Aimim Fans Group
297 subscribers
15.9K photos
7.3K videos
61 files
2.06K links
Daily Updates Of Aimim..
Download Telegram
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad: AIMIM Kamareddy ki team ne aaj Darussalam mein Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi sahab se mulaqaat ki. Is mauqe par Kamareddy mein Congress Party se taalluq rakhne wale kai naujawan Sadr-e-Majlis ke haathon AIMIM party mein shamil huye.

InshaAllah, ye naujawan Kamareddy mein Majlis ko aur mazboot karenge, sath hi har waqt awaam ki khidmat mein haazir rah kar unka kaam karenge.

Mulaqaat ke dauran AIMIM Kamareddy Incharge Shakeel Mahmood Sahab, Nayeem Hasan Sahab, Jaffar Khan Sahab, Muhammad Ubaid Ali, Rasheed Khan, Sayeed Khan, Dr. Abdul Samad, Moid Hasan, Muhammad Saleem, Musharraf Bhai, Kazim Ali, Sajid Bhai, Anwar Ali, Anwar Hussain, Jaleel Bhai, Muhammad Latif, Muhammad Hanif, Yousuf Ali, Ghulam Muhammad Khan Anwari, Saif Khan, Muhammad Kareem, Khwaja Moinuddin, Almas, Syed Afroz, Syed Jameel, aur doosre Majlis ke arkaan maujood the.

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #kamareddy #aimimkamareddy #Owaisi #Darussalam #hyderabad
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad: AIMIM Nampally MLA Janab Mohammed Majid Hussain Sahab ne AIMIM Head Quarters Darussalam mein CMRF Scheme ke tahet behtar ilaaj ke liye 38 beneficiaries ko ₹15.80 lakh ka cheques faraham kiya.
Forwarded from AIMIM Official
मुझे दूसरी पार्टी के मुस्लिम नेताओं से कोई तकलीफ़ नहीं है। अगर वे तनक़ीद करेंगे, तो हम उसका जवाब देंगे: Barrister Asaduddin Owaisi

#aimim #asaduddinowaisi #muslimleader #muslim #leader #owaisi #india
Forwarded from AIMIM Official
मेरा ख़्वाब है कि एक दिन भारत की प्रधानमंत्री हिजाब पहनने वाली महिला बने, इसमें बुरी बात क्या है? : Barrister Asaduddin Owaisi

#aimim #asaduddinowaisi #dream #primeminister #hijab #owaisi #owaisilatestspeech #india
Forwarded from AIMIM Official
उत्तर प्रदेश में घर में नमाज़ पढ़ने पर केस दर्ज हो जाता है, इस पर बात क्यों नहीं होती? : बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी

#aimim #asaduddinowaisi #namaz #uttarpradesh #owaisi #up #india
Forwarded from AIMIM Official
"Notice ka jawab dijiye ya Court jaaiye"—Telangana ke former minister Harish Rao ko notice milne par Barrister Asaduddin Owaisi ka bayan.

#aimim #asaduddinowaisi #harishrao #telangana #owaisi #notice #india
Forwarded from AIMIM Official
मोदी सरकार नौजवानों को रोजगार और हुनर क्यों नहीं दे रही है? : Barrister Asaduddin Owaisi

#aimim #asaduddinowaisi #youthleadership #youth #naujawan #owaisi #leader #india
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad: AIMIM Charminar MLA Janab Mir Zulfeqar Ali Sahab ne Darussalam mein CMRF Scheme ke tahet behtar ilaaj ke liye 33 beneficiaries ko total ₹14.75 lakh ka cheques faraham kiya.
Is mauqe par AIMIM MLC Janab Mirza Riyaz Ul Hassan Effendi sahab, Pathergatti Corporator Sohail Quadri sahab bhi maujood the.
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
AIMIM Karwan MLA Janab Kausar Mohiuddin sahab ne Shadi Mubarak Scheme ke tehat 49 Istifada-kunindagaan (beneficiaries) mein cheques (total amount ₹49,05,684) faraham kiya.
Iss mauqe par AIMIM Party Corporator Mohammed Naseeruddin Sahab, Shaikpet Mandal Staff, AIMIM primary unit president aur doosre Karkunaan maujood the.
Forwarded from AIMIM Official
"लगातार 11 साल सत्ता में रहने के बावजूद BJP भारत-बांग्लादेश सरहद पर Fencing क्यों नहीं कर पाई?" नरेंद्र मोदी के घुसपैठिए वाले बयान पर बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी का सवाल।

#aimim #asaduddinowaisi #indiabangladeshborder #indiabangladesh #owaisi #india
Forwarded from AIMIM Official
महाराष्ट्र: जो कोई भी बीजेपी, शिंदे या अजित पवार के साथ जाएगा, AIMIM पार्टी उसके ख़िलाफ़ कार्रवाई करेगी : बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी

#aimim #asaduddinowaisi #maharashtra #mumbai #municipalelection #maharashtramunicipalelection2026 #owaisi #owaisilatestspeech #india