कुंडली विश्लेषण के लिए संपर्क करें
@NotRealMalika
Timing - 3 to 4PM
8 to 9PM
6 to 7PM
Follow for future updates :-
https://t.me/NotRealUpdates2
@NotRealMalika
Timing - 3 to 4PM
8 to 9PM
6 to 7PM
Follow for future updates :-
https://t.me/NotRealUpdates2
❤7
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
🥰2🔥1🤬1
कुंडली विश्लेषण के लिए संपर्क करें
@NotRealMalika
Timing - 3 to 4PM
8 to 9PM
6 to 7PM
Follow for future updates and predictions :-
https://t.me/NotRealUpdates2
@NotRealMalika
Timing - 3 to 4PM
8 to 9PM
6 to 7PM
Follow for future updates and predictions :-
https://t.me/NotRealUpdates2
🥰1
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
Doing accurate analysis for more than 300 people every day is a very hard task.
That is the main reason for the late replies.
Please be patient and keep trying. I will surely reply to you within a week if you message continuously.
Thank you.
Jai Shree Madhav
Regards,
Malik
@NotRealMalika
That is the main reason for the late replies.
Please be patient and keep trying. I will surely reply to you within a week if you message continuously.
Thank you.
Jai Shree Madhav
Regards,
Malik
@NotRealMalika
❤2
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
Granth: Shri Ramcharitmanas (by Tulsidas)
Total Kand: 7
1. Balakand
2. Ayodhyakand
3. Aranyakand
4. Kiskindhakand
5. Sundarakand
6. Laakakand
7. Uttarakand
Total Kand: 7
1. Balakand
2. Ayodhyakand
3. Aranyakand
4. Kiskindhakand
5. Sundarakand
6. Laakakand
7. Uttarakand
❤2
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
Ramcharitmanas is a book like Manas Sarovar, in which every line is filled with devotion, dignity, and love.
Tulsi Das established the essence of Sanatan Dharma in the common language through this book.
Tulsi Das established the essence of Sanatan Dharma in the common language through this book.
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
REAL - MALIKA
Granth: Shri Ramcharitmanas (by Tulsidas) Total Kand: 7 1. Balakand 2. Ayodhyakand 3. Aranyakand 4. Kiskindhakand 5. Sundarakand 6. Laakakand 7. Uttarakand
Balakand - 1
Isme Tulsi Das ji ne Ramcharitmanas ki mahima aur prarambhik vandana likhi hai.
Sabse pehle Mangalacharan (prayer) aati hai
Brahma, Vishnu, Mahesh, Saraswati, Ganesha aur Guru ko pranam karke shuru hota hai.
❤1
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
REAL - MALIKA
Balakand - 1 Isme Tulsi Das ji ne Ramcharitmanas ki mahima aur prarambhik vandana likhi hai. Sabse pehle Mangalacharan (prayer) aati hai Brahma, Vishnu, Mahesh, Saraswati, Ganesha aur Guru ko pranam karke shuru hota hai.
Balakand - 1
Mangalacharan
Tulsi Das ji shuruat me sab devataon ko pranam karte hain:
Guru,
Ganesha ji,
Saraswati Mata,
Shiv-Parvati,
aur ant me Shree Ram.
Phir wo likhte hain ki:
Main Guru ke charanon ki dhool se apne mann ko pavitra kar raha hoon,
taaki main Shree Ram ke pavitra charit likh sakoon.
🙏1
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
REAL - MALIKA
Balakand - 1 Mangalacharan Tulsi Das ji shuruat me sab devataon ko pranam karte hain: Guru, Ganesha ji, Saraswati Mata, Shiv-Parvati, aur ant me Shree Ram. Phir wo likhte hain ki: Main Guru ke charanon ki dhool se apne mann ko pavitra kar raha hoon, taaki…
Is bhag me Hanuman ji ki stuti bhi aati hai:
"Budhi heen tanu janike, sumirau Pavan Kumar…”
Hanuman ji se prarthana karte hain taaki unhe buddhi aur shakti mile Ramcharit likhne ke liye.
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
REAL - MALIKA
Is bhag me Hanuman ji ki stuti bhi aati hai: "Budhi heen tanu janike, sumirau Pavan Kumar…” Hanuman ji se prarthana karte hain taaki unhe buddhi aur shakti mile Ramcharit likhne ke liye.
Balakand - 1
Ramcharitmanas likhne ka kaaran (Tulsi Das ji ka bhav)
Tulsi Das ji kehte hain:
Main dekh raha hoon ki Kal Yug me logon ke mann me bhakti kam ho gayi hai,
isliye main Shree Ram ke charit ko saral bhasha (Awadhi) me likh raha hoon,
taaki sab log ise samajh sakein aur shraddha se padhein.
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
Balakand - 1
Shiv-Parvati Samvaad
Yahaan Bhagwan Shiv ji, Parvati ji ko Shree Ram avatar ki kahani sunate hain.
Parvati ji poochhti hain:
Hey Mahadev! Aap hi mujhe batayein, Ram kaun hain? Unka avtar kyon hua?”
❤1
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
REAL - MALIKA
Balakand - 1 Shiv-Parvati Samvaad Yahaan Bhagwan Shiv ji, Parvati ji ko Shree Ram avatar ki kahani sunate hain. Parvati ji poochhti hain: Hey Mahadev! Aap hi mujhe batayein, Ram kaun hain? Unka avtar kyon hua?”
Tab Shiv ji kehte hain:
Ram hi Parmatma hain unhone dharti par dharma sthapit karne ke liye avatar liya.
❤1
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
REAL - MALIKA
Tab Shiv ji kehte hain: Ram hi Parmatma hain unhone dharti par dharma sthapit karne ke liye avatar liya.
Is bhag me Ram naam ki mahima bhi likhi gayi hai:
“Ram naam manihar, tanu tajahi jo sumirai bar-bar.”
Yani Ram naam ka jap karne se paapi bhi pavitra ho jaata hai.
❤1
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
REAL - MALIKA
Is bhag me Ram naam ki mahima bhi likhi gayi hai: “Ram naam manihar, tanu tajahi jo sumirai bar-bar.” Yani Ram naam ka jap karne se paapi bhi pavitra ho jaata hai.
Balakand - 1
Vishnu Avatar ka Niyojan (Devtaon ki prarthana)
Devtaon ne Brahma aur Vishnu se prarthana ki:
Hey Prabhu! Dharti par Ravan jaise dushton ka atyachar badh gaya hai,
unka vadh kijiye.
Tab Bhagwan Vishnu ne vachan diya:
Main Dasharath ke ghar janm loonga aur Ravan ka vadh karunga.
❤1
Forwarded from REAL - MALIKA (Real Entity)
Balakand - 1
Dasharath ji ke Yajna aur Ram Janma
Ayodhya ke Raja Dasharath ji ke koi santan nahi thi,
to unhone Putrakameshti Yajna karaya.
Yajna ke phal se ek divya kheer mili,
jo unhone apni patniyon Kaushalya, Kaikeyi, aur Sumitra ko di.
Phir samay aaya:
Chaitra Shukla Navami, Abhijit Muhurat me
Bhagwan Ram ka janm hua!
Tulsi Das ji likhte hain:
Hari anant hari katha ananta, kahahi sunahi bahuvidhi sab santa.
(Ram janm samay Ayodhya me anand chha gaya, devataon ne ful barsaye.)
🙏1