Aimim Fans Group
304 subscribers
15.8K photos
7.25K videos
61 files
2.05K links
Daily Updates Of Aimim..
Download Telegram
Forwarded from AIMIM Official
Awaam ke masaail ko sunna aur unki awaaz ko uthaana AIMIM ka asal maqsad hai.

Aaj AIMIM ke markazi daftar Darussalam, Hyderabad mein Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi sahab ne party MLAs aur digar zimmedaraan ke saath awaam ki khidmat mein haazir huye aur logo'n ke masaail ko ghour se suna. InshaAllah! jald hi tamaam masaail ko hal karne ki poori koshish ki jayegi.

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #AwaamKiKhidmat #Darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
BJP और RSS वालों को मालूम होना चाहिए कि झांसी की रानी को धोखा देने वाला ग्वालियर का राजा था: Barrister Asaduddin Owaisi

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #BJP #RSS #Owaisi #gujarat
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ki hidayat par AIMIM ne Janab Shabbir Ahmed Havdadi ko Raichur City President muqarrar kiya hai.
InshaAllah! Shabbir Ahmed Sahab Raichur, Karnataka mein party ko aur mazboot karenge, sath hi awaam ke masail ko hal karne aur unki khidmat mein hamesha haazir rahenge.
Forwarded from AIMIM Official
Majlis aapki jamaat hai aur InshaAllah hamesha aapki rahegi: Barrister Asaduddin Owaisi

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #Darussalam #OurWorkIsOurIdentity #Owaisi #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
"वोट डालना हर शहरी का दस्तूरी हक़ है।" - पश्चिम बंगाल में Muslim Voters के नाम कटने पर बोले बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी।

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #MuslimVoters #westbengalelection2026 #Owaisi