Connect Civils (Official)
https://www.youtube.com/watch?v=HcKgcVMCGWI
English medium uploaded 👆 2 din do..15-16 Tak Hindi wali upload kr dunga...20 Sept se phle aapko bs ek din reserved rkhna hai..Poori economy ho jayegi aapki [Current, Static, Economic survey, Budget...]
❤97😍10👍7👌4
🚨 अत्यावश्यक सूचना: प्लेटलेट्स डोनर की आवश्यकता 🩸
जयपुर के Mahatma Gandhi Hospital में एक मरीज के लिए तत्काल प्लेटलेट्स डोनर की आवश्यकता है।
आवश्यक Blood Groups:
👉 B+ (पहली प्राथमिकता)
👉 अन्य विकल्प: B− | AB+ | AB−
📲 WhatsApp: 916376309311

❤27🙏8
Regarding current affairs - Abhi priority pe question banks hai..Exam clear krne ke liye static subjects dhng se krne must hai..Current bahut random aa rha hai...Exam se 3-4 mahine phle ka aata hai...to jo 3-4 question banks bche hai wo krke hi current pe utrenge...
We have seen ki month ki 150-150 pages ki magazine pdhne ke baad bhi question match nhi hote exam me to nuksaan hi hota hai [Isme coaching walo ki bhi glti nhi hai, kuchh bhi random puchh leta hai, jiska koi sense nhi hai] ...iske chhkr me static se compromise bilkul nhi krna hai
Summary - June - October ka cover krenge lekin abhi time lgega aane me..Aapka impatience smjh skte hai..abhi aap Moomal, Chronology pdho...baad me connect se revise kr lena...Lekin current ke chhkr me static nhi chhodna abhi bilkul bhi...

👍120❤31🥰5
Blood group - Any
Need blood 4 to 5 unit
AIIMS JODHPUR
Attendent number 7568564815
Please open Telegram to view this post
VIEW IN TELEGRAM
❤27
Economics me jo bhi update hui hai cheeze like base year, number of items, weightage etc of sb marathon class me update kr di hai and new books edition me bhi...
Ye final table yaad krke jaani hai aapko 👆👆...Economics daily change hoti hai kuchh kuchh..ab tak ke saare changes are covered in this marathon -
English medium - https://www.youtube.com/watch?v=HcKgcVMCGWI&t
Hindi Medium - https://www.youtube.com/watch?v=sXjSMeAKbCs&t

❤69👍14
Indian Economy me 10 question aaye hai SI me...9 direct book se hai...1 me 2 option eliminate ho rhe hai....[Ye saare questions question bank me bhi hai].....
Baaki subject me bhi yhi kuchh trend hai...Jse Polity (Indian + Rajasthan) me total 15 ke aas pass hai, question bank se 12 solve ho rhe hai direct....
Although Connect ne SI ki taiyaari nhi krwayi, lekin ye isliye daal rhe hai ki RAS ka paper bhi RPSC hi bnayegi..please connect ke question bank krke chle jaana..baaki aapki marji 🙏

❤227👍31🫡15🔥8🆒4🥰3🍾1😇1
Connect course students -
1. Indian and World Geo ki question bank aaj upload ho jayegi aapke course me [Complete with solution]
2. Indian Eco wali me 1-2 din lgenge...Question youtube pe already discuss ho gye, lekin acche se solution bnake dene pdenge taaki RAS me bhi 80-90% match ho 😊

❤128🙏14🆒5🎉4
Technology me 6 me se sirf 1 question aaya hai Connect ki question bank se 😐 [Maje ki baat ye hai ki hum log lgbhg saare IIT se hai 😂 IIT Delhi, IIT Kharagpur, IIT Roorkee, IIT Patna, IIT Kanpur....]...Je ho RPSC 🙏....
Ispe bhi baat krenge ki baaki subject me 70-90% match ho gye and tech se kyu nhi hue..kya change krna pdega hme...ya change krna bhi chahiye ki nhi? [Kyunki sb subject me milane ke chhkr me 1000 page ke notes/question bank dena chahiye ki nhi]...
Kosish krenge RAS pre me tech me bhi match ho hmare...Strategy change krni pdegi hme isme...
Krte hai discuss ek video me ki is pattern ko dekhte hue RAS ke liye kse taiyaari kre...remember, prelims top krne ka game nhi hai, cut off clear krne ka hai...sb kuchh khane ke chhkr me apne ko exam se bahar nhi hona hai....

❤227🫡44👌18🆒16😇8🍾7🥰4🔥3🙏2
Isme RPSC ne both correct diya hai...mere hisaab se isme first statement galat hai....
Objection ke liye authentic sources maang rhe hai kuchh students..
Arthpedia website [Official website of Indian Economic service] - https://ies.gov.in/arthapedia/concept/gross-value-added-gva-basic-prices-and-gva-factor-costs?utm_source=chatgpt.com
Halanki NCERT ke hisaab se statement 1 bhi sahi hai...lekin core economics ke hisaab se dekho to statement 1 galat hai...NCERT school ke bccho ko concepts easy way me smjhane ke liye bahut saare concepts simplify kr deti hai, that does not mean ki sahi cheez ko hum galat accept kr le....
Sad reality ki professor sahab ne sidhe NCERT ki line chipka di....ab aage aspirants aur unke Vakil court me dalile dete rahe...

❤62🙏5👌5👍1
Ye CBSE 12th class POMOLOGY ki book se hai sidha...
Kitni books cover kre ab coaching wale..and utha patak krke kar bhi le to phir yaad kitna rhega bccho ko
Science Tech ke Sources pta krna jaruri hai hmari team ke liye..taaki alert rahe future ke liye [Baaki saare subjects me apne que bank se set hai mamla..yha maat kha gye hum ] 👇

👍56❤27🤝5🎉4
Indian And world Geography question banks are uploaded in respective courses [RIPA, Prelims and foundation]...khinch do mamla [In question bank se abhi wale paper me dono question solve ho rhe hai]....Book depot pe 2-3 din me aa jaaynge....Thanks
❤55👍14