Sila rehmi karne wala
E. Qiyam karne wala
F. Haj karne wala

*✅ Aj Ka Sahi Jawab Hai ✅*
*✔1.👉AC*
*✔2.👉ABE*
*REFERENCE'S*
أَخْبَرَنَا قُتَيْبَةُ، عَنْ مَالِكٍ، عَنْ أَبِي الزِّنَادِ، عَنِ الأَعْرَجِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم قَالَ " لَيْسَ الْمِسْكِينُ بِهَذَا الطَّوَّافِ الَّذِي يَطُوفُ عَلَى النَّاسِ تَرُدُّهُ اللُّقْمَةُ وَاللُّقْمَتَانِ وَالتَّمْرَةُ وَالتَّمْرَتَانِ " . قَالُوا فَمَا الْمِسْكِينُ قَالَ " الَّذِي لاَ يَجِدُ غِنًى يُغْنِيهِ وَلاَ يُفْطَنُ لَهُ فَيُتَصَدَّقَ عَلَيْهِ وَلاَ يَقُومُ فَيَسْأَلَ النَّاسَ " .
-----------------------
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya : ”Miskeen woh nahi hai jo is tarha logon ke paas chakkar lagaye ke aik luqmah do luqmay ya aik khajoor do khajooren usay dar dar Phiraye“, logon ne poocha : *phir miskeen kon hai?* farmaya : *”Miskeen woh hai jis ke paas itna maal o doulat na ho ke woh apni zaroorat ki takmeel ke liye doosron ka mohtaaj na rahay,* aur *woh mehsoos bhi na ho sakay ke woh Miskeen hai ke usay zaroorat mand samajh kar sadqa diya jaye*. aur *na hi woh logon ke samnay mangnay ke liye haath phelaye khara hota hai “*
------------------------
It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah said:
"The poor man (Miskeen) is not the one who goes around asking people and they send him away with a morsel or two, of a date or two. "They said: "Then what does poor (Mishkeen) mean?" He said: *"The one who does not possess independence of means and no one notices him to give charity to him, and he does not stand and ask of people."*
-------------------------
رسول اللہ (ﷺ) نے فرمایا: ”مسکین وہ نہیں ہے جو اس طرح لوگوں کے پاس چکر لگائے کہ ایک لقمہ دو لقمے یا ایک کھجور دو کھجوریں اسے در در پھرائیں“، لوگوں نے پوچھا: پھر مسکین کون ہے؟ فرمایا: *”مسکین وہ ہے جس کے پاس اتنا مال و دولت نہ ہو کہ وہ اپنی ضرورت کی تکمیل کے لیے دوسروں کا محتاج نہ رہے،* اور *وہ محسوس بھی نہ ہو سکے کہ وہ مسکین ہے کہ اسے ضرورت مند سمجھ کر صدقہ دیا جائے۔* اور نہ ہی وہ لوگوں کے سامنے مانگنے کے لیے ہاتھ پھیلائے کھڑا ہوتا ہے“
------------------------
📚Grade: Sahih
(Darussalam)
Reference : Sunan an-Nasa'i 2572
In-book reference : Book 23, Hadith 0
English translation : Vol. 3, Book 23, Hadith 2573
********************
*2⃣ABE ✅*
____________
*Reference 👇🏽*
Narrated Abu Huraira:
The Prophet (ﷺ) said, *"The one who looks after a widow or a poor person is like a Mujahid (warrior) who fights for Allah's Cause, or like him who performs prayers all the night and fasts all the day."*
حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ قَزَعَةَ، حَدَّثَنَا مَالِكٌ، عَنْ ثَوْرِ بْنِ زَيْدٍ، عَنْ أَبِي الْغَيْثِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ قَالَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم " *السَّاعِي عَلَى الأَرْمَلَةِ وَالْمِسْكِينِ كَالْمُجَاهِدِ فِي سَبِيلِ اللَّهِ، أَوِ الْقَائِمِ اللَّيْلَ الصَّائِمِ النَّهَارَ ".*
Hazrat Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah (ﷺ) ne farmaya Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala *Allah ke raastey mein Jihad karney waley ke barabar hai* ya *Raat bhar Ibadat(Qiyam)* aur *din bhar Roza rakhney waley ke barabar hai.*
📚Reference : Sahih al-Bukhari 5353In-book reference : Book 69, Hadith 3USC-MSA web (English) reference : Vol. 7, Book 64, Hadith 265

*🌀👉Sawal: Innmai se Wo kounse Kalimat Hain jisko kahe Bina Farishtein Asman par Nahi jaate*
A:
*سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ وَ بِحَمْدِهِ*
B:
*اللّهُمّ صَلّ عَلَى مُحَمّدٍ وَآلِ مُحَمّدٍ.*
C:
*سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ*
D:
*لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ*
E:
*لا حَوْلَ وَ لا قُوَّةَ اِلَّا بِاللّهِ*
F:
*الْحَمْدُللّهِ*
G:Innmai se Koi nahi
*H:SAHI JAWAB KA INTEZAR*
💐💐💐 *Ans ➤ 5:00 PM* 💐💐