Forwarded from AIMIM Official
Special Intensive Revision (SIR) ko sanjeedgi se lein, warna aage chal kar aap ki shehriyat par sawaal uth sakte hain.
SIR ke talluq se Jamiat Ulama Telangana and Andhra Pradesh ke General Secretary Mufti Mohammed Zubair Qasmi Sahab ki Hyderabad, Telangana ki awaam se appeal.
Is mauqe par AIMIM Yakutpura MLA Jaffar Hussain Meraj Sahab aur Syed Mushtaq Ahmed (PA of Barrister Asaduddin Owaisi Sahab) bhi maujood the.
#AIMIM #JaffarHussainMeraj #syedmushtaqahmed #sir #specialintensiverevision #Yakutpura #hyderabad

Forwarded from Asaduddin Owaisi Official
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
Forwarded from AIMIM Official
YouTube
AIUDF ke ummeedwaro'n ko kaamyab kijiye | Assam ki awaam se Asaduddin Owaisi ki appeal.
9 April ko Tala-Chabhi ke nishan par button dabakar AIUDF ke ummeedwaro'n ko kaamyab karein.
Barak Valley, Assam ki awaam se Barrister Asaduddin Owaisi ki appeal.
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #assamelection2026 #AIUDF #VoteAppeal #Owaisi
SUBSCRIBE to AIMIM…
Barak Valley, Assam ki awaam se Barrister Asaduddin Owaisi ki appeal.
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #assamelection2026 #AIUDF #VoteAppeal #Owaisi
SUBSCRIBE to AIMIM…
Forwarded from AIMIM Official
गुजरात के स्कूलों में Morals के नाम पर सिर्फ गीता ही क्यों पढ़ाई जा रही है? अगर Morals सिखाने हैं, तो कुरान के साथ-साथ दूसरे मज़हब की किताबें भी पढ़ाई जानी चाहिए: Barrister Asaduddin Owaisi
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #ahmedabad #gujarat #Owaisi
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #ahmedabad #gujarat #Owaisi
Forwarded from AIMIM Official
Awaam ke masaail ko sunna aur unki awaaz ko uthaana AIMIM ka asal maqsad hai.
Aaj AIMIM ke markazi daftar Darussalam, Hyderabad mein Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi sahab ne party MLAs aur digar zimmedaraan ke saath awaam ki khidmat mein haazir huye aur logo'n ke masaail ko ghour se suna. InshaAllah! jald hi tamaam masaail ko hal karne ki poori koshish ki jayegi.
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #AwaamKiKhidmat #Darussalam #hyderabad

Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ki hidayat par AIMIM ne Janab Shabbir Ahmed Havdadi ko Raichur City President muqarrar kiya hai.
InshaAllah! Shabbir Ahmed Sahab Raichur, Karnataka mein party ko aur mazboot karenge, sath hi awaam ke masail ko hal karne aur unki khidmat mein hamesha haazir rahenge.