REAL - MALIKA
486 subscribers
2.98K photos
1.4K videos
8 files
729 links
Jai shree madhav - Har Har Mahadev
Real - Malika: Astrology + global news channel.
Managed by: @NotRealMalika & Admins
Dear Pavel Durov,
This channel is only for educational purposes and it doesn't promote any kind of illegal activities or something.
Download Telegram
REAL - MALIKA
Tab Shiv ji kehte hain: Ram hi Parmatma hain unhone dharti par dharma sthapit karne ke liye avatar liya.
Is bhag me Ram naam ki mahima bhi likhi gayi hai:

“Ram naam manihar, tanu tajahi jo sumirai bar-bar.”


Yani Ram naam ka jap karne se paapi bhi pavitra ho jaata hai.
🥰31
REAL - MALIKA
Is bhag me Ram naam ki mahima bhi likhi gayi hai: “Ram naam manihar, tanu tajahi jo sumirai bar-bar.” Yani Ram naam ka jap karne se paapi bhi pavitra ho jaata hai.
Balakand - 1

Vishnu Avatar ka Niyojan (Devtaon ki prarthana)

Devtaon ne Brahma aur Vishnu se prarthana ki:
Hey Prabhu! Dharti par Ravan jaise dushton ka atyachar badh gaya hai,
unka vadh kijiye.


Tab Bhagwan Vishnu ne vachan diya:
Main Dasharath ke ghar janm loonga aur Ravan ka vadh karunga.
5🥰1
Balakand - 1

Dasharath ji ke Yajna aur Ram Janma

Ayodhya ke Raja Dasharath ji ke koi santan nahi thi,
to unhone Putrakameshti Yajna karaya.
Yajna ke phal se ek divya kheer mili,
jo unhone apni patniyon Kaushalya, Kaikeyi, aur Sumitra ko di.


Phir samay aaya:
Chaitra Shukla Navami, Abhijit Muhurat me
Bhagwan Ram ka janm hua!


Tulsi Das ji likhte hain:
Hari anant hari katha ananta, kahahi sunahi bahuvidhi sab santa.


(Ram janm samay Ayodhya me anand chha gaya, devataon ne ful barsaye.)
🥰61
Balakand - 1

Ram aur Bhaiyon ka Bachpan aur Leelaen


Ram, Bharat, Lakshman aur Shatrughna bade prem se palte hain.


Guru Vasishtha unhe shastra aur vidya sikhate hain.


Ram ji sabse vinamra aur maryadit hote hain.

Phir Vishwamitra Rishi Dasharath ke darbaar me aate hain aur kehte hain:
Mujhe Ram aur Lakshman do taaki wo mere yajna ki raksha kar sakein.


Dasharath ji pehle mana karte hain, par Vasishtha ke kehne par Ram-Lakshman Vishwamitra ke saath jaate hain.
3
Afghanistan Pakistan clash= terr@r entry i hope now you'll understand
👍92
REAL - MALIKA
Balakand - 1 Ram aur Bhaiyon ka Bachpan aur Leelaen Ram, Bharat, Lakshman aur Shatrughna bade prem se palte hain. Guru Vasishtha unhe shastra aur vidya sikhate hain. Ram ji sabse vinamra aur maryadit hote hain. Phir Vishwamitra Rishi Dasharath ke darbaar…
Balakand - 1

Rakshas Vadh aur Siddhi

Ram aur Lakshman ne Tatak, Marich aur Subahu ko maara.


Vishwamitra ne unhe Divya Astra (weapons) diye.

Unhone Ahalya ko shraap se mukti dilayi.
Ahalya udari Ram prabhu, kari krip ati bhari.


Yani Ram ji ne apni kripa se Ahalya ko pavitra kar diya
4🥰1
REAL - MALIKA
Balakand - 1 Rakshas Vadh aur Siddhi Ram aur Lakshman ne Tatak, Marich aur Subahu ko maara. Vishwamitra ne unhe Divya Astra (weapons) diye. Unhone Ahalya ko shraap se mukti dilayi. Ahalya udari Ram prabhu, kari krip ati bhari. Yani Ram ji ne apni kripa…
Balakand - 1

Sita Swayamvar (Janakpur yatra)

Vishwamitra Ram-Lakshman ko Mithila (Janakpur) le jaate hain.

Wahan Raja Janak ke rajya me Sita swayamvar ho raha hota hai.


Shart thi: Jo Shiva dhanush tod dega, wahi Sita ka var hoga.



Most important 👇
Ram ji dhanush utha kar ek pal me tod dete hain.
Sab devtaon aur rishi khush ho jaate hain.



Phir Ram aur Sita ka vivaah hota hai
Janak aur Dasharath dono parivaar milte hain, aur sab taraf anand hi anand hota hai.
6
REAL - MALIKA
Balakand - 1 Sita Swayamvar (Janakpur yatra) Vishwamitra Ram-Lakshman ko Mithila (Janakpur) le jaate hain. Wahan Raja Janak ke rajya me Sita swayamvar ho raha hota hai. Shart thi: Jo Shiva dhanush tod dega, wahi Sita ka var hoga. Most important 👇 Ram…
Balakand - 1

Parashuram ka dakhal

Shiv dhanush todne par Parashuram ji krodhit hote hain,
par Ram ji unhe vinamrata se shaant kar dete hain.
Tab Parashuram ko samajh aata hai ki


SitaRam ❤️ 👇
Ye Ram koi aam manav nahi, swayam Narayan hain.
3🥰1
Are you all understanding or not, I am not going into much detail so that you all do not get bored.🙏
👍4🥰2
REAL - MALIKA
Balakand - 1 Parashuram ka dakhal Shiv dhanush todne par Parashuram ji krodhit hote hain, par Ram ji unhe vinamrata se shaant kar dete hain. Tab Parashuram ko samajh aata hai ki SitaRam ❤️ 👇 Ye Ram koi aam manav nahi, swayam Narayan hain.
Balakand - 1

Balkand ka Ant

Sab Rajkumar aur vadhuo (Sita, Urmila, Mandavi, Shrutakirti) ka vivah hota hai,
aur Ayodhya wapas jaakar sab mangalmay utsav manate hain.


Tulsi Das ji likhte hain:
Ramcharitmanas ka yah pratham khand(खंड), sabhi mannushya ke paap harne wala hai.



BalKand ka Mukhya Sandesh:
1. Ram naam aur bhakti ki mahima.
2. Guru aur bhagwan ka sambandh.
3. Maryada aur prem ke saath jeevan.
4. Ram ka avatar dharma ke punar-sthapak roop me.
4
We have completed Balakand-1, now next Ayodhya Kand
Any doubts 👇
4🥰2
REAL - MALIKA
We have completed Balakand-1, now next Ayodhya Kand Any doubts 👇
Tell me the next granth which you all should read after Ramcharitmanas.

In chronological order
2