श्रवण पटेल जी with Radon sir [
Thar_Desert_Photography ke naam se twitter par famous hai]
Jodhpur region me wildlife conservation pe bahut accha kaam kar rhe hai...Thar ki wildlife ko apni photography ke jariye desh duniya tak phucha rahe hai...जोजड़ी नदी pollution issue bhi inhone uthaya hai..
बेजुबानों की रक्षा और राजस्थान की धरती के लिए आपके अथक प्रयासों को Connect Civils की पूरी टीम और विद्यार्थियों की ओर से सलाम। 🫡
आपके इस संघर्ष में हम जीवनपर्यन्त आपके साथ हैं। अपनी सामर्थ्य के अनुसार जो भी योगदान दे सकेंगे, उसके लिए हमेशा तत्पर रहेंगे। ❤️

❤264👍25🫡17🥰2
service allocation.pdf
20.7 MB
Congratulations officers 🎉..Acche acche kaam kro..Rajasthan ki junta ka maan aur smaan rkho.. junta aapko sar pe baithake rakhegi...Asli dhan maan smaan aur junta ki duaaye hi hai....Esa kaam kro ki aapke transfer par logo ko khusi nhi dukh ho...
Best of luck for the wonderful career ahead ❤️

❤185🔥12👍6🎉6
कर भला तो हो भला 😄 👆
Team walo ki wajah se hi me ye sb kr paata hu...Me bs itna bolta hu ki adjust kr lenge kya? wo bolte hai bilkul ho jayega sir...Blessed to have such a lovely team and students...Mera hmesha ye man'na hai ki paise ya resources ki kami ke karan koi nhi rukta..bs man hona chahiye...Raaste nikal aate hai...

❤287👍20🔥5🤗5🆒4
Jinko thoda sa bhi lg rha hai ki yr ye attempt to gya..ya enough time nhi bcha ab..please see this video 👇
https://www.youtube.com/shorts/4eiSUk4hHDY
Khud pe Viswaas rkhne ka naam hi jeet hai...Sujeet kalkal 🫡

❤173🫡46👍14❤🔥5👌3🎉1
⚠️ Attention everyone....Kal ka test center Class 24 [SSC division] wali building me hai...Yha pe ek saath 500 bccho ke baithne ka arrangement hai...To sabko yhi aana hai 👇
Location - https://maps.app.goo.gl/sXLhNcyPu86P83mB6
Time - 12 - 3 PM

❤41👍14
Team me 2-4 GenZ hai...Bol rhe hai sir gaadi se utarte hue ki reel bnate hai...bahut chlti hai...Inko kon smjhaye wagon r wali nhi chlti re..Uske liye G Wagon se utrna pdta hai...Market me beizzati krwaynge bhai ye meri...
😁894❤29🍾26🐳19🆒19💯6🫡6🤗5👌4🕊4🥰3
1. Rajasthan Economy Question bank [Both Medium] Respective courses - RIPA Max, Advance, Foundation, Prelims course me upload kr di gyi hai
2. Maths reasoning Hindi medium [1050 questions] bhi upload ho gyi hai...Har topic pe saare type ke possible que cover kiye hai..inko krke chle jaana..must hai
3. Maths reasoning English medium kal tak upload ho jayegi
4. Indian Eco English medium que bank Kal upload ho jayegi....Hindi me 2-3 din aur lgega
Iske baad bs apna Raj polity ka que bank bchega wo bhi Thursday-Friday tak dono medium ho jayega..
Exam se lgbhg 2 mahine phle aapke pass almost saara static content hai...Dont loose patience..yehi 2 mahine important hai..Original and quality content bnane me time lgta hai..Ek ek authentic source khangala hai..Kaam me cheating nhi ki hai.....Phle bhi khoob kha hai, aaj bhi bol raha hu ki khoob que match honge in que banks and solutions se..dhng se 2-3 baar revise kr lena..10-12 ghnte pdhaai kro to ek que bank aaram se 4-5 din me niptaya jaa skta hai...
500 questions..ek que me solution pdhne samet 5 minutes maane to 40 ghnte ka kaam hai...Revison kar jaana please 🙏
Ab humari team almost que banks se free ho gyi hai..Ab current aana start ho jayega kuchh dino me...Ye niptao aap jldi.....

❤239👍30🙏11👌6💯6✍2🐳1
Indian Eco Que Bank [English medium] uploaded in respective courses - Foundation, RIPA Max, Advance and Prelims batch...PDF ka aap print le skte ho...Book print hoke aane me 3-4 din lgenge...
# Ho jayega...kar lenge...
# Ho jayega...kar lenge...
❤82👍20
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Dhyaan rkhna..Pichle pre me gadbad hui thi kuchh aspirants ke saath....E option se saavdhaan rahe...
🤣311❤25👍6🆒4🔥3🫡3🙏2🎉1🍾1
Maths reasoning English medium Question bank has been uploaded in the respective courses....Khinch do matter ko..1000 que hai..Daily 50 lgao...isme saare types covered hai..inse bahar nhi aayega question....
❤92👍18
In General Aap kitne questions attempt krte ho Prelims paper me...Out of 150.
Anonymous Poll
19%
70-90
35%
90-110
33%
110-130
8%
130-140
5%
More than 140
👍38🐳17❤12🎉3
2 Din Phle MPC (RBI) ki jo meeting hui hai usme Repo Rate Change kr di hai RBI ne...
Ab Repo change ho gyi to uske hisaab se SDF, MSF and Bank Rate bhi adjust ho gyi...
Ye upar wali table dekh lena 👆
Baaki don't worry...November me ek aadhe ghnte ki class lunga usme jo bhi updates/corrections hai wo sb discuss kr lenge...Jyada nhi hai...
Kal GST council ki 57th meeting bhi hui..1-2 kaam ki cheeze hai to wo bhi discuss kr lenge..Halanki ye sb current me bhi cover hoga....
I Again repeat - Current Sept, Oct ka hi most important hai..Baaki months ka man ki tssli ke liye pdh lo lekin jyada maatha khraab nhi krna hai apne ko..
# Kar lenge..Mains likhenge and Acche se likhenge 🤘 Ladai last ke 2 mahino ki hi hai..Isme bahut log ander bahar honge..Apne ko ander date rhna hai...

❤194👍38🔥5
Kal ka test center same Class 24 [SSC division] wali building me hai...
Location - https://maps.app.goo.gl/sXLhNcyPu86P83mB6
Time - 12 - 3 PM
Mentors - Ghevar Ram ji [Rank 55] and Ajit ji [Rank 59] aayenge...12 PM...Test center par inse aap jo bhi aapke doubts hai prelims ko leke wo khulke discuss kr skte hai...Bilkul genuine insaan hai dono, bade bhai ki trh smjhaynge aapko...

❤55🔥11
Rajasthan Polity Que bank [Both Medium] - RIPA Max, Advance, Prelims and foundation me upload kr di gyi hai...jinko hard copy se pdhna hai, 2-3 din me print hoke aa jayegi...
Indian Economy hindi Que bank Shaam tak courses me upload ho jayegi...2-3 din me print hoke aa jayegi...
Thank you for your kind attention...Lage raho..ye 50 din kabhi jyada, kbhi kam, kbhi esa josh ki mera to ho rha hai..kbhi esa ki mere se na ho payega...ye sb chlta rhega...Jo finally Rank 1 aayega uske bhi esa hi chlta hai....
Bs aapko ek hi kaam krna hai - ksi bhi situation me 8-10 ghnte phdna hi hai average...

❤120👍16🔥8🆒8🙏1
Connect Civils (Official)
Rajasthan Polity Que bank [Both Medium] - RIPA Max, Advance, Prelims and foundation me upload kr di gyi hai...jinko hard copy se pdhna hai, 2-3 din me print hoke aa jayegi... Indian Economy hindi Que bank Shaam tak courses me upload ho jayegi...2-3 din me…
Isi baat pe ek baat yaad aayi..
Kal Dinesh bhai [Rank 1] bta rhe the ki last wale attempt me Mains deke ese socha tha ki ab ek attempt dhng se dunga, poori jaan lgake...ab tak to chlo jo ho gya wo ho gya....And usi attempt me Rank 1 aa gyi...
To lesson yehi hai ki even Rank 1 ko bhi apni taiyaari hmesha adhuri hi lgti hai, nhi pta hota ksi ko kuchh....Sb aapke jaise hote hai...bs lage rhte hai...experiment krte hai...direction sahi rkhne ke liye sahi sources khangaalte hai..ksi ke andhbhakt nhi bnte...
Dinesh bhai ne video me Clear btaya hai ki Indian Eco and Answer writing Connect se ki, Hindi Mahiya sir se ki, Polity Deepak sir se ki etc etc...Mtlb ksi ek coaching/teacher ke bharose nhi rhe...Jha jo best lga wo kiya and aage bdhte rhe...
To jha se jo best lage karte rho..hoga...Pkka hoga...Good things take time 😄 God bless you [Luck bhi jaruri hai to ek baar yaad kr liya kro din me upar wale ko bhi]....Maangna kuchh nhi, bs yaad kr lo..upar wale ko sb pta hai tumhe kya chahiye....

❤342💯27🙏18🏆14👍7🔥6🥰5🍾2🕊1