Namaz Course
402 subscribers
33 photos
1 video
1 file
276 links
Islami Bahno Ki Namaz Ka Tareeqa

Apni Zarurat Par Contact Karen
Admin Contact Number : 7566980838
Download Telegram
सफ़र ए शरई के कम की निय्यत करके शरई मुसाफ़त तय कर ली तो क्या ह़ुक्म है?
❤1
🥳 *Khushkhabri baraye Taharat Course* 🥳

*طلب العلم فريضة علي كل مسلم*
*Yani ilm ka husool, har musalman (mard o aurat) par farz hai.*
🚨🚨🚨🚨🚨🚨🚨🚨
*Taharat ke masaail ko seekhe bighair namaz, roza, hajj, nikah, talaq jaise kaseer ahkaam par durust tareeqe se amal karna mumkin nahi aur qadam qadam par gunah mein mubtala hone ka andesha hai. Yaad rakhein seekhne ki qudrat hone ke bawajood zaroori ilm na seekhna ye khud ek alag gunah hai, lihaza aisi jagah mas'alah maloom na hone ka uzr hargiz qabil e qubool nahi!*

🌹 *Timings: 10:30 am -11:30 am IST (Every Tuesday)*

🌹 *Starting from 9th June, 2026*

🌹 *_Rules and Regulations_* 🌹

🌹 *Regular Basis par class attend karna hai...*

🌹 *Masaail ko achi tarah samajhkar, notes mein likhna hai...*

🌹 *Exam papers laazimi taur par solve karna hoga...*

🌹 *Har topic tafseel se padhaya jayega lihaza sirf sanjeedah islami behnein personal par rabita karein...*

🔔 *Limited Seats* 🔔
❤1
❤1
🥳 Khushkhabri baraye Islah-e-Batin Course 🥳

*ألا وإن في الجسد مضغة إذا صلحت صلح الجسد كله وإذا فسدت فسد الجسد كله ألا وهي القلب*
*Khabardaar! Jism mein ek gosht ka tukda hai, jab woh durust ho jaye to poora jism durust ho jata hai, aur jab woh bigad jaye to poora jism bigad jata hai. Sun lo! Woh dil hai.*

🚨🚨🚨🚨🚨🚨🚨🚨

*Hasad, takabbur, riya, bughz, keena aur doosre baatini gunaah insaan ke aamaal ko barbaad kar dete hain. Bohot si martaba insan zahiri taur par nek nazar aata hai lekin dil ki beemariyan uski roohani zindagi ko tabah kar rahi hoti hain.*

*Yaad rakhein! Baatini gunaahon ki pehchan aur unse bachne ke tareeqe seekhna har musalman par farz hai, isme kotahi ke sabab bande ke liye qadam qadam par gunahon aur roohani halaakat ka andesha hota hai.*

🌹 *Timings: 10:30 am - 11:30 am IST (Every Wednesday )*

🌹 *Starting from 10th June, 2026*

🌹 *Rules and Regulations* 🌹

🌹 *Regular basis par class attend karna laazimi hoga...*

🌹 *Har baatini beemari ko tafseel ke saath samajhna aur notes mein likhna hoga...*

🌹 *Assignments aur exam papers solve karna zaroori hoga...*

🌹 *Course mein Islah-e-Nafs aur Tazkiyah-e-Qalb sikhaya jayega, lihaza sirf sanjeedah islami behnein personal par rabita karein...*

🔔 *Limited Seats* 🔔
❤1
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
🌹✨Rawzat-ul-ilm✨🌹
🌸 Jahan Ilm ki kaliyan Khilti hain 😍
क़िराअत में लफ़्ज़ी ग़लती पर नमाज़ का हुक्म
दोनों सजदों में खुजाने का हुक्म