Aimim Fans Group
289 subscribers
16.1K photos
7.36K videos
61 files
2.08K links
Daily Updates Of Aimim..
Download Telegram
Forwarded from AIMIM Official
Barrister Asaduddin Owaisi’s reaction to IUML’s displeasure over the delay in choosing Kerala’s next CM.

#aimim #asaduddinowaisi #indianunionmuslimleague
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
Municipal Elections ke liye AIMIM tickets ke khwahishmand afraad ke liye ahem ittela.

GHMC, Cyberabad aur Malkajgiri Municipal Corporations ke intekhabat mein hissa lene ke khwahishmand umeedwaar 13 May se 20 May tak, rozana subah 11 baje se shaam 5 baje tak Party Headquarters Darussalam se application forms haasil kar sakte hain aur wahi'n jama bhi kar sakte hain.

#AIMIM #GHMC #MunicipalElections #Darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
جی ایچ ایم سی، سائبرآباد اور ملکاجگری میونسپل کارپوریشنز کے انتخابات میں حصہ لینے کے خواہشمند امیدوار 13 مئی سے 20 مئی تک، روزانہ صبح 11 بجے سے شام 5 بجے تک پارٹی ہیڈکوارٹر دارالسلام سے درخواست فارم حاصل کر سکتے ہیں اور وہیں جمع بھی کرا سکتے ہیں۔
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
జీహెచ్‌ఎంసీ, సైబరాబాద్ మరియు మల్కాజిగిరి మున్సిపల్ కార్పొరేషన్ల ఎన్నికల్లో AIMIM టికెట్లకు ఆసక్తి ఉన్న అభ్యర్థులు పార్టీ ప్రధాన కార్యాలయం దారుస్సలాం,
హైదరాబాద్‌లో అప్లికేషన్ ఫారమ్ పొందవచ్చు.

తేదీ: 13 మే నుండి 20 మే 2026 వరకు
సమయం: ఉదయం 11:00 నుండి సాయంత్రం 5:00 వరకు

#AIMIM #GHMC #MunicipalElections #Darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ne AIMIM delegation ke saath Telangana Housing Corporation mein munaqid Revenue aur Housing Department ke review meeting mein shirkat ki.

Is meeting mein falahi schemes ko tez karne aur mustahiq afraad tak housing aur revenue se mutalliq tamaam sahulatein baghair kisi deri ke barwaqt pahunchane par zor diya gaya.

AIMIM Nampally MLA Mohammed Majid Hussain ki media se baatcheet.

#AIMIM #MajidHussain #delegation #majlis #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
"Purana Pul, Pardiwada (Charminar) mein 70 saal pehle allot kiye gaye makaano'n ko dubara tameer kiya jaaye."

Revenue aur Housing Department ke review meeting ke baad AIMIM Charminar MLA Mir Zulfeqar Ali ki media se baatcheet.

#AIMIM #mirzulfeqarali #HousingDepartment #ReviewMeeting #hyderabad #Telangana
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad: AIMIM MLC Mirza Rahmath Baig Quadri Sahab ne AIMIM Headquarters Darussalam mein CMRF Scheme ke tahet behtar ilaaj ke liye 04 Beneficiaries ko LOC (Total Amount ₹07,50,000) faraham kiya.

#AIMIM #MirzaRahmathBaig #CMRF #loc #Darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
Barrister Asaduddin Owaisi ki qiyaadat mein Hyderabad mein taraqqiaati kaamo'n ka silsila tezi se jaari.

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #DevelopmentWork #Owaisi #hyderabad