Forwarded from AIMIM Official
Majlisi Qiyaadat ki kaamyab numaindagi par Halqa-e-Parlimaani Hyderabad mein taraqqiaati kaamo'n ka silsila tezi se jaari hai.
Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ne AIMIM MLA Jaffar Hussain Meraj Sahab ke sath Halqa-e-Assembly Yakutpura ke Talab Chanchalam Division mein ₹1 crore 64 lakh 80 hazaar ki laagat se mukhtalif taraqqiaati kaamo'n ka iftetaah kiya.
Is mauqe par Talab Chanchalam ki Ex-Corporator Dr. Sameena madam, active workers, Sudoor-o-Mohtamadeen aur muhibban-e-Majlis ki kaseer tadaad maujood thi.
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #DevelopmentWork #Yakutpura #hyderabad

AIMIM ki kaamyab numaindagi par Hyderabad mein taraqqiaati kaamo'n ka silsila jaari | Barrister Asaduddin Owaisi
📍 Yakutpura, Hyderabad
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #Yakutpura #Owaisi
📍 Yakutpura, Hyderabad
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #Yakutpura #Owaisi
Forwarded from AIMIM Official
YouTube
Gau rakshak Hyderabad ka mahaul kharab karne ki koshish kar rahe hain : AIMIM MLA Majid Hussain
Mehdipatnam mein plywood lorry ko gaaye le jaane ke shaq mein driver aur lorry par huye hamle par AIMIM Nampally MLA Mohammed Majid Hussain ne is waaqe mein shamil tamam afraad ke khilaf sakht kaarwai ki maang ki. Unhone kaha ke kuch log jaan-boojh kar shahar…
Forwarded from AIMIM Official
Telangana: Raat taqreeban 1 baje Mehdipatnam mein naam-nihad gau rakshako’n ne ek plywood lorry ko gaaye le jaane ke shaq mein rok liya. Is dauran lorry aur driver par pathraao bhi kiya gaya, jiski wajah se ilaaqe mein tanaav ka mahaul paida ho gaya.
Waaqe ki ittelaa milte hi AIMIM Nampally MLA Mohammed Majid Hussain Sahab mauqe par pahunch gaye. Unhone police aur officials se baat karte hue mahaul kharab karne aur qanoon ko haath mein lene walo'n ke khilaf sakht kaarwai karne ka mutaliba kiya.
#AIMIM #MajidHussain #gaurakshak #HyderabadPolice #Telangana
Waaqe ki ittelaa milte hi AIMIM Nampally MLA Mohammed Majid Hussain Sahab mauqe par pahunch gaye. Unhone police aur officials se baat karte hue mahaul kharab karne aur qanoon ko haath mein lene walo'n ke khilaf sakht kaarwai karne ka mutaliba kiya.
#AIMIM #MajidHussain #gaurakshak #HyderabadPolice #Telangana
Forwarded from AIMIM Official
YouTube
Yakutpura, Hyderabad mein taraqqiati kamo'n ka iftetaah | Jaffar Hussain Meraj ki media se baatcheet
Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ki qiyaadat mein Yakutpura, Hyderabad mein taraqqiyaati kaam tezi ke saath jaari hain.
Talab Chanchalam Division mein Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ke haatho’n mukhtalif taraqqiyaati kaamo’n ka iftetaah amal mein aane…
Talab Chanchalam Division mein Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ke haatho’n mukhtalif taraqqiyaati kaamo’n ka iftetaah amal mein aane…
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad mein awaami khidmaat aur development works lagataar jaari hain | Barrister Asaduddin Owaisi | AIMIM
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #JaffarHussainMeraj #DevelopmentWork #Owaisi #hyderabad
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #JaffarHussainMeraj #DevelopmentWork #Owaisi #hyderabad