Aimim Fans Group
288 subscribers
16.2K photos
7.37K videos
61 files
2.09K links
Daily Updates Of Aimim..
Download Telegram
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad: Hamesha ki tarah Aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi, AIMIM Floor Leader Janab Akbaruddin Owaisi Sahab, AIMIM MLAs aur MLCs ke sath party Headquarters Darussalam mein awaam ki khidmat mein haazir hue.

InshaAllah! jo bhi awaam ke masaail hain, unhein jald hal karne ki poori koshish ki jayegi.

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #AkbaruddinOwaisi #Darussalam #Hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
Majlisi Qiyaadat ki kaamyab numaindagi par Halqa-e-Parlimaani Hyderabad mein taraqqiaati kaamo'n ka silsila tezi se jaari hai.

Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ne AIMIM MLA Jaffar Hussain Meraj Sahab ke sath Halqa-e-Assembly Yakutpura ke Talab Chanchalam Division mein ₹1 crore 64 lakh 80 hazaar ki laagat se mukhtalif taraqqiaati kaamo'n ka iftetaah kiya.

Is mauqe par Talab Chanchalam ki Ex-Corporator Dr. Sameena madam, active workers, Sudoor-o-Mohtamadeen aur muhibban-e-Majlis ki kaseer tadaad maujood thi.

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #DevelopmentWork #Yakutpura #hyderabad