Aimim Fans Group
284 subscribers
16.4K photos
7.39K videos
61 files
2.1K links
Daily Updates Of Aimim..
Download Telegram
Forwarded from AIMIM Official
Petrol, Diesel और Gas की बढ़ती कीमतों से ध्यान भटकाने के लिए मुसलमानों के खिलाफ नफरत फैलाई जा रही है: Barrister Asaduddin Owaisi


#asaduddinowaisi #petroldieselprice #gas #muslim #owaisi
Forwarded from AIMIM Official
जब दूसरे त्योहारों पर गोश्त की दुकानें बंद करा रहे हो, तो रमज़ान में शराब की दुकानें भी बंद होनी चाहिए : Barrister Asaduddin Owaisi


#asaduddinowaisi #article25 #namazonroad #namaz #india
Forwarded from AIMIM Official
Mukhalifat se meri shakhsiyat sanwarti hai,
Main dushmano'n ka badaa ehtiraam karta hoon.
– Bashir Badr
Forwarded from AIMIM Official
Poori zimmedari ke saath SIR (Special Intensive Revision) mein apna naam zaroor shamil karwaayein: Barrister Asaduddin Owaisi

#Sir #asaduddinowaisi #specialintensiverevision #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
आखिर RSS देश में सबको शाकाहारी क्यों बनाना चाहती है? : Barrister Asaduddin Owaisi

#asaduddinowaisi #iftar #Iftarpartyonboat #ganga #uttarpradesh
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
AIMIM MLC Mirza Rahmath Baig Quadri Sahab ne Darussalam, Hyderabad mein CMRF Scheme ke tahet behtar ilaaj ke liye 03 Beneficiaries ko LOC (Total amount ₹6,00,000) faraham kiya.

#AIMIM #MirzaRahmathBaig #CMRF #Darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
AIMIM Bahadurpura MLA Janab Mohd Mubeen Sahab ki lagataar mehnat aur koshisho'n ke natije mein Bahadurpura Assembly ke hazaaro'n gareeb aur mustahiq khandano'n ko New Ration Cards ki manzoori mil gayi hai.

Civil Supplies Department ki taraf se jaari official report ke mutabiq Bahadurpura Assembly mein 26,428 naye ration cards jaari kiye gaye hain. InshaAllah! pending applications bhi jald manzoor kar liye jaayenge.

#AIMIM #mohdmubeen #RationCards #Bahadurpura #Hyderabad