Jin baccho ko lagta hai ki jee advanced ke liye critical thinking question karne hai ya jinko lagta hai ki meri taiyari sahi hai ya nahi un baccho ke liye ye sheet hai ek baar jaroor solve karein aur apni study ko analyze karein ki aapka critical thinking mind hua hai ya nahi timer laga ke solve karein ye questions aisi aur sheet main group pe dalunga aap solve karte jaiye aur apni taiyari ke level ko enhance kariye
Best of luck
Best of luck
Pankaj sir Chemistry
Anjaam Practice Sheet-1 PDF.pdf
Ye first thi
Bahut behtareen organic chemistry ke sawalon ka collection banaya hai only for jee advanced acche se sare sawal attempt karo aur jo na bane usko analyse karo theory revise karo aap jaha se bhi padh rahe ho un teacher ke lecture se revision karo 100 to 150 top notch sawaal dunga aap logo ko maza aajayega saare concept revise ho jayenge aapke
Ye ek planner bana diya hai aap logo ke liye ek din revise karo ek din question solve karo badiya sawal hai saare dimag ke dhage khul jayenge aur badiya revision ho jayega timer laga ke solve karo 1hr main attempt karna hai and next day aapko self revision karna hai isi consistancy ko hum poore april month main karenge fir aage ka plan iske baad batata hu
Best of luck bacchonš
Best of luck bacchonš
JEE Advanced fact
By scoring 40% to 45%
You will get under 5000 rank
Its my analysis of last 15 yrs PYQs
Approximately 35% easy 35% moderate 30% tough questions will be there
Toh aap log 70% bade easily target kar sakte all you need a good strategy
By scoring 40% to 45%
You will get under 5000 rank
Its my analysis of last 15 yrs PYQs
Approximately 35% easy 35% moderate 30% tough questions will be there
Toh aap log 70% bade easily target kar sakte all you need a good strategy
Prayas2.0 main aaj sham 5 baje Advanced ka guidance session hai milte hai batch main kuch analysis kiya hai maine aapko batata hu
Ye 13apr and 15 apr ki sheets hai solve karlena isko
Aaj sham 7 baje prayas 2.0 main jee advanced ka practice session hoga be ready for multiconcept revisionš¤š»
Pankaj sir Chemistry
Anjaam Practice Sheet-5 PDF.pdf
17 apr ki APS by PS
Net main dikkat aa rahi hai 715 start hogi class prayas 2.0 main
Pankaj sir Chemistry
Anjaam Practice Sheet-6 PDF.pdf
19 apr ki Aps by ps