Aimim Fans Group
297 subscribers
15.9K photos
7.3K videos
61 files
2.06K links
Daily Updates Of Aimim..
Download Telegram
Forwarded from AIMIM Official
AIMIM Party ke rehnuma har waqt awam ki takleef aur har maslay mein unke saath khade rehte hain, aur InshaAllah hamesha isee tarah saath khade rahenge.
Hamesha ki tarah Aaj bhi AIMIM President Barrister Asaduddin Owaisi Sahab, Party MLAs aur doosre zimmedaraan Darussalam, Hyderabad mein awaam ki khidmat mein haazir hue aur unke masaail ko suna. InshaAllah jald hi tamaam masaail ko hal karne ki koshish ki jaayegi.

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #Khidmat #Awaam #Darussalam #partyoffice #hyderabad #Telangana #india
Forwarded from AIMIM Official
Awaam ki khidmat karna aur har mushkil mein unke saath khade rehna, AIMIM ki pehchaan hai | Barrister Asaduddin Owaisi

📍 Darussalam, Hyderabad

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #Khidmat #Awaam #Darussalam #partyoffice #hyderabad #Telangana #india
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
AIMIM MLC Janab Mirza Riyaz Ul Hassan Effendi sahab ne AIMIM Head Quarters Darussalam, Hyderabad mein CMRF Scheme ke tahet behtar ilaaj ke liye 40 Istifada-Kunindagaan (beneficiaries) ko Cheques (Total Amount ₹40,19,000) faraham kiya.

#AIMIM #mirzariyazulhassaneffendi #CMRF #cmrfscheme #Darussalam #hyderabad #Telangana
Forwarded from AIMIM Official
Chabahar Port भारत के लिए बहुत अहम है, क्योंकि इससे हमें न सिर्फ अफगानिस्तान बल्कि मध्य एशिया के दूसरे देशों तक भी पहुंच मिलेगी: Barrister Asaduddin Owaisi

#aimim #asaduddinowaisi #afghanistan #iran #owaisi #owaisilatestspeech #india
Forwarded from AIMIM Official
महाराष्ट्र में जो हमारे corporators कामयाब हुए हैं, इंशाअल्लाह! वे हमेशा AIMIM के साथ ही रहेंगे : बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी

#aimim #asaduddinowaisi #maharashtra #municipalelection #maharashtramunicipalelection2026 #owaisi #owaisilatestspeech #india
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad: AIMIM ka Darussalam Daftar awaam ki khidmat ka markaz hai.

AIMIM Headquarters Darussalam mein Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab, AIMIM MLA's aur doosre zimmedaar afraad awaam ki khidmat mein haazir hue aur unke masaail ko suna. InshaAllah jald hi awaam ke masail ko hal karne ki koshish ki jaayegi.

#AIMIM #AsaduddinOwaisi #Khidmat #Awaam #Darussalam #partyoffice #hyderabad #Telangana #india
Forwarded from AIMIM Official
Forwarded from AIMIM Official
Hyderabad: AIMIM Bahadurpura MLA Janab Mohd Mubeen Sahab ne NR Colony, Tadban, ITI Road par ₹17 lakh ki laagat se 'Salar-e-Millat Mineral Water Plant' ka inauguration kiya. Jiska maqsad maqaami rehaishiyo'n ke liye saaf aur sasta peene ka pani muhayya karna hai.
Is mauqe par Ramnasthpura Corporator Mohd Khader, Nawab Sahab Kunta Co-Corporator Abdul Hannan aur party ke digar karkunaan bhi maujood the.