✅✅👆👆Apna apna city allotment check kr lijiye sab log. Kitna door bheja h ye pata chal jayega to apko ek idea mil jayega traveling ka aur aap apna ane jane ka bhi arrangment kr skte h.
👍66❤12🔥3
🔴🔴✅✅👆👆अपना सब्जेक्ट भूगोल/Geography का पेपर 12 अक्टूबर को ही होगा क्योंकि अपना सिटी का अलॉटमेंट आ चुका है। जिनका भी नही आया है अभी वो लोग जल्दी से जल्दी nta को Email लिखें।
👍51❤15
✅✅🔴🔴👆👆Sabhi log jiska bhi city allotment nhi hua h, NTA ko email likhen jitna jaldi ho sake.
👍45🥰5
✅✅🔴🔴👆👆Admit card aa gya h guys, mai Unacademy plus class le rha tha live tabhi aa gya tha. Sabhi log download kr lijiye. Link maine dal dia h video ke description me.
All the best sabhi ko ✌️✌️😊😊
All the best sabhi ko ✌️✌️😊😊
❤58👍15🥰3
10:15 pm pe aaj exam fear ko kam krne par discussion karenge.
❤43👍20