Aimim Fans Group
291 subscribers
16.1K photos
7.35K videos
61 files
2.08K links
Daily Updates Of Aimim..
Download Telegram
Forwarded from AIMIM Official
Awaam ki awaaz banna aur unke masaail ka hal nikaalna hi AIMIM ki asli pehchaan hai.

Hamesha ki tarah Aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab AIMIM Party Headquarters Darussalam, Hyderabad mein AIMIM MLAs, MLCs aur doosre zimmedaraan ke sath awaam ki khidmat mein haazir hue aur unke masaail ko suna.
InshaAllah jald hi tamaam masaail ko hal karne ki poori koshish ki jaayegi.

#aimim #asaduddinowaisi #awaamkikhidmat #darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
SIR Help Desk की इफ्तिताही तक़रीब में इलाके के ज़िम्मेदारों को ज़रूर बुलाएँ।
महाराष्ट्र में AIMIM कार्यकर्ताओं से बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी की अपील।

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #SIRHelpDesk #maharashtra #specialintensiverevision #Owaisi
Forwarded from AIMIM Official
जिस आवाम ने आपको वोट देकर कामयाब किया, उनके भरोसे को कभी टूटने न दें: Barrister Asaduddin Owaisi

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #sir #specialintensiverevision #maharashtra #Owaisi
Forwarded from AIMIM Official
AIMIM ka maqsad sirf election ladna nahi, balki awaam ke beech rehkar unki khidmat karna hai: Barrister Asaduddin Owaisi

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #SIRHelpDesk #specialintensiverevision #Owaisi
Forwarded from AIMIM Official
AIMIM har waqt awaam ke saath khadi rehti hai, aur InshaAllah aage bhi mazbooti se khadi rahegi | Barrister Asaduddin Owaisi

#aimim #asaduddinowaisi #awaamkikhidmat #darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
Eid-ul-Adha ke mauqe par Hyderabad ke tamaam zonal areas mein behtar saaf-safaai aur deegar zaroori intezamaat ko yaqini banane ke silsile mein AIMIM MLC Janab Mirza Rahmath Baig Quadri Sahab ne GHMC Commissioner, IAS Janab R. V. Karnan Sahab se tafseeli mulaqat ki. Is mulaqat ke dauran unhon ne Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ka memorandum pesh kiya aur awaam ko behtar sahuliyat faraham karne ke liye muassar qadam uthane par zor diya.

#AIMIM #MirzaRahmathBaig #eiduladha #hyderabad #Telangana